Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Khushi ka Intekhab..!!!

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: Hum aaj bhi wesay pagal hain!!!

    Originally posted by Masood
    dil bhi aik ajeeb shay hai. Sari kainaat ka dukh bhi bas jata hai aur kabhi kabhi aik sui ki chubhan bhi bardassht nahin kar pata ...
    aik baar phir very well said..(wese main Hafta-e-Sulah mana rahi hun :hehe:

    Never trust blindly!!!!

    _______________________________

    _____________________________________________

    Comment

    • Re: Hum aaj bhi wesay pagal hain!!!

      Originally posted by Khushi
      hain.sochanabale point ye hai k aap ko kese pata chala :hehe:
      yeh meri maloomatible knowledge mein rehti hain, jaisey jantey nahin
      tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
      tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

      Comment

      • Re: Hum aaj bhi wesay pagal hain!!!

        Originally posted by Khushi
        aik baar phir very well said..(wese main Hafta-e-Sulah mana rahi hun :hehe:
        mujhey to KHUSHI hai keh KHUSHI ko pegham per aaney mein koi problem nahin rahi warna ham to PENGUINES ko tars gaey they :p
        tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
        tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

        Comment

        • Re: Hum aaj bhi wesay pagal hain!!!

          Originally posted by Masood
          yeh meri maloomatible knowledge mein rehti hain, jaisey jantey nahin
          han ji ye tou hai..kiya aap ki koi News agency hai ????

          Never trust blindly!!!!

          _______________________________

          _____________________________________________

          Comment

          • Re: Hum aaj bhi wesay pagal hain!!!

            Originally posted by Masood
            mujhey to KHUSHI hai keh KHUSHI ko pegham per aaney mein koi problem nahin rahi warna ham to PENGUINES ko tars gaey they :p
            aur mere Penguines ko bhi bhot Khushi hai :)

            Never trust blindly!!!!

            _______________________________

            _____________________________________________

            Comment

            • aankh macholi

              kahin ye poem parrhi tou achi lagi..though full of fantasies yet it's melodious.:)

              Wo mujh se nahin kehta ...
              K usay mujh se mohabbat hai ...
              Magar woh aaj kal, aik junoon ki zad main rehta hai ...
              Ajab aik bekhudi hai jo usay bechain rakhti hai ...
              Woh mujh se baat karta hai ...
              Bohot hi aam si, mousam ki, logoon ki ...
              Mahaz dunya ki rasmi si ...
              Woh mujh se baat karne k, bahane dhoondta hai un hawaloon se ...
              Samaghta hai main us ki aam si baatoon ko bas "yoonhi" samaghti hoon ...
              Woh milta hai aksar bahanoon se ...
              K main guzar raha tha yahan se tou socha k baat hi kar loon ...
              Samaghta hai k main us k in bahanoon ko na janoongi ...
              Kabhi jo phone karta hai ...
              Tou us ki mohabbat us ke lehje se chalakti hai ...
              Mujhay bechain karti hai ...
              Woh mera dehaan rakhta hai ...
              Meri har baat ko hi bin kahe jaan leta hai ...
              Samaghta hai woh ye phir bhi ...
              K us ne khud ko chupa rakha hai khud hi se ...
              Magar aksar ...
              Woh khud anjane main apna ye parda chaak karta hai ...
              K jab meri - bohot pehle kahi hui har baat ko woh yaad rakhta hai ...
              Aur unhi lafzoon main mere saamne dohra bhi deta hai ...
              Youn lagta hai ...
              K us ne meri kahi har baat ko yaad rakha hai ...
              Woh jaise aik Mahifa ho ...
              Woh mujh se ye nahin kehta ...
              K us ki khuahish us ko bohot bechain rakhti hai ...
              Ya shayad in dinoon woh khud se bhi chupata hai ...
              Magar ...
              Uski nigaahain aksar us ko nakaam karti hain ...
              K saray Jame-e-ulfat k woh bhar bhar kar lutati hain ...
              Woh darta hai k kahin woh kho na de mujh ko ...
              K koi baat us ki mujh ko us se duur na kar de ...
              Woh mujh ko soochta hai ...
              Jaagta hai raat bhar woh bhi ...
              Magar shayad abhi us ko mohabbat main ....
              Khamooshi se hi jalna hai ...
              K woh jab tak parh nahin leta ...
              Ye aankhain, jis main k us ka naam likha hai ...
              K mere laho ki gardishoon main raqs karti chahatain us koi ... Woh jab tak paa nahin leta ...
              Samagh leta nahin jab tak ...
              K main bhi gaamzan hoon ...
              Khamooshi se us k raaste par ...
              Main bhi jaagti hoon, soochti hoon raat bhar us ko .
              Magar us se nahin kehti ...

              K ... "MUJHAY US SE MOHABBAT HAI" ...

              Never trust blindly!!!!

              _______________________________

              _____________________________________________

              Comment

              • Re: aankh macholi

                hm bohat khoob khushi ji:thmbup: ...ye mainey bhi ek site per perhi thi ...boht achhi lagee ye nazm mujhey ....:rose
                sigpic

                Comment

                • Re: Hum aaj bhi wesay pagal hain!!!

                  Originally posted by Khushi
                  han ji ye tou hai..kiya aap ki koi News agency hai ????
                  ji hai to sahi magar qutb-junoobi peh :p aur naam hai "All Penguines Reporting Agency"
                  tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                  tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                  Comment

                  • Re: ager hum dost hotay tou....

                    zaberdast janab :x

                    Comment

                    • Re: Hum aaj bhi wesay pagal hain!!!

                      jab sarak per chalna hota tha hum kashti ley ker chaltey thay
                      aur beech bhanwer janey k liye hum paidal nikla kertey thay

                      hum kesay pagal hotay thay

                      buhat khoooob :)

                      Comment

                      • Re: aankh macholi

                        Assalaam-0-Alaikom:rose

                        buht achi poem hai
                        For New Designers
                        وَ بَارِکْ لِيْ فِيْمَا أَعْطَيْتَ

                        Comment

                        • Re: aankh macholi

                          Main bhi jaagti hoon, soochti hoon raat bhar us ko .
                          Magar us se nahin kehti ...
                          K ... "MUJHAY US SE MOHABBAT HAI" ...

                          zabardast sharing :)

                          Comment

                          • Re: Hum aaj bhi wesay pagal hain!!!

                            Thnkz Bad-e-Saba :)

                            Never trust blindly!!!!

                            _______________________________

                            _____________________________________________

                            Comment

                            • Re: Hum aaj bhi wesay pagal hain!!!

                              Originally posted by Masood
                              ji hai to sahi magar qutb-junoobi peh :p aur naam hai "All Penguines Reporting Agency"
                              ummm tabhi main bhi kahon ye mere Penguines ki khabren aap ko kahan se mil jati hain:) wese Qutb Janoobi per bhot Germi perr rahi ho gi aaj kal :hehe:

                              Never trust blindly!!!!

                              _______________________________

                              _____________________________________________

                              Comment

                              • Re: aankh macholi

                                thankooo Esha,Rida and Bad-e-Saba

                                Never trust blindly!!!!

                                _______________________________

                                _____________________________________________

                                Comment

                                Working...
                                X