Jate Jate Is Tarah Sab Kuch Sawali Kar Gya
Jate jate is tarah sab kuch sawali kar gya
Rooh ka kamra bhara rehta tha khali kar gya
Ab na koi rah jachti hai na koi humsafar
Aik do din k safar ko yun misali kar gya
Waqt bhi kaise ajeeb shay hai hamaray samne
Aik zar'ra beeta to sab duniya khayali kar gya
Ishq ye apne sath kaise nirali kar gya
Chand lamhoon mein tabiat la ubali kar gya
Hijer ka issp pareshaan dil ki her ek arzoo
Fasl -e-lawaris samjh kar pamali kar gya

Comment