Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Mujhy Koi Shaam Udhhaar Do

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Mujhy Koi Shaam Udhhaar Do

    Tumheen jab kabhii mileen fursateen, mery dil sy bojhh utaar do
    Main buhat dinoon sy udaas hon, mujhhy koi shaam udhaar do

    Mujhhy apny roop ki dhoop do k chamak sakeen mery khaal o khadd
    Mujhhy apny rang mein rang do, mery saary zang utaar do

    Kissi aur ko mery haal sy na gharaz hy koi na waasta
    Main bikhar gya hon sameet lo, main bigad gya hon sanwaar lo

    Meri wehsh'toon ko bad'haa dya hy judaaion k azaab ny
    Mery dil pe haath rakho zara, meri dhardkanoon ko qaraar do

    Tumheen sub'ha kaisii lagi, kaho, meri khawaahishhon k dyaar ki
    Jo bhali lagi to yaheen raho, issy chahatoon sy nilhaar do

    Wahaan ghar mein kon hy muntazar k ho fikar der sawer ki
    Badi mukhtasar si ye raat hy issi chandni mein guzaar do

    Koi baat karni hy chaand sy kisi shaakh'sar ki oot mein
    Mujhhy raasty mein yaheen kaheen kissi kanj gul mein utaar do

  • #2
    Re: Mujhy Koi Shaam Udhhaar Do

    Bohat he zabardast :phool:
    mujhy bohat pasand ha ye gazal :eye:
    Thankx 4 sharing :)

    Comment


    • #3
      Re: Mujhy Koi Shaam Udhhaar Do

      Udhar muhabbat ki qainchi hai :hehe:
      aitbar ki yeh ghazal bohot zubardast hai
      That's Enough...!!

      Comment


      • #4
        Re: Mujhy Koi Shaam Udhhaar Do

        thanks

        Comment

        Working...
        X