Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Ghazal ki Ankh...

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Ghazal ki Ankh...

  • #2
    Re: Ghazal ki Ankh...

    Khan bhai ... kiun hamray jaan k peeche lage ho... etnay saray hatiyar ..huh
    neza to neza ..oooper se woh aankhon k waar... not fair ok...

    bahut umda r khoobsurat kaam .. khush rahen

    Comment

    • #3
      Re: Ghazal ki Ankh...

      Originally posted by -=The Driver=- View Post
      Khan bhai ... kiun hamray jaan k peeche lage ho... etnay saray hatiyar ..huh
      neza to neza ..oooper se woh aankhon k waar... not fair ok...

      bahut umda r khoobsurat kaam .. khush rahen
      ary dost simple sa tou kam kia hai ..
      ye aik image nazar aya tou kuch kuch ye sher yad aya phir is ko dhoonda pr pesh kr diya..

      zyada ko fankari to kri hi nahi :)

      aap ki pasandeedgi ka shukriya dost

      Comment

      • #4
        Re: Ghazal ki Ankh...

        Kya dhamki bhara shair hai :lol

        Comment

        • #5
          Re: Ghazal ki Ankh...

          Originally posted by Mr.Khan View Post
          Kya dhamki bhara shair hai :lol
          372-haha
          ji durust farmaya ye tou hai ...

          Comment

          • #6
            Re: Ghazal ki Ankh...

            Assalaam-O-alaikum

            Sab say pehlay REPUTATION per click kia (mayoosii hoyee yeh message dekh kar kay I must spread reputation around before adding it to you, ab koi reputation jaisa kaam bhi to karay!!) magar na day saka, yaqeeen karain pehli hi nazar main yeh design itna bhaa gaya kay aap kay haath choomnay ka dil kar raha hay, just amazing work KHAN sahab, aaj meray paas bhi alfaaz nahin iss ki tareef kay liye...

            Shaayeri ka intikhaab, background image, borderless concpet, colour selection, font selection.... lagta hay waqayii aaj humaray qatal ka iraada kar kay aayain hain aap. 10/10 for your creativity and sense of designing. Khush rahyeh

            Fi amaan ALLAH
            sigpic

            Comment

            • #7
              Re: Ghazal ki Ankh...

              :lol
              Originally posted by Mr.Khan View Post
              Kya dhamki bhara shair hai :lol
              sigpic

              Comment

              • #8
                Re: Ghazal ki Ankh...

                Originally posted by thefire1 View Post

                Design bha gaya ya design me jo hai woh bhaa gaiiii :lol

                Khul kar tareef karen, darne ki baat nahi hai

                Comment

                • #9
                  Re: Ghazal ki Ankh...

                  اے نیزے سے آنکھ میں کاجل لگانے والی

                  مچھلی کی ہڈی سے بالوں میں کنگھی بھی کر لیتی ۔
                  372-haha
                  :star1:

                  Comment

                  • #10
                    Re: Ghazal ki Ankh...

                    Khan sahab, shararatain nahin :lol

                    kanwaaroon ka yoon imtihaan nahin laitay
                    aisay nannay bachoon ki jaan nahin laitay!
                    :lol 372-haha

                    Originally posted by Mr.Khan View Post

                    Design bha gaya ya design me jo hai woh bhaa gaiiii :lol

                    Khul kar tareef karen, darne ki baat nahi hai
                    sigpic

                    Comment

                    • #11
                      Re: Ghazal ki Ankh...

                      kia saaalan banaaya hay aap nay maza aagaya Athar bhai :lol

                      main tou jheengay ki dumm ka isitaamal tajweez karna chahta tha 372-haha
                      Originally posted by S.Athar View Post
                      اے نیزے سے آنکھ میں کاجل لگانے والی

                      مچھلی کی ہڈی سے بالوں میں کنگھی بھی کر لیتی ۔
                      372-haha
                      sigpic

                      Comment

                      • #12
                        Re: Ghazal ki Ankh...

                        Originally posted by thefire1 View Post
                        Khan sahab, shararatain nahin :lol

                        kanwaaroon ka yoon imtihaan nahin laitay
                        aisay nannay bachoon ki jaan nahin laitay!
                        :lol 372-haha
                        :lol :lol

                        Comment

                        • #13
                          Re: Ghazal ki Ankh...

                          Originally posted by thefire1 View Post
                          Assalaam-O-alaikum

                          Sab say pehlay REPUTATION per click kia (mayoosii hoyee yeh message dekh kar kay I must spread reputation around before adding it to you, ab koi reputation jaisa kaam bhi to karay!!) magar na day saka, yaqeeen karain pehli hi nazar main yeh design itna bhaa gaya kay aap kay haath choomnay ka dil kar raha hay, just amazing work KHAN sahab, aaj meray paas bhi alfaaz nahin iss ki tareef kay liye...

                          Shaayeri ka intikhaab, background image, borderless concpet, colour selection, font selection.... lagta hay waqayii aaj humaray qatal ka iraada kar kay aayain hain aap. 10/10 for your creativity and sense of designing. Khush rahyeh

                          Fi amaan ALLAH
                          janab aali aap ny tou kuch kehny k qabil hi nhi chora...

                          teh e dil sy mashkoor hoon janab ..

                          Comment

                          • #14
                            Re: Ghazal ki Ankh...

                            Originally posted by S.Athar View Post
                            اے نیزے سے آنکھ میں کاجل لگانے والی

                            مچھلی کی ہڈی سے بالوں میں کنگھی بھی کر لیتی ۔
                            372-haha
                            ham tou machli ki haddi ko hi kangi kehty hien ..372-haha

                            Comment

                            • #15
                              Re: Ghazal ki Ankh...

                              Originally posted by thefire1 View Post
                              Khan sahab, shararatain nahin :lol

                              kanwaaroon ka yoon imtihaan nahin laitay
                              aisay nannay bachoon ki jaan nahin laitay!
                              :lol 372-haha

                              wah ji wah .. kia simta simtaya howa sher arz kia aap ny

                              Comment

                              Working...
                              X