Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

KHL ki pasand..!!

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: NAHI UDASS KAB HOON MAIN By

    w0w
    Great
    Mujhy bhe bohaaaaat pasansd hai ye
    Thankx 4 sharing :)

    Comment


    • #17
      Re: yeh meri Ghazlain yeh meri Nazmain

      ok dear ker to raha hun khush rahoo

      Comment


      • #18
        Re: ~*Aansu*~

        Assalaam o alekum,



        Bahoot khooob bahooot umdeh shukriyaa share kernien kaa khush rahien
        :tang: RISK IS MY BUSINESS

        DANGER IS MY GAME

        DONT PLAY WITH ME
        BCOZ KHURRAM IS MY NAME :tang:

        Kisi nien bhi to naa dekha nigaah bher ke Mujhe

        Gaya phir aaj kaa din bhi udaas ker ke mujhe

        Comment


        • #19
          Re: ~*Aansu*~

          v nice sharing :thmbup:

          Comment


          • #20
            Re: ~*Aansu*~

            shukeria sab ka un ka b

            Comment


            • #21
              Originally posted by khl


              Tum ne to keh diya mohabbat nahi mili
              Mujh ko to yeh bhi kehne ki mohlat mahi mili


              Neendon k dais jaate koi khawab dekhte
              Lekin diya jalane se fursat nahi mili


              Tujh ko to khair shehar k logon ka khouf tha
              Our mujh ko apne ghar se ijazat nahi mili


              Be zar yoon huye k tere ehad main hamain
              Sub kuch mila sakoon ki dolat nahi mili







              Buhut zabardast
              sigpic

              Comment


              • #22
                Re: Chehre pe khushi chaa jati hai"must read"

                Buhut pyari sharing hai :phool:
                sigpic

                Comment


                • #23
                  Re: Chehre pe khushi chaa jati hai"must read"

                  very nice sharing bhai keep it uP!!!
                  Allah

                  Comment


                  • #24
                    Re: Chehre pe khushi chaa jati hai"must read"

                    Originally posted by khl



                    Chehre pe khushi chaa jati hai

                    ankhon mein suroor aajata hai

                    Jab tum MuJhe apna kehte Ho

                    apne app pe guroor Aajata hai





                    Tum husn ki khud ek dunya Ho,

                    shayad yeh tumhain maloom nahi

                    Mehfil Mein Tumhare Aane Se ,

                    Har Chiz Pe NooR Aajata Hai





                    Hum pass se tum ko kiya dekhen

                    JaB TuM MukaBiL HotE HO

                    BetaaB NigHaooN Ke AaGe ,

                    Parda sa Zaroor Aajata Hai





                    Jab Tumse MohabbaT ki Humne

                    Tab jake kahin yeh raaz khula

                    Marne ka Saliqa Aatey Hi

                    Jeene ka Shaur Aajata Hai..


                    Waqt film ka gaana achcha hai...behter hota ke isse GupShup section mein "Sada Bahaar Geet" ke andar chaspan karte...

                    Niche link pe yeh gana hai....

                    http://forum.pegham.net/showthread.php?p=16846#post16846
                    Khandar wafa ka yaaro kured kar dekh lo
                    Hamarey naam ka patthar zaroor milega

                    Comment


                    • #25
                      Re: KHL ki pasand..!!

                      O acha thanks bhai

                      Comment


                      • #26
                        Re: yeh meri Ghazlain yeh meri Nazmain

                        Originally posted by Khalil View Post
                        yeh meri Ghazlain yeh meri Nazmain








                        -----------------khl


                        :) Nice Choice :) Aap Ka taste tu Badal Giya Khalil jee Very Nice :)

                        Comment


                        • #27
                          Re: KHL ki pasand..!!

                          Good
                          Zindgi iss baar mera naam na shamil krna
                          Agur ye tae hai ke yahi khail rahe ga

                          Comment

                          Working...
                          X