Phira hoon mien saray zamanay mein dar badar kesa
mein tere baad bhi zinda raha magar kesa
wo jaanta tha ke kuch roz wo nahi tha to mein
pukarta raha us ko idher udher kesa
na aitebar na asoodgi na qarb tera
faqat dewar o dar hai, ghar kesa
mein jis ke hijr mien roya hoon pagaloon ki tarah
wo kal mila to hansa mere haal per kesa
aziz ter thi jissay neend shaam o wasl mein bhi
wo tere hijr mein jaga hai umer bhar kesa
bus ek shakhs ki khatir bus ek dil ke liye
watan ko tej diya dewangi mien , ghar kesa
kahan ki dosti, kesa firaq, kon Faraz
mein khud ko bhool gaya tujh ko bhool ker kesa

Comment