Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

~*~Masood Ka Intikhaab~*~

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #91
    Re: Masood - Pegham Collection

    Yeh aik bohat udaas ghazal hai. Issey jab main ney Munni Begum ki aawaz mein suna to bohat hi afsurdgi thi is mein. Iska aagaz bohat mutasir kun hai.
    Attached Files
    tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
    tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

    Comment


    • #92
      Re: Masood - Pegham Collection

      Muneer Niyazi ki shairi mein aik chaashni hai. Unkey likhey huwey geet bhi bohat pyarey hain. Aik geet jo unho ney film Khareedar key liye likha, mujhey bohat pasand aaya:
      Attached Files
      Last edited by Masood; 13 August 2005, 01:55. Reason: Correction in wording
      tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
      tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

      Comment


      • #93
        Re: Masood - Pegham Collection

        wasal kuch deir theher jane de
        Dil tere hijar ka mara hai abhi
        wah Masood seher angaiz shayeiri ka intikhab kya hai aapne thanx for sharing and keep sharing :)
        Allah

        Comment


        • #94
          Re: Masood - Pegham Collection

          aslaam_u_alikam


          a wonderful collections masood sahin.
          sabhi gazlein bohat achii hain.
          thanks for sharing

          Comment


          • #95
            Re: Masood - Pegham Collection

            Ahann Buhat khoobsurat Collection Masood :rose



            Buhat hi achi Sharing hai aap ki :)


            khush rahyeah :rose
            Zindagi Thak Gaye ..!!

            Comment


            • #96
              Re: Masood - Pegham Collection

              Bohaat hi khoob collection hay Masood bhai
              Sada khush rahian and keep sharing

              Comment


              • #97
                Re: Masood - Pegham Collection

                Sab doston ki pasandeedgi ka shukriyah :)
                tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                Comment


                • #98
                  Re: Masood - Pegham Collection

                  Sahir Ludhiyanvi ki shairi mein aksar oqat talkhi bhi hoti hai aur naumeedi bhi chhalakti hai. Magar inki shairi ki apni chashni hai. Aik nazam mulahiza farmaein:
                  Attached Files
                  tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                  tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                  Comment


                  • #99
                    Re: Masood - Pegham Collection

                    Amjad Islam Amjad ki shairi ki apni hi baat hai. Yeh ghazal mulahiza farmaein:
                    Attached Files
                    tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                    tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                    Comment


                    • Re: Masood - Pegham Collection

                      Aik bohat pyari ghazal share karta hoon:
                      Attached Files
                      tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                      tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                      Comment


                      • Re: Masood - Pegham Collection

                        Duaoun sey moajzey hotey hain?
                        Attached Files
                        tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                        tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                        Comment


                        • Re: Masood - Pegham Collection

                          Akaili sham boht ji udaas karti hey
                          kisi ko bhaij day koi mera hum nawaa kar day



                          Boht khoobsurat sa kalam share karnay k liyeboht shukriya, Masood.

                          Comment


                          • Mashwra - Aik Nazm

                            Aaj jo nazm share kar raha hoon isko share kartey huwey aik ajeeb sa ehsaas hai dil mein, kya? Kuchh patta nahin :(
                            Attached Files
                            tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                            tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                            Comment


                            • Re: Mashwra - Aik Nazm

                              wah Masood bhai kya zabardast nazm share ki hay rooh fresh ho gayi parh kar aur kya kya yaad dila dya .......:)
                              Allah

                              Comment


                              • Re: Mashwra - Aik Nazm

                                aslaam_u_alikam


                                bohat khub nazam share ki hey aap ney masood sahib:)

                                Comment

                                Working...
                                X