Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Doob Rahi Hain Saansain Magar

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Doob Rahi Hain Saansain Magar




    Doob Rahi Hain Saansain Magar Ye GumaaN Baaqi

    Kisi Shakhs Ke Anne Ka Abhi ImkaaN Baaqi Hai


    Muddat Hoyi Ek Shakhs Ko Bichrey Lekin

    Aaj Tak Merey Dil Pe Ek NishaaN Baaqi Hai


    Wo SayibaaN Chhen Gaya To Koi Gham Nahee


    Abhi To Merey Sir Pe Ye AasmaaN Baaqi Hai


    Kashti Zara Kinaarey Ke Qareeb Hi Rakhna


    Biphri Hoyi Lehron Mein Abhi ToofaaN Baaqi Hai


    Tumharey Hi Ashkon Ne Lab Si Diye Warna


    Abhi To Merey Dukhoon Ki Bohut DaastaN Baaqi Hai


    Ghamon Se Keh Do Ke Abhi Na Rakht-e-Safar BaandhaiN


    Ke Abhi To Merey Jism Mein Kuch Aur JaaN Baaqi Hai


    Ja Chukey Hain Sab Log Khamosh Parhi Hai Basti


    Magar Kisi Aas Pe Ek Makeen-e-MakaaN Baaqi Hai














    *............:rose ............*
    Waqt Khush Khush Kaatne Ka Mashwara Detay Huway...
    Ro Para Wo Aap, Mujh Ko Hosla Detay Huway...
    *......................*

  • #2
    Re: Doob Rahi Hain Saansain Magar

    Bohat achha intikhaab hai bhai - khush raho :)
    tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
    tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

    Comment


    • #3
      Re: Doob Rahi Hain Saansain Magar

      Ik Roz Koi To Sochey Ga


      Farzaanoo'n ki Iss Basti Mein

      Ik Shakhs tha Pagal pagal sa

      Par Baatein theek hi kehta tha
      Barish ki tarah Pur-Shor na tha
      Darya ki taraf Chup rehta tha
      Jin se Payaar Ussey Bala ka tha
      Taaney bhi Unhi ke Sunta tha

      Ik Shakhs tha Pagal Pagal sa
      Par Baatein theek hi Kehta tha
      Ik Roz Koi To Sochey Ga

      Dunya ne Ussey Kuch Bhi Na Diya
      Par Uss ne Jag ko Payaar Diya
      Jaa'n Rotey Rotey Kho Baitha
      Dil Hanstey Hanstey Haar Diya
      Jo Naz'm Likhi Bharpoor Likhi
      Jo Shair Diya Shahkaar Diya
      Kyon Jeetey Jeetey Dargoar Hua
      Kis Chah pe Tan Man Waar Diya
      Tha Dushman Kon Becharey Ka
      Kis Ranj Ne Uss ko Maar Diya
      Ik Roz Koi To Sochey Ga
      Aur Pehroo'n Baith ke Roye Ga



      *............:rose ............*
      Waqt Khush Khush Kaatne Ka Mashwara Detay Huway...
      Ro Para Wo Aap, Mujh Ko Hosla Detay Huway...
      *......................*

      Comment


      • #4
        Re: Doob Rahi Hain Saansain Magar

        Shukriya
        *............:rose ............*
        Waqt Khush Khush Kaatne Ka Mashwara Detay Huway...
        Ro Para Wo Aap, Mujh Ko Hosla Detay Huway...
        *......................*

        Comment


        • #5
          Re: Doob Rahi Hain Saansain Magar

          *~*~TERI AANKHAIN~*~*

          bharkayen meri pias ko aksar teri aankhain
          sehra mera chehra he samander teri aankhain

          phir bhala kon daad-e-tabassum unhein de ga
          rooyen gi buhat mujh se bicher ker teri aankhain

          bojhal nazar aati hein bazahir mujhe laikin
          khulti hein buhat dil mein utar ker teri aankhain

          ab tak meri yadoon se mitaye nahi mit'ta
          bheegi hui sham ka manzar, teri aankhain

          mumkin ho to ik taza ghazal aur bhi keh loon
          phir aurrh na lein khuab ki chader teri aankhain

          yun dekhtey rehna usay achaa nahi Mohsin
          woh kaanch ka paiker hey to pather teri aankhain!!

          *............:rose ............*
          Waqt Khush Khush Kaatne Ka Mashwara Detay Huway...
          Ro Para Wo Aap, Mujh Ko Hosla Detay Huway...
          *......................*

          Comment


          • #6
            Re: Doob Rahi Hain Saansain Magar

            bohat umdah sharing hay aap ki:lpop:
            sigpic

            Comment


            • #7
              Re: Doob Rahi Hain Saansain Magar

              Bohat khoob :rose
              Bohat he zabardast intikhab hai..
              Keep Sharing

              Comment


              • #8
                Re: Doob Rahi Hain Saansain Magar

                Assalaam-0-Alaikom:rose

                beautifulll...

                For New Designers
                وَ بَارِکْ لِيْ فِيْمَا أَعْطَيْتَ

                Comment


                • #9
                  Re: Doob Rahi Hain Saansain Magar

                  [quote=nicekhan_05]



                  :alhamd:

                  Doob Rahi Hain Saansain Magar Ye GumaaN Baaqi



                  Kisi Shakhs Ke Anne Ka Abhi ImkaaN Baaqi Hai




                  Muddat Hoyi Ek Shakhs Ko Bichrey Lekin


                  Aaj Tak Merey Dil Pe Ek NishaaN Baaqi Hai






                  Wo SayibaaN Chhen Gaya To Koi Gham Nahee




                  Abhi To Merey Sir Pe Ye AasmaaN Baaqi Hai








                  Kashti Zara Kinaarey Ke Qareeb Hi Rakhna




                  Biphri Hoyi Lehron Mein Abhi ToofaaN Baaqi Hai








                  Tumharey Hi Ashkon Ne Lab Si Diye Warna




                  Abhi To Merey Dukhoon Ki Bohut DaastaN Baaqi Hai








                  Ghamon Se Keh Do Ke Abhi Na Rakht-e-Safar BaandhaiN




                  Ke Abhi To Merey Jism Mein Kuch Aur JaaN Baaqi Hai








                  Ja Chukey Hain Sab Log Khamosh Parhi Hai Basti




                  Magar Kisi Aas Pe Ek Makeen-e-MakaaN Baaqi Hai



















                  :roseaslam u alikum mashala buhat acha lakha hai :rose




                  :salam::salam:

                  Comment


                  • #10
                    Re: Doob Rahi Hain Saansain Magar

                    Originally posted by Masood
                    Bohat achha intikhaab hai bhai - khush raho :)


                    buhat khoob buhat acha hai

                    Comment


                    • #11
                      Re: Doob Rahi Hain Saansain Magar

                      Aap Sab Ka Bahot Shukriya
                      *............:rose ............*
                      Waqt Khush Khush Kaatne Ka Mashwara Detay Huway...
                      Ro Para Wo Aap, Mujh Ko Hosla Detay Huway...
                      *......................*

                      Comment


                      • #12
                        Re: Doob Rahi Hain Saansain Magar

                        Bohat umdah Nice Khan bhai :) Keep sharing :rose
                        Allah

                        Comment


                        • #13
                          Re: Doob Rahi Hain Saansain Magar

                          Thanx Yaaram Bhai :kh1:
                          *............:rose ............*
                          Waqt Khush Khush Kaatne Ka Mashwara Detay Huway...
                          Ro Para Wo Aap, Mujh Ko Hosla Detay Huway...
                          *......................*

                          Comment


                          • #14
                            Re: Doob Rahi Hain Saansain Magar

                            bohot khoob.....:thmbup: :)
                            sigpic


                            Comment


                            • #15
                              Re: Doob Rahi Hain Saansain Magar

                              Originally posted by Wafa View Post
                              bohot khoob.....:thmbup: :)
                              So Nice Thanks For Shairing..Na Tujhe Chorr Saktey Hein ,Teray Ho Bhi Nahi SakteYeh Keisee Bebasi Hai Ajj Hum Ro Bhi Nahi Sakte,Yeh Keisa Dard Hai Pal Pal Humein Terpaey Rakhta HaiTumhari Yad Ati Hai Toh Phir So Bhi Nahi Sakte, Chuppa Sakte Hein Aur Na Dikha Sakte Hein Logon KoKuch Aeisey Dagh Hein Dil Per Jo Hum Dho Bhi Nahi Sakte,Kaha Toh Tha Chor Dein Gaey Tum Ko,Phir Ruk Gaey LakinTumhein Pa Toh Nahi Sakte Mager Chor Bhi Nahi Sakte,Humara Aik Hona Bhi,Nahi Mumkin Raha Ab TohJeeyein Keise K Tum Sey Dooor Ho K Reh Bhi Nahi Sakte. Ae Kash Koi Aesa To HotaaAe Kash Koi Aesa To HotaJo La Deta Mere Khwab SareJo Meri Sumandar Ankhon Se Chun Leta Azab SareJis Ki Sangit Me Mujhe Apne Hone Ka Ehsas HotaMera Har Ansoo Us Ke Liye Azab HotaPar Ae Nadan Dil Mujhe Paata HaiMera Wajud Kis Miti Se Bana Hai Mujh Ko Paata HaiMere Saare Gham Mere HainYeh Tanhaian Bhi Meri HainIn Sumandar Ankhon Ke Azab Bhi Mere HainMera Har Ansoo Bhi Sirf Mera HaiIzat Daro Kai Is Shehar MainYeh Izat Ka Janaza Bhi Mera HaiGaerat Kai In Darbaro MainYeh Chalni Wajud Bhi Mera HaiRasm Wa Rawaj Ke Is Kafs MainQaed Yeh Ruh Bhi Meri HaiMera Har Khwab Shisha HaiAur Yeh Insan Pathar SareAe Kash Koi Aesa
                              YOUR SIGNATURE HAS BEEN DELETED BY THE ADMIN.

                              Comment

                              Working...
                              X