Hum tumhay muft mai mil gay hain
tu ya maat samjho
kah ......
hamari koi kimat he nahi
humari kemat un se poucho jin ka hath aur daman khali rah gay
tars aur mohabat ma bohat farq ha
aur jab tak tumhay ya farq nazar nahi ata
hum bhi tumhay nazar nahi aien gay
mohabat humara haq samjh kah hamay do
tars aur humdardi ki zakhat apnay pass rakhoo
hum Apahich nahi hai!!!
Mohabat qarardad nahi
jesssay tora na ja sakay
boosay, zuban kay nichay paray paray zahar ban nay lagay
tu unhay thoka bhi ja sakta ha
ungliyun ki poroon mai thaara lamsss
demaak ban kar badan ko chatnay laa gay
tu hathoo ko tarq-e-taluq ki dewar se ragra bhi ja sakta ha
barf ka shehar ma agg uganay wala
ragoo mai agg kat kar
laho ma pher se barf bhi bo sakta ha
apnay hath, apnay hont, apna pahloo wapiss mang kar
bay saro saman bhi kar sakta ha
Suno!
COLOR KA PHOOL SE DIL KAY KANTA CHUBNAY MAI
SIRF AIK LAMHA LAGTA HA
aur
Hum tumhay muft mai mil gay hain
tu ya maat samjho .......
kah hamari koi kimat he nahi
humari kemat un se poucho jin ka hath aur daaman khali rah gay

Comment