Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

*$* Main tere raag se *$*

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • *$* Main tere raag se *$*

    Salam @ all
    kafi din baad ghazal design kia....tried to give bend and bulge effects

    Full View = http://img811.imageshack.us/img811/4783/ibcj2012p.jpg

  • #2
    Re: *$* Main tere raag se *$*

    text tu bilkul b parha ja ra nai... bhot chota size hy iska....
    میں نعرہ مستانہ، میں شوخی رندانہ

    Comment

    • #3
      Re: *$* Main tere raag se *$*

      Originally posted by crystal_thinking View Post
      text tu bilkul b parha ja ra nai... bhot chota size hy iska....
      sorry vo full size nhi tha....donno y it happened...nowmally full size hi ata hai
      khair maine link daal dia full size ka .... now check :)

      Comment

      • #4
        Re: *$* Main tere raag se *$*

        bhot hi khoobsoorat aur acha kam kiya hai

        mene is ka full size bhi check kiya hai per wo bhi wide screen per bhi normal 100% show nahi ho raha

        agr aap k pas is ki file save hai tou size kam kr k dobara post krin

        Comment

        • #5
          Re: *$* Main tere raag se *$*

          w.salam
          beautiful work.. buht achaa banaya hai..
          keep sharing....
          u can't gain RESPECT by choice nor by requesting it... it is earned through your words & actions."

          :pr:

          Comment

          • #6
            Re: *$* Main tere raag se *$*

            Originally posted by Baniaz Khan View Post
            bhot hi khoobsoorat aur acha kam kiya hai

            mene is ka full size bhi check kiya hai per wo bhi wide screen per bhi normal 100% show nahi ho raha

            agr aap k pas is ki file save hai tou size kam kr k dobara post krin
            thx for liking :)
            lolz bro file save to hai but agar main ise resize kar dunga to vo baat nahi reh jaygi ... it vl lose its quality
            chalein next time IA koshish rahegi idar larger pixels wali sharing na karu
            khush rahein

            Comment

            • #7
              Re: *$* Main tere raag se *$*

              Originally posted by *Hala* View Post
              w.salam
              beautiful work.. buht achaa banaya hai..
              keep sharing....
              thnx for liking hala

              Comment

              • #8
                Re: *$* Main tere raag se *$*

                شوخ رنگوں سے اجتناب ہی کیا کریں، کیونکہ ایسے رنگ دماغ میں چبھتے ہیں، باقی کوششیں جاری رکھیے، اور فی الحال ٹیکسٹ پہ محنت کریں
                Allah

                Comment

                • #9
                  Re: *$* Main tere raag se *$*

                  Originally posted by Yaaram View Post
                  شوخ رنگوں سے اجتناب ہی کیا کریں، کیونکہ ایسے رنگ دماغ میں چبھتے ہیں، باقی کوششیں جاری رکھیے، اور فی الحال ٹیکسٹ پہ محنت کریں
                  lolzzz bro ....thnkx for comments....
                  kafi hairat hui mujhe apke cmmnts par k so apka text tutorial follow kia maine yahan se
                  http://www.pegham.com/photoshop/7811...otoshop-_.html

                  jo k dekhte hi samjh gaya tha k apne tutorial me text ka band bajaya hai but phir b follow kia aur as expected ye result aaya

                  aur phir vo values baithayi maine blending par jo is poetry me baithayi thi text pe.... aur ye raha result

                  ab ap khud dekh lein k text par mehnat ki zarurat kise hai ????
                  aur ainda soch samjh k tanqeed kia karein .... coz 1 design bnane me kafi waqt aur mehnat lagti hai its not like taking a white paper and making ur signature in it ... aur ap jaise bande sari mehnat ko 1 chutki me waste kar dete hain vo b sirf isliye k log apko vo samjhein jo obviously filhaal ap hain nahi ...

                  baaki rahi colors ki baat to bas main ye manta hu k frame me bht zyada bright ho gaya vo b frame ki actual sharpness bht zyada thi is wajah se lag raha hai warna set ho jata
                  aur yes ye b main manta hu k text bht better ho sakta tha....

                  aur apko eid bht mubarak ho :p
                  khush rahein sada...
                  Thank you

                  Comment

                  • #10
                    Re: *$* Main tere raag se *$*

                    Originally posted by A7if View Post

                    Bohat khushi hoi ke aap ney mera text tutorial follow kia, shokh rango se ijtenab ka is lye kaha ke aap ney shokh rang use keye hain, tutorial ka yeh maksad nahi tha ke main ney aap ko isi colour k lye bandh dia tha ke aap yahi use kejye. Text to parhna bhi mushkil hay aap ka, to aap keu nahi apny dil ko bara karty open criticism k lye, taky aap main nikhar aaye? Aap ka dil nahi karta ke aap ki weakness aap ko batyai jain aur aap unhi se learn kar key behtari lain. JO knowledge mery pass hay meri koshish hoti hay aap bhayon tak deliver ho jaye, Baqi tutorial aap ko pasand nahi aaya to its up to you. Pasand na pasand aapni hoti hay and i respect your choice.

                    Meri tankeed baraye tameer thi. woh is lye thi ke ainda aap ka design kaafi behter ho. Kia aap un comments se khush hoty hain ke? Wah bohat achy, wah wah,

                    Is wah wah sunny ko discourage kia karein, aur mehnat kia karein. Mehnat main koi aar nahi..

                    Khush rehye.

                    Ainda koi aisay comments nahi don ga, just wah wah hi ho gi.
                    Allah

                    Comment

                    • #11

                      lolzz...bro tanqeed karo but reasonable rahe to ahchca lagta hai unreasonable tanqeed se parhez karein ...
                      i already have said much....isliye mazeed behes ni karni ....
                      khush rahein

                      Comment

                      Working...
                      X