Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Hala Ka Intikhaab

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Hala Ka Intikhaab

    TERI DIL LAGI..
    Teri Dil Lagi Muje Raat Bhar Soonay Nahin Deti
    Tu Nay Jo Sapnay Sajaeey Hain Meri Ankhoon Main
    Jo Nayeey Ahsaas Jagayeey hain Mery Maan Main
    Un Ki tapish Muje Raat Bhar Soonay Nahin Deti
    Kaiseey Fark Karoon Main Haqeeat yeh Fasana Hai tu
    Aik Jhalak tere deedar ki Mujee Raat Bhar Soonay Nahi deti
    Tum Laakh Kaho Kay Tum Insaan Hoo
    Teri Masoomiyat Yeh bharam hoonay nahin deti
    Main Aik Beezook, BeyAdab tera deewana
    Teri Deewangi Muje Deewana Honay Nahi Deti
    u can't gain RESPECT by choice nor by requesting it... it is earned through your words & actions."

    :pr:

  • #2
    Re: Teri Dil Lagi..............................

    Great Sister Thanks>..
    YOUR SIGNATURE HAS BEEN DELETED BY THE ADMIN.

    Comment


    • #3
      Re: Teri Dil Lagi..............................

      nice

      Comment


      • #4
        Re: Teri Dil Lagi..............................

        ahaaa nice sharing :)
        Bhulana Sakoo Gay Mujhe Bhool Kar Tum
        Mein Aksar Tumhein Yaad Ata Rahonga
        Kabhi Khuwab Ban Kar Kabhi Yaad Ban Kar
        Mein Neendein Tumhari Churata Rahonga

        Comment


        • #5
          Re: Teri Dil Lagi..............................

          very nice.
          chain kadi na paya mein apna ap gawaya .des parai dunya wich sada dada dil ghbaraya.

          Comment


          • #6
            Re: Teri Dil Lagi..............................

            zabardast ghazal hai






            Waqt guzarta raha par saanse thami si thi,
            muskura rahe the hum, par ankhoN meiN nami si thi,
            sath hamare ye jahaaN tha sara
            par na jane kio kisi ki kami si thi....


            Comment


            • #7
              Re: Teri Dil Lagi..............................

              very nice sharing...
              Life is more strict than a teacher
              A teacher teaches a lesson
              and takes an exam.
              But life takes an exam
              and then teaches a lesson

              Comment


              • #8
                matlab ki duniya ........................

                Har koi rishton ki baat karta hai ...
                Har koi naaton ki baat karta hai....
                Magar duniya me har koi rishton se zayada khud ko ehmiyat deta hai.....

                Log aage nikal jate hain raund ke har rishte ko......
                aur piche reh jaata hai dard aur ansu .........

                Aaj ka daur bahut matlabi hai......... .....

                Matlab ki duniya matlab ke yaraane .....
                Kaya apne kaya begane...... ......... ..

                Kyon rishton ki kimat nahi samajhta koi......... ..
                kyon yuhin rishte todh jaata hai koi......... ...
                Rishte todhne wale kiya jaane ke dard kiya hota hai ........... ....
                u can't gain RESPECT by choice nor by requesting it... it is earned through your words & actions."

                :pr:

                Comment


                • #9
                  Re: matlab ki duniya ........................

                  nice Hala............
                  YOUR SIGNATURE HAS BEEN DELETED BY THE ADMIN.

                  Comment


                  • #10
                    Re: matlab ki duniya ........................

                    rishton ko torney waley ky ajanein rishto ka dard kya hota hai ............ kitni achi baat kahi gayi hai :)

                    acha intekhab hai dear :)
                    sigpic

                    Comment


                    • #11
                      Re: matlab ki duniya ........................

                      bohot ache sharing ke hai hala.......
                      sigpic


                      Comment


                      • #12
                        Re: matlab ki duniya ........................

                        welsaid......................lakin humain aisi batian likhty wakat yeh khial rakhna chayee.key hum khudh sab kerty hain......ager hum kerty hian to pher dosery kerty hain....
                        lakin hum elzam dosroon ko daity hian...jabky apny kiy bhool jaty hian

                        Comment


                        • #13
                          Re: matlab ki duniya ........................

                          Sigh!
                          " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                          Comment


                          • #14
                            Re: Teri Dil Lagi..............................

                            :masha :masha

                            ]bohat hi khoob kia kamal ki post hai apki

                            Comment


                            • #15
                              Usey Main Bhool Jana Chahti Hoon ................

                              Usey Main Bhool Jana Chahti Hoon
                              Suno ! Main Muskurana Chahti Hoon
                              Dukhi Rehnay Ki Aadat Ho Gai Hai
                              Mager Ab Gungunana chahti Hoon
                              Puraney Sab Taluq Toor Ker Ab
                              Nai Duniya Basana Chahti Hoon
                              Woh Nazmen Paaon Se Lipti Hain Lakin
                              Main Un sey Jaan Churana Chahti Hoon
                              Woh Sab Tohfey Woh sookhey Phool Sarey
                              Main Ab Un Ko Jalana Chahti Hoon
                              Main Utna Pass Aati Hoon Tumharey
                              Main Jitna Door Jana Chahti Hoon
                              Maery Hamdam, Haqeeqat Hai Yeh Meri
                              Main Teray Pass Aana Chahti Hoon
                              Ubhrney Ki Koi Khahish Nahin Hai
                              K Ab Main Doob Jana Chahti Hoon
                              u can't gain RESPECT by choice nor by requesting it... it is earned through your words & actions."

                              :pr:

                              Comment

                              Working...
                              X