Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

apne khayme jala diye hum ne....

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • apne khayme jala diye hum ne....

    (plzz koi mistake ho tu zaror point out kijye...aur font aur text color wagairah ke liye bhi guide kijye...thanx..:) )
    Attached Files
    Last edited by ummid; 2 November 2006, 12:44.

  • #2
    Re: apne khayme jala diye hum ne....

    Kissi Nazar ko tera intezar aaj bhi hia
    bohat hi umda janab
    waisay uper wale shair main imartain to jal rahi hian
    khaima jaaaat lagta hia imartoon mian tabdil ho cuke hain
    kaam bohat hi neat kia hia khush rahoo

    Comment

    • #3
      Re: apne khayme jala diye hum ne....

      Originally posted by cute_charming786 View Post
      Kissi Nazar ko tera intezar aaj bhi hia
      bohat hi umda janab
      waisay uper wale shair main imartain to jal rahi hian
      khaima jaaaat lagta hia imartoon mian tabdil ho cuke hain
      kaam bohat hi neat kia hia khush rahoo
      "kisi nazar" waali line tu siggy hai dear...(ise pasand karne ka shukriya:rose )
      ab aaj ke zamane mein khayme nahi milte na isi liye...
      any wayzz tahnxx for liking..
      be happy..:)

      Comment

      • #4
        Re: apne khayme jala diye hum ne....

        Dekho beta designing key liye to Shakeel bhai behtar guide kar sakein gey magar InPage key liye kuchh hint diyey deta hoon. Shair likha karein to har lafz mein thora space rakha karein - itna ziyada nahin keh bura lagey magar itna close bhi na huwa kerey keh congested lagey. Is shair mein chunkeh alfaaz kam hain lehaza thora sa space dey detin to ziyada achha lagta. Doosr mera khiyaal hai lafz hai KHAIMEY aur not KHAIMA

        Designing bohat achhi hai - but font color jo keh yaqinan image sey liya geya hai - koi raas nahin raha, maybe outline safed (white hoti) to achha tha...

        Otherwise very well work :)
        tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
        tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

        Comment

        • #5
          Re: apne khayme jala diye hum ne....

          Originally posted by Masood View Post

          thanx masood bhai:salam: ... i need more suggesions... hum same sahir aik aur baar tey karte hain.... thanxx for you advice..:)
          khush rahiye:rose .. aur plzzz zara yeh khaymey kaise likhte hain bata dijye...

          Comment

          • #6
            Re: apne khayme jala diye hum ne....

            masood bhai yeh theek hai?????:( aur khayme word sahi likha hai kya?:cc:
            Attached Files

            Comment

            • #7
              Re: apne khayme jala diye hum ne....

              Khaimey - Khey-yey-meem-yey
              tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
              tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

              Comment

              • #8
                Re: apne khayme jala diye hum ne....

                Originally posted by Masood View Post
                Khaimey - Khey-yey-meem-yey
                thankooo ji ... jo hum ne correction kiya hai us mein aur koi mistake hai kya????

                Comment

                • #9
                  Re: apne khayme jala diye hum ne....

                  Originally posted by ummid View Post
                  masood bhai yeh theek hai?????:( aur khayme word sahi likha hai kya?:cc:
                  Khaimey to theek hai magar I am not satisfied :(

                  Aap Pegham Academy mein mera InPage wala tutorial dekhein. Urdu likhtey waqt shair ya ghazal ho to ussey FULL JUSTIFY rakhein - aap ney alfaaz key darmiyaan khud sey space di hai - jo keh ghalat hai.
                  tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                  tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                  Comment

                  • #10
                    Re: apne khayme jala diye hum ne....

                    Originally posted by Masood View Post
                    Khaimey to theek hai magar I am not satisfied :(

                    Aap Pegham Academy mein mera InPage wala tutorial dekhein. Urdu likhtey waqt shair ya ghazal ho to ussey FULL JUSTIFY rakhein - aap ney alfaaz key darmiyaan khud sey space di hai - jo keh ghalat hai.
                    accha..

                    Comment

                    • #11
                      Re: apne khayme jala diye hum ne....

                      niceeee

                      Comment

                      • #12
                        Re: apne khayme jala diye hum ne....

                        Originally posted by ummid View Post

                        (plzz koi mistake ho tu zaror point out kijye...aur font aur text color wagairah ke liye bhi guide kijye...thanx..:) )
                        ummid bohot ache designing ke hai......very nice work....
                        text ke jaha tak baat hai to mere saath bhi shuru me aisa he hoa tha....tum aisa karo ..jab urdu text likh lo to us ka size 30 rakho aur format > paragraph par click karo.....
                        alignment ke drop down meno me forced justified ko select kare.....
                        neche indents ho ga us ke beginning me 35mm ke value doaur end me 35mm ke value rakh lo....ok par click karo...tum try kar ke dekho......:)
                        sigpic

                        Comment

                        • #13
                          Re: apne khayme jala diye hum ne....

                          Originally posted by Wafa View Post
                          ummid bohot ache designing ke hai......very nice work....
                          text ke jaha tak baat hai to mere saath bhi shuru me aisa he hoa tha....tum aisa karo ..jab urdu text likh lo to us ka size 30 rakho aur format > paragraph par click karo.....
                          alignment ke drop down meno me forced justified ko select kare.....
                          neche indents ho ga us ke beginning me 35mm ke value doaur end me 35mm ke value rakh lo....ok par click karo...tum try kar ke dekho......:)
                          thank you wafa ji.:D: :thmbup: ......... aap ne bauhat acchi tip di hai ... i'll try once again.. :( lets see is baar humare bare bare se masood bhai:zuban: satisfeid hote hain kya..
                          thax dear..:blush:
                          khush rahiye..:rose

                          Comment

                          • #14
                            Re: apne khayme jala diye hum ne....

                            Originally posted by ummid View Post
                            masood bhai yeh theek hai?????:( aur khayme word sahi likha hai kya?:cc:

                            this one is nice .. :rose ..
                            nice workin .. Ummid ..

                            Visit My Early PS Work
                            You Are Welcome To Comment

                            Comment

                            • #15
                              Re: apne khayme jala diye hum ne....

                              Originally posted by Aania View Post
                              this one is nice .. :rose ..
                              nice workin .. Ummid ..
                              thanx aanu jaan.........

                              Comment

                              Working...
                              X