:salam: :rose
Tumhari hasti rahi humesha,
nazar k agay nazar k peechay
tumhari hasti mein gee raha hoon,
na koi aahut na aas koi na zindagi k rastay hain
tum say jo chaha ,na mil saka woh
tumhari hasti ka main makeen hoon,
jisay tumhari talab rahi hai
uddas raton ka humsafar hoon,
jisay khushi ki rahi tammana
jo shab k andhayron mein dhoondhta hai,
nishan tumharay hi raastay ka,
mager main tum say jo dour jaoon tou jaoon kaisay?????
Tumhari hastii mera makan hai :rose
******************************
nazar k agay nazar k peechay
tumhari hasti mein gee raha hoon,
na koi aahut na aas koi na zindagi k rastay hain
tum say jo chaha ,na mil saka woh
tumhari hasti ka main makeen hoon,
jisay tumhari talab rahi hai
uddas raton ka humsafar hoon,
jisay khushi ki rahi tammana
jo shab k andhayron mein dhoondhta hai,
nishan tumharay hi raastay ka,
mager main tum say jo dour jaoon tou jaoon kaisay?????
Tumhari hastii mera makan hai :rose
******************************
Comment