Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Khuda hum ko

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Khuda hum ko

    Khuda hum ko aisi khudai na de
    Kih apne siwa kuch dikhai na de

    Khata war samjhe gi duniya tujhe
    Ab itni ziyada safai na de

    Hanso aaj itna ke is shoor main
    Sida siskion ki sunai na de

    Ghulami ko barkat samjhne lage
    Asairo ko aisi rehai na de

    Abhi tu badan main laho hai bohat
    Kalam cheen lay roshnae na de

    Khuda aise ehsaas ka naam hai
    Rahey samnae or dikhai na de

    ===

    :rose



  • #2
    Re: Khuda hum ko

    bohat achi ghazal hay :) bohat pasand hay :rose thanx for sharing :rose
    Allah

    Comment


    • #3
      Re: Khuda hum ko

      mashallah bohth khoob waqi..
      YOUR SIGNATURE HAS BEEN DELETED BY THE ADMIN.

      Comment


      • #4
        Re: Khuda hum ko

        nice sharing :rose

        Comment


        • #5
          Re: Khuda hum ko

          Originally posted by mahek View Post
          Khuda hum ko aisi khudai na de

          Kih apne siwa kuch dikhai na de

          Khata war samjhe gi duniya tujhe
          Ab itni ziyada safai na de

          Hanso aaj itna ke is shoor main
          Sida siskion ki sunai na de

          Ghulami ko barkat samjhne lage
          Asairo ko aisi rehai na de

          Abhi tu badan main laho hai bohat
          Kalam cheen lay roshnae na de


          Khuda aise ehsaas ka naam hai
          Rahey samnae or dikhai na de
          ===

          :rose


          my favourite ghazal :) thnkzz


          Never trust blindly!!!!

          _______________________________



          _____________________________________________

          Comment


          • #6
            Re: Khuda hum ko

            Thanx every body:salam:

            Comment


            • #7
              Re: Khuda hum ko

              Khuda ham ko: Behad khoobsoorat kalam, ma'zirat kisath, agar yeh aap ka apna kalam nahin hai, jaisa keh lag raha hai, to ess ke khaliq ka naam na lekhna barhi ziadti hai. Saaray log aisa hi karte hain. Aap dekhain, TV par etni khoobsoorat ghazlain gai jati hain (Kabhi Kabhi) keh dil khush ho jata hai leiken bhai log us bad naseeb ka naam nahin laingay jis ki woh ghazal ga kar dad wasool kar rehey hain. Apki ghazal lajawab hai. fine .

              Ali
              Ali Bhai:rose

              Comment


              • #8
                Re: Khuda hum ko

                Originally posted by sardar ali View Post
                Khuda ham ko: Behad khoobsoorat kalam, ma'zirat kisath, agar yeh aap ka apna kalam nahin hai, jaisa keh lag raha hai, to ess ke khaliq ka naam na lekhna barhi ziadti hai. Saaray log aisa hi karte hain. Aap dekhain, TV par etni khoobsoorat ghazlain gai jati hain (Kabhi Kabhi) keh dil khush ho jata hai leiken bhai log us bad naseeb ka naam nahin laingay jis ki woh ghazal ga kar dad wasool kar rehey hain. Apki ghazal lajawab hai. fine .

                Ali

                sahi kaha aap ne ye mera kalam nahin..lekin ye kis ka ye bhi mujhe nahin pata meine ek jagah is ko dekha to muje achhi lagi is liye yehan share kardi..:)

                Comment


                • #9
                  Re: Khuda hum ko

                  nice kalam..thx for sharing:)






                  Waqt guzarta raha par saanse thami si thi,
                  muskura rahe the hum, par ankhoN meiN nami si thi,
                  sath hamare ye jahaaN tha sara
                  par na jane kio kisi ki kami si thi....


                  Comment


                  • #10
                    Re: Khuda hum ko

                    Originally posted by annayah View Post
                    nice kalam..thx for sharing:)
                    THX:rose

                    Comment


                    • #11
                      Re: Khuda hum ko

                      Wah
                      Zindgi iss baar mera naam na shamil krna
                      Agur ye tae hai ke yahi khail rahe ga

                      Comment

                      Working...
                      X