Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Naqsh Ka Intikhaaab

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Naqsh Ka Intikhaaab

    Tum kis soch mein doob gaEee ho

    Hath ka pathar

    Pani kay seenay par maro

    Chot to pani kay Aaye gee

    Pani chot ki taab na lakar

    Mojon ki sorat mein behta

    Sahil sahil sar tapkega

    Phir khud hee

    Aslii halaat par aajaye ga

    Tum kis soch mein doob gaEe ho

    Hath ka pathar

    pani kay seeney par maro

    Main Pani Hoon!!


    zubair rizwi
    If Allah brings you to it, He will bring you through it.

    Happy moments, praise Allah.
    Difficult moments, seek Allah.
    Quiet moments, worship Allah.
    Painful moments, trust Allah.
    Every moment, thank Allah.




  • #2
    Poorey Qad Ka AaiNa

    Main ne aik mudat tak
    Tootey Phootey sheeshon mein

    Apna aks dekha hai
    Ankh,hont,galon ko
    Mathey aur balon ko
    Kirchey kirchey jora hai
    Mein ne aik mudat tak
    Sirf apna chehra hee
    Aiinay mein dekha hai
    Usko sanwara hai
    Usko sajaya hai....

    Zindagee safar tera
    Kis jahan mein ley aya
    Kis ne meree ankhon ko
    Heraton mein dala hai
    Poorey Qad ka AiiNa
    Samney lagaya hai!!




    Zubair Rizwi
    If Allah brings you to it, He will bring you through it.

    Happy moments, praise Allah.
    Difficult moments, seek Allah.
    Quiet moments, worship Allah.
    Painful moments, trust Allah.
    Every moment, thank Allah.



    Comment


    • #3
      Re: Poorey Qad Ka AaiNa

      Great Yara
      boaht sukria
      aap ney bohat piyre poetry shiair kia hi
      Har-Fun-Moula

      Comment


      • #4
        Re: Poorey Qad Ka AaiNa

        bohat aala..keep sharing






        Waqt guzarta raha par saanse thami si thi,
        muskura rahe the hum, par ankhoN meiN nami si thi,
        sath hamare ye jahaaN tha sara
        par na jane kio kisi ki kami si thi....


        Comment


        • #5
          Re: Poorey Qad Ka AaiNa

          Bohat khoob :rose
          Nice sharing

          Comment


          • #6
            Re: Paraya Ehsaas

            Nice sharing NaQsh :rose

            Comment


            • #7
              Re: Paraya Ehsaas

              :) haan sach kaha hai shaair ney keh paani mein mudakhlat aaey to woh apni asli halat mein aa hi jata hai, jaisey aik zakhamkhordah insaan bar bar key zakhmon ko bhi seh hi jata hai..... Chehrey per muskurahat kabhi bhi is baat ki alamat nahin hoti keh dil mein zakhm nahin....

              Naqsh achha intikhaab hai bohat pasand aaya..
              tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
              tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

              Comment


              • #8
                Re: Poorey Qad Ka AaiNa

                Aaina to aks hota hai us zahiri khol ka jo uskey samney aaey magar kabhi kabar aainey key samney kharrey insaan ko apney batin ko bhi dekhna parrta hai keh woh kitna kirchi kirchi hai, kitna toota huwa hai, kitni ghayil hai, kitna doghla hai, woh kitna ba- ya bemurawwat hai... aaina to insaan ko bohat kuchh dikhata hai - magar insaan hi aankhein chura leta hai...

                another nice piece of sharing... Khush rahiye.
                tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                Comment


                • #9
                  Re: Poorey Qad Ka AaiNa

                  ahaan very nice sharing :x

                  Comment


                  • #10
                    Re: Poorey Qad Ka AaiNa

                    Originally posted by Hamsafar View Post
                    Great Yara
                    boaht sukria
                    aap ney bohat piyre poetry shiair kia hi

                    Thanx for liking :)
                    If Allah brings you to it, He will bring you through it.

                    Happy moments, praise Allah.
                    Difficult moments, seek Allah.
                    Quiet moments, worship Allah.
                    Painful moments, trust Allah.
                    Every moment, thank Allah.



                    Comment


                    • #11
                      Re: Poorey Qad Ka AaiNa

                      Originally posted by Hamsafar View Post
                      Great Yara
                      boaht sukria
                      aap ney bohat piyre poetry shiair kia hi
                      Originally posted by annayah View Post
                      bohat aala..keep sharing

                      thanx for liking
                      If Allah brings you to it, He will bring you through it.

                      Happy moments, praise Allah.
                      Difficult moments, seek Allah.
                      Quiet moments, worship Allah.
                      Painful moments, trust Allah.
                      Every moment, thank Allah.



                      Comment


                      • #12
                        Re: Poorey Qad Ka AaiNa

                        Originally posted by Masood View Post
                        Aaina to aks hota hai us zahiri khol ka jo uskey samney aaey magar kabhi kabar aainey key samney kharrey insaan ko apney batin ko bhi dekhna parrta hai keh woh kitna kirchi kirchi hai, kitna toota huwa hai, kitni ghayil hai, kitna doghla hai, woh kitna ba- ya bemurawwat hai... aaina to insaan ko bohat kuchh dikhata hai - magar insaan hi aankhein chura leta hai...

                        another nice piece of sharing... Khush rahiye.
                        Originally posted by aik_lerki View Post
                        Bohat khoob :rose
                        Nice sharing
                        Originally posted by sheem View Post
                        ahaan very nice sharing :x
                        Thanx for liking and bohat shukria for commenting on your perspective Masood :rose Sahee kaha ke aaina insaan ko bohat kuch dikhata hai :rose

                        T
                        If Allah brings you to it, He will bring you through it.

                        Happy moments, praise Allah.
                        Difficult moments, seek Allah.
                        Quiet moments, worship Allah.
                        Painful moments, trust Allah.
                        Every moment, thank Allah.



                        Comment


                        • #13
                          Re: Paraya Ehsaas

                          Originally posted by aik_lerki View Post
                          Nice sharing NaQsh :rose
                          Originally posted by Masood View Post
                          :) haan sach kaha hai shaair ney keh paani mein mudakhlat aaey to woh apni asli halat mein aa hi jata hai, jaisey aik zakhamkhordah insaan bar bar key zakhmon ko bhi seh hi jata hai..... Chehrey per muskurahat kabhi bhi is baat ki alamat nahin hoti keh dil mein zakhm nahin....

                          Naqsh achha intikhaab hai bohat pasand aaya..
                          thankyou aik_lerki and thankyou masood for your nice comments and intikhaab pasand karne ka
                          :rose
                          If Allah brings you to it, He will bring you through it.

                          Happy moments, praise Allah.
                          Difficult moments, seek Allah.
                          Quiet moments, worship Allah.
                          Painful moments, trust Allah.
                          Every moment, thank Allah.



                          Comment


                          • #14
                            Re: Paraya Ehsaas

                            nice

                            Comment


                            • #15
                              Re: Poorey Qad Ka AaiNa

                              good one

                              Comment

                              Working...
                              X