Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

taaj mahal....."muhabbat ki nishaani"

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • taaj mahal....."muhabbat ki nishaani"

    Taaj mahal 7 ajoobo'n mein se aik hai... akser shairon aur naqadon ne is "muhabbat ki nishaani" per bauhat kuch likha hai lakeen jub hum sahir ludhyaanvi ke nazryaat ko perhte hain tu woh kuch is tarah ke hain...:)

    Ye chamanazar ye jaunaa kaa kinaaraa ye mahal
    Ye munaqqasah dar-o-diivaar, ye mahraab ye taaq.
    Ik shahanshaah ne daulat kaa sahaaraa le kar
    Ham Gariibon kii muhabbat kaa udaayaa hai mazaak.


    "In these lines one cannot help noticing satire in his tone. Sahir appreciates sincerity of the king that has constructed TAJ MAHAL- an expensive and elegant monument ever made. Sahir also thinks that by doing so the king has looked down upon poor who do not have the resources to build monuments though their love is also dear for their beloveds as was the love of the king for his queen. We can say that everybody, no matter what status one has in society, has similar kind of emotions and feelings. They react in similar way in love and hate. Sahir wants to make a point that if the king has the resource to make such an elegant monument in the memory of his queen, other lovers must also have equal opportunity to do so or nobody should have it. Otherwise, it would be an insult to the love of the poor."(by R.G)

    lakeen aik jagah yeh bhi hai ke...

    "Aik shahsha ne banva ke haseen taaj mahal.
    saari duniya ko muhabbat ki nishaani di hai."

    hum yahan per unhi ke do ashaar ko upload ker rahe hain...
    aap ko kaun sa pasand aata hai, not in sense of designing but in sense of feeling and poetry....:)

  • #2
    Re: taaj mahal....."muhabbat ki nishaani"

    paihla shair..:(
    Attached Files

    Comment


    • #3
      Re: taaj mahal....."muhabbat ki nishaani"

      dosra shair..:blush:
      Attached Files

      Comment


      • #4
        Re: taaj mahal....."muhabbat ki nishaani"

        nice Ummid de Bohat khoob

        Comment


        • #5
          Re: taaj mahal....."muhabbat ki nishaani"

          Originally posted by ummid View Post
          paihla shair..:(
          Ummid yeh pehla shair kis shaair ka hai? Agar to yeh Saahir Ludhyanvi ka hai to ghalat hai - unka shair yun hai:

          yeh chaman zaar, yeh jamna ka kinara, yeh mahal
          yeh munaqqsh dar-o-deewar, yeh mehraab, yeh taaq
          ik shehanshah ney dolat ka sahara ley ker
          ham ghareebon ki muhabbat ka urraya hai mazzaq
          tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
          tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

          Comment


          • #6
            Re: taaj mahal....."muhabbat ki nishaani"

            wah zabar10

            Comment


            • #7
              Re: taaj mahal....."muhabbat ki nishaani"

              Originally posted by fari View Post
              nice Ummid de Bohat khoob
              tahnx fari..:rose

              Comment


              • #8
                Re: taaj mahal....."muhabbat ki nishaani"

                Originally posted by Masood View Post
                Ummid yeh pehla shair kis shaair ka hai? Agar to yeh Saahir Ludhyanvi ka hai to ghalat hai - unka shair yun hai:

                yeh chaman zaar, yeh jamna ka kinara, yeh mahal
                yeh munaqqsh dar-o-deewar, yeh mehraab, yeh taaq
                ik shehanshah ney dolat ka sahara ley ker
                ham ghareebon ki muhabbat ka urraya hai mazzaq
                exactly..
                hum ne start mein jo paira share kiya hai us mein yahi shair hai saahir ji ka..
                lakeen yeh sirf first line change ki hai hum ne... aik hi baat ke diffrent view show karne ke liye..:rose

                Comment


                • #9
                  Re: taaj mahal....."muhabbat ki nishaani"

                  Originally posted by <<Muqadas>> View Post
                  wah zabar10
                  thanx..:rose

                  Comment


                  • #10
                    Re: taaj mahal.....&quot;muhabbat ki nishaani&quot;

                    wow! nice info abt taaj mahal ...and nice des+poetry... thanks Ummid ji :rose
                    u can't gain RESPECT by choice nor by requesting it... it is earned through your words & actions."

                    :pr:

                    Comment


                    • #11
                      Re: taaj mahal.....&quot;muhabbat ki nishaani&quot;

                      Assalaam-0-Alaikom:rose
                      acha analysis hai:clap:
                      For New Designers
                      وَ بَارِکْ لِيْ فِيْمَا أَعْطَيْتَ

                      Comment


                      • #12
                        Re: taaj mahal.....&quot;muhabbat ki nishaani&quot;

                        Originally posted by Hala View Post
                        wow! nice info abt taaj mahal ...and nice des+poetry... thanks Ummid ji :rose
                        tahnxx hala jaani..
                        be happy always.:rose

                        Comment


                        • #13
                          Re: taaj mahal.....&quot;muhabbat ki nishaani&quot;

                          Originally posted by Rida View Post
                          Assalaam-0-Alaikom:rose
                          acha analysis hai:clap:
                          waalaikumasalam..
                          tahnk you rida ji....:rose

                          Comment


                          • #14
                            Re: taaj mahal.....&quot;muhabbat ki nishaani&quot;

                            bohot he wonderful sharing ummid.....designing bhi bohot ache ke hai......
                            sigpic


                            Comment


                            • #15
                              Re: taaj mahal.....&quot;muhabbat ki nishaani&quot;

                              wowo kitna piraya taaj mahal hay.....

                              yeh wakee sach hay k taaj mahal hu to muhabbat bee mil jati hy....

                              bakee jo ghareebon ky mazaq wali baat hay to theek nahi hay...ager os kee jaga wo shair huta jis ny yeh likha hay to wo b aisa hee taj mahall banata,,,

                              Comment

                              Working...
                              X