Zindage ka salook kuch isterha se raha
silsila chahaton ka kuch toot'ta sa raha
sehra mey gum mere zindagee ke kia hay manzil
Mehv-e-jhwaab mehv-e-tamana mehv-e-mohabbat
mere har qadam par mera dil kuch machalta sa raha
mujhe bhi tu mila wajood qainaat k kisi koney mey
tab se ab tak mere zindage ka hasil kuch na raha
har lamhey mein gum, yadon ke kirnon ko sameitey
merey dil-o-damagh ka ghagra kuch chalta sa raha
mere gumshudge ke khabr mujhe khud na hosakee
par gumnaam rishton ka silsila kuch chalta sa raha
mein thee k koi kaanch ke guria ya pather ka butt
muuhey sajaney ka silsila kuch barhta sa raha
apni zaat mein kisi zaat ko shamil kertey kertey
apni saanson ka silsila kuch thamtha sa raha
zindagee ka salook kuch isterha se raha
silisla chahaton ka kuch toot'ta sa raha
Comment