Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

aye dil-e-tabaah tera kya khayaal hai

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • aye dil-e-tabaah tera kya khayaal hai

    main khud bhi sochta hun mera kya ye haal hai
    jiska jawaab chahiye wo kya sawaal hai

    ghar se chala to dil ke siwa paas kuchh na thha
    kya mujhse kho gaya hai mujhe kya malaal hai

    phir koi khwab dekhun koi aarju karoon
    aye dil-e-tabaah tera kya khayaal hai
    Visit My Early PS Work
    You Are Welcome To Comment

  • #2
    Re: aye dil-e-tabaah tera kya khayaal hai

    Originally posted by Aania
    main khud bhi sochta hun mera kya ye haal hai
    jiska jawaab chahiye wo kya sawaal hai

    ghar se chala to dil ke siwa paas kuchh na thha
    kya mujhse kho gaya hai mujhe kya malaal hai

    phir koi khwab dekhun koi aarju karoon
    aye dil-e-tabaah tera kya khayaal hai

    hmmm, behtareen hai :phool:
    u can't gain RESPECT by choice nor by requesting it... it is earned through your words & actions."

    :pr:

    Comment


    • #3
      Re: aye dil-e-tabaah tera kya khayaal hai

      waaahhh

      Comment


      • #4
        Re: aye dil-e-tabaah tera kya khayaal hai

        Acha intekhab :)
        Mainda Ziker Vi Tu'n, Mainda Fiker Vi Tu'n
        Mainda Zoaq Vi Tu'n, Vajdaan Vi Tu'n
        Mainda Aval, Akhir, Ander, Bahir
        Zahir Tey Pinha'an Vi Tu'n
        Mainda Bakht Tey, Naam Nishan Vi Tu'n

        Comment


        • #5
          Re: aye dil-e-tabaah tera kya khayaal hai

          bohot hi zabardast.........:rose
          sigpic


          Comment


          • #6
            Re: aye dil-e-tabaah tera kya khayaal hai

            Assalaam-0-Alaikom:rose

            buht khooob :phool:
            For New Designers
            وَ بَارِکْ لِيْ فِيْمَا أَعْطَيْتَ

            Comment


            • #7
              Re: aye dil-e-tabaah tera kya khayaal hai

              thnx all... :)
              Visit My Early PS Work
              You Are Welcome To Comment

              Comment


              • #8
                Re: aye dil-e-tabaah tera kya khayaal hai

                sub dekhhthey rahey sarirah lut gaya
                mey ho gaya tabah mera dil haal hai

                likhna thah jub report hawaldar ne bhi
                nikal terey paas, jithna maal hai

                rasmi-pitaee bhi ada ho gaeei iss bath pe
                thaney bhi tu aatha hai aur kangaal hai

                mey tho lut gaya khuda kahan jaaoun
                jeb bhi kangal aur nazak bhi mera haal hai

                phaer lien aankhen meri maashooq ne ye dekhh kar
                thah fida her chaal pe theri ye konsi chaal hai

                more on public demand!!!!!!!

                Comment


                • #9
                  Re: aye dil-e-tabaah tera kya khayaal hai

                  sub dekhhthey rahey sarirah lut gaya
                  mey ho gaya tabah merakia haal hai

                  likhna thah jub report hawaldar ne bhi
                  nikal terey paas, jithna maal hai

                  rasmi-pitaee bhi ada ho gaeei iss bath pe
                  thaney bhi tu aatha hai aur kangaal hai

                  mey tho lut gaya khuda kahan jaaoun
                  jeb bhi kangal aur nazak bhi mera haal hai

                  phaer lien aankhen meri maashooq ne ye dekhh kar
                  thah fida her chaal pe theri ye konsi chaal hai

                  more on public demand!!!!!!!
                  Last edited by Mujahid Khan; 14 June 2006, 16:45. Reason: mistake

                  Comment


                  • #10
                    Re: aye dil-e-tabaah tera kya khayaal hai

                    sub dekhhthey rahey sarirah lut gaya
                    mey ho gaya tabah ye mera haal hai

                    likhna thah jub report hawaldar ne bhi
                    nikal terey paas, jithna maal hai

                    rasmi-pitaee bhi ada ho gaeei iss bath pe
                    thaney bhi tu aatha hai aur kangaal hai

                    mey tho lut gaya khuda kahan jaaoun
                    jeb bhi kangal aur nazak bhi mera haal hai

                    phaer lien aankhen meri maashooq ne ye dekhh kar
                    thah fida her chaal pe theri ye konsi chaal hai

                    more on public demand!!!!!!!

                    Comment


                    • #11
                      Re: aye dil-e-tabaah tera kya khayaal hai

                      very nice thanks for shairing.
                      YOUR SIGNATURE HAS BEEN DELETED BY THE ADMIN.

                      Comment


                      • #12
                        Re: aye dil-e-tabaah tera kya khayaal hai

                        thnx everybody .. n nice choice .. sensible :)
                        Visit My Early PS Work
                        You Are Welcome To Comment

                        Comment

                        Working...
                        X