usay shahyad meray halat ka pata bhi nahin
main hoon kiss haal main wo janta bhi nahin
usay maloom hai mera jeena mushkil hai us k baghir
anjaan bana phirta hai jessay janta hi nahin
meri har raat guzarti hai us k intezaar main
din us ko souchay bin guzarta hi nahin
mera ehsaas, meray jazbaat sub ayaan hainus per
wo jantay huay bhi meray halaat janta hi nahin
kitna Anjaan banay khoodh ko chupay mujhe se
per yeh haqeeqat hai wo khoodh ko mujhe se chupapata hi nahin
us ki batain us ki dewangi har baat kahay detti hai
sarri wo batain jin ka iqrar wo janta hi nahin

Comment