Khamoshi main shor tha mane suna kuch bhi nahi
Uss ne sab kuch diya lekin kaha kuch bhi nahi,
Uss ne sab kuch diya lekin kaha kuch bhi nahi,
Tujh ko kya maloom e-jane-jahan tere baghair,
Mera jewan kat gaya aur main jiya kuch bhi nahi,
Mera jewan kat gaya aur main jiya kuch bhi nahi,
Hukam hum ko mila uss ke siwa kuch maango,
Uth gaye dast-e-talab per duaa kuch bhi nahi,
Uth gaye dast-e-talab per duaa kuch bhi nahi,
Teri khatir umar bhar ka ratjaga ham ko qabool,
Chahaton main ek shab ka jagna kuch bhi nahi.
====
:rose
:rose
Comment