Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Khushi ka Intekhab..!!!

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #61
    Re: bhalli ei aik shakal thi

    umdah kalam sahre kya hay ......beete din yaad dila dye :) thanx for sharing :rose
    Allah

    Comment


    • #62
      Re: woh shaks koi feisla ker b nahi jata!!!

      Bohat umdah kalam share kya hay aap ne Khushi .....shukrya :0
      Allah

      Comment


      • #63
        Re: woh shaks koi feisla ker b nahi jata!!!

        zabardast kallam share kya khushi :)

        Comment


        • #64
          Re: woh shaks koi feisla ker b nahi jata!!!

          QURBAT BHI NAHI DIL SE UTTAR BHI NAHI JATA
          WO SHAKHS KOI FAISALA KER BHI NAHI JATA

          PAGAL HUEY JATEY HO FARAZ USS SE MILEY KYA
          ITNI SI KHUSHI SE KOI MAR BHI NAHI JATA


          NiCe kalaam khushi :rose thanx for sharing dear.
          :rose

          Comment


          • #65
            Re: woh shaks koi feisla ker b nahi jata!!!

            HUM DOHRI AZEEAT K GIRAFTAAR MUSAFIR
            PAAON BHI HAIN SHAL SHOK E SAFAR BHI NAHI JATA

            DIL KO TERI CHAHAT PE BHAROSA BHI BOHAT HA
            AUR TUJH SE BICHAR JANEY KA DAAR BHI NAHI JATA

            Bohat khoob bohat acha kalam share kiya aap nay khushi .:)
            sigpic

            Comment


            • #66
              Re: woh shaks koi feisla ker b nahi jata!!!


              WAHHHHHHHHHHHHHH

              BOHT KHOOOBSORAT

              SPECIALLAY LAST ONE

              CHIPKOOOOOOOOOOOO

              Comment


              • #67
                Re: woh shaks koi feisla ker b nahi jata!!!

                Assalaam-0-Alaikom:rose

                buht khoobsorat kalam hai
                For New Designers
                وَ بَارِکْ لِيْ فِيْمَا أَعْطَيْتَ

                Comment


                • #68
                  tou kiya tum kho gaye????

                  mohabbat ki january mein
                  achanuk jaisay tapta hoa june aaya hay
                  tumhara khut nahi aaya
                  na koi phone aaya hay
                  to kiya tum kho gaiy ajnabee chehroon kay jungle may
                  musafir mil gaya koi kisi manzil , kisi pul may
                  mohabbat kay sunharee phool cupkay say
                  kisi nay baandh dalay aa kay aanchal may
                  yakayuk mor koi aa gaya chahut ki manzil may
                  khayaal wada barbaad bhi tum ko nahi aaya
                  to kiya main yaad bhi tum ko nahi aaya?.....................


                  Never trust blindly!!!!

                  _______________________________



                  _____________________________________________

                  Comment


                  • #69
                    Re: tou kiya tum kho gaye????

                    Pehly hee etni germi hay yehan oper sy aap kee yeh nazam..

                    nice one

                    Comment


                    • #70
                      Re: tou kiya tum kho gaye????

                      Originally posted by Jhumroo
                      bahot umda nazm hai...bahot hii umda. shukria share karne ke liye Khushi. :rose

                      thank U Jhumroo :)


                      Never trust blindly!!!!

                      _______________________________



                      _____________________________________________

                      Comment


                      • #71
                        Re: tou kiya tum kho gaye????

                        Originally posted by Khalil
                        Pehly hee etni germi hay yehan oper sy aap kee yeh nazam..

                        nice one
                        thank U Khalil:)
                        as far Germi mein June wali nazam tou es ki waja ye hai k maine kahin parrha tha k lohey ko loha kat-ta hai aur germi ko germi marti hai :D:


                        Never trust blindly!!!!

                        _______________________________



                        _____________________________________________

                        Comment


                        • #72
                          Tumhein sirf bahana chahye tha

                          mere dil main sajana chahiye tha
                          agar koi thikana chahiye tha

                          bhala aise bhi koi rithta hai
                          tumhe tu sirf bahana chahiye tha

                          parinde laut aate hain gharon ko
                          tumhe bhi ajana chahiye tha

                          shajar ki isne shaakhen kaat daalin
                          ke mujjhko ashiana chahiye tha

                          jahan parkha hai subko baari baari
                          ise bhi aazmana chahiye tha

                          zamana bhool betha hai raza ko
                          tujhe bhi bhool jana chahiye tha


                          Never trust blindly!!!!

                          _______________________________



                          _____________________________________________

                          Comment


                          • #73
                            Re: Tuhein sirf bahana chahye tha

                            hummm very nice one.

                            Comment


                            • #74
                              Re: tou kiya tum kho gaye????

                              Originally posted by Khushi
                              thank U Khalil:)
                              as far Germi mein June wali nazam tou es ki waja ye hai k maine kahin parrha tha k lohey ko loha kat-ta hai aur germi ko germi marti hai :D:
                              u well come
                              per germi ny humain hee kaat dia hay:wk

                              Comment


                              • #75
                                Re: Tuhein sirf bahana chahye tha

                                bhot shukriya


                                Never trust blindly!!!!

                                _______________________________



                                _____________________________________________

                                Comment

                                Working...
                                X