Yeh jo meri dunya hai, phulon se bhari dunya hai
Is may merey ehsaas piroyay rakhay hain
Is may merey sub khwab piroyay rakhay hain
Is may bahut hi dilkash yadgaar behteen hain
Is may woh talkh lamhe bhi sazgaar rehtay hain
Is may mohabbaton ka ek gaaon basta hai
Is may hasraton ki ek nao chalti hai
Is may hi woh log bhi hain jo mujhay rulatay hain
Is may hi woh dost bhi hain jo mujhay hansatay hain
Is may abhi bhi dard aur tanhaeei rehti hai
Jo aanay walay hur ek lamhay se kehti hai
Dekho agar tum aana to bahut hi dheeray se
Kahin meri yeh dunya barbaad na ho jaye
Jo kuch joday rakha hai Faryaad na ho jaye
Kahin logon ki aahaien mujhe aur tanha na kar de
Kahin meri ye dunya mujhe tabah na kar de
Ab to mujhko koi dost bana le
Merey is dil ke tukdon ko koi to utha le
Kia koi bhi shaks is jahan me aisa nahi milta
JO ek baar to sachay dil se mujh se ye kehta
Ke tumhari yeh jo dunya hai, meri bhi yehi dunya hai
tumhari yeh jo dunya hai, meri bhi yehi dunya hai

Comment