Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Koi lamha bhi kabhi laut kar nahee aaya

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Koi lamha bhi kabhi laut kar nahee aaya

    Asslam_O_Alikum WR WB

    Koi lamha bhi kabhi laut kar nahee aaya
    Woh shaks aisa gaya phir nazar nahee aaya

    Wafa ke dasht mein raasta nahee mila koi
    Siwayye gard-e-safar humsafar nahee aaya

    Kisi chiraag ne poochi nahee khabbar meri
    Koi bhi phool mere naam per nahee aaya

    Pallat ker aane lagay shaam ke parinday bhi
    Hamara subha ka bhoola magar nahee aaya

    Humein yakeen hai Amjad woh wada khilaaf
    Yeh umer kaise kategi agar nahee aaya ...


    FeaamnAllah
    Meri Taqdeer Main Likha Tha Khuda Ny Aik Din
    Tu Jisay Cha-hyga Wo Shaks Paraya Ho Ga



  • #2
    Re: Koi lamha bhi kabhi laut kar nahee aaya

    jaanay walay nazron se hee to ojhal hotay hain bas, k nazar nahee atay wernna to he jaa apni pooree aab-o-taab k saath wesay hee mojodd hotay hain...
    anyways
    nice sharing:phool:
    sigpic

    Comment


    • #3
      Re: Koi lamha bhi kabhi laut kar nahee aaya

      hmm very nice sharing bp :phool:

      Comment

      Working...
      X