Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Ishq Allah Ki Meherbaani Hai

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Ishq Allah Ki Meherbaani Hai

    Salam-0-Alaikum



  • #2
    Re: Ishq Allah Ki Meherbaani Hai

    W.Salam
    elegant and fantastic work ... aur buht khubsurat sofiana nazam hai.
    u can't gain RESPECT by choice nor by requesting it... it is earned through your words & actions."

    :pr:

    Comment


    • #3
      Re: Ishq Allah Ki Meherbaani Hai

      fantastic jst superb dear ... but its not fair u ny hamen to frames bnany nai sekhay na jao ham u sy bat he nai krty
      میں نعرہ مستانہ، میں شوخی رندانہ

      Comment


      • #4
        Re: Ishq Allah Ki Meherbaani Hai

        Originally posted by atif saad View Post
        Salam-0-Alaikum


        Walikum Salam chiips

        Bohut khoob :)

        Zaber10 frame :rose

        Bohut acha laga dekh ker zaberdast

        Reputation ka nazrana Qabool kerain
        Last edited by kutkutariyaan; 20 November 2009, 13:33.

        Comment


        • #5
          Re: Ishq Allah Ki Meherbaani Hai

          Originally posted by crystal_thinking View Post
          fantastic jst superb dear ... but its not fair u ny hamen to frames bnany nai sekhay na jao ham u sy bat he nai krty
          Janab main forum per tutorial likh chuka hun aap bellow link to check karein.

          http://www.pegham.com/pegham-designi...ey-frames.html

          Comment


          • #6
            Re: Ishq Allah Ki Meherbaani Hai

            Bohot Zabardast work janab :) kalam bhi umda hai

            Comment


            • #7
              Re: Ishq Allah Ki Meherbaani Hai

              waah bahot khoob janab bahot khoobsurat design kiya hai aap ne
              sigpic

              Comment


              • #8
                Re: Ishq Allah Ki Meherbaani Hai

                Walaikum Assalaam

                Bohat khoob Atif, alfaz nahin tareef kay liye itna umda kaam kia hay aap nay, frame ka munfarid style, nihayat bareeki aur nafasat say bana hoya border aur background image, color, shayeri... everything is just perfect.... keep sharing, khush rahyeh
                sigpic

                Comment


                • #9
                  Re: Ishq Allah Ki Meherbaani Hai

                  میں تو سمجھتا تھا کہ فقط مذہبی موضوعات پر ہماری معلومات کا یہ عالم ہے کہ بغیر سوچے سمجھے جو جہاں سے ملا اٹھا کے پوسٹ کردیا اور پڑھنے والے بھی بغیر سوچے سمجھے بس سبحان اللہ جزاک اللہ کی صدائیں بلند کرتے ہوئے آئے نکل لیے مگر مگر ناطقہ سر بگریبان ہے اسے کیا کہیئے کہ ساری قوم جس ہنر کی دلدادہ وہاں بھی یہی عالم ہے ۔ ۔
                  لا حول ولا قوۃ ۔ ۔ ۔
                  یعنی ایک مصرعہ کہیں اٹھایا اور دوسرا کہیں سے اسے نام دیا صوفیانہ نظم کا نہ قافیہ ملا نہ ردیف اور نہ ہی وزن کا کوئی لحاظ اور اس پر طرفہ یہ کہ مطلعے کا پہلا لفظ ہی غلط یعنی یہ بھلا کیا بات ہوئی کہ . . .

                  اخلاق کے قدموں میں قلندر نہیں گرتا
                  واہ واہ سبحان اللہ یعنی کے بہت خوب یعنی کے یہ تو سنا تھا کہ قلندر حالات کے قدموں نہیں گرتا اور وہ بھی غالب قتیل شفائی مرحوم فرماگئے تھے
                  حالات کے قدموں پہ قلندر نہیں گرتا
                  ٹوٹے بھی جو تارا تو زمیں پر نہیں گرتا
                  گرتے ہیں سمندر میں بڑے شوق سے دریا
                  لیکن کسی دریا میں سمندر نہیں گرتا

                  مگر اب جدید زمانہ آگیا ہے اور قلندر بھی نئے دور کے آگئے ہیں سو ہوسکتا ہے وہ حالات کے قدموں میں تو گرجاتے ہوں مگر اخلاق کے نہیں ۔ ۔ ۔
                  ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

                  Comment


                  • #10
                    Re: Ishq Allah Ki Meherbaani Hai

                    Originally posted by aabi2cool View Post
                    میں تو سمجھتا تھا کہ فقط مذہبی موضوعات پر ہماری معلومات کا یہ عالم ہے کہ بغیر سوچے سمجھے جو جہاں سے ملا اٹھا کے پوسٹ کردیا اور پڑھنے والے بھی بغیر سوچے سمجھے بس سبحان اللہ جزاک اللہ کی صدائیں بلند کرتے ہوئے آئے نکل لیے مگر مگر ناطقہ سر بگریبان ہے اسے کیا کہیئے کہ ساری قوم جس ہنر کی دلدادہ وہاں بھی یہی عالم ہے ۔ ۔
                    لا حول ولا قوۃ ۔ ۔ ۔
                    یعنی ایک مصرعہ کہیں اٹھایا اور دوسرا کہیں سے اسے نام دیا صوفیانہ نظم کا نہ قافیہ ملا نہ ردیف اور نہ ہی وزن کا کوئی لحاظ اور اس پر طرفہ یہ کہ مطلعے کا پہلا لفظ ہی غلط یعنی یہ بھلا کیا بات ہوئی کہ . . .

                    اخلاق کے قدموں میں قلندر نہیں گرتا
                    واہ واہ سبحان اللہ یعنی کے بہت خوب یعنی کے یہ تو سنا تھا کہ قلندر حالات کے قدموں نہیں گرتا اور وہ بھی غالب قتیل شفائی مرحوم فرماگئے تھے
                    حالات کے قدموں پہ قلندر نہیں گرتا
                    ٹوٹے بھی جو تارا تو زمیں پر نہیں گرتا
                    گرتے ہیں سمندر میں بڑے شوق سے دریا
                    لیکن کسی دریا میں سمندر نہیں گرتا

                    مگر اب جدید زمانہ آگیا ہے اور قلندر بھی نئے دور کے آگئے ہیں سو ہوسکتا ہے وہ حالات کے قدموں میں تو گرجاتے ہوں مگر اخلاق کے نہیں ۔ ۔ ۔
                    Keya aap jantay hain ke yeh kis ne kaha tha aur kiun kaha tha aur jab kaha tha to keya hua tha ?
                    Aap qalandar ko halaat ke qadmon mein hi kiun girana chahtay hain?
                    wo aik jazb ki kefiyat thi jab qalanadar ( main us ka naam nahi loon ga ) ne kaha ke ikhlaq ke qadmon peh to murshid ne toka aur kaha ke XYZ , tum halaat ke qadmon pe gir jao , ikhlaaq khud tum mein sama jaein ge , halaat ( wakt)
                    to XYZ ne is ko tabdeel ker ke ikhlaq se halaat kar diya, tab se hamein books main "halaat ke qadmon" wala misra hi milta hai,
                    aap ka tankidi andaz nihayat insulting hai, jese aap doosron ko jahil samajh rahay hon.
                    zara yeh to bata dein ke yeh kaha kis ne tha sab se pehle?
                    Deen ke thekedaar mat banyiye, shayad koyi sawa ser bhi ho idher udhar ghoomta hua.
                    aur haan , apna yeh insulting way of comments wali rawish tarak kijiye.apne aap ko kul mat samjhein , juz hi rahiye.
                    -----------------------------------------------------------------------
                    Second way yeh hai ke bilfarz yeh ghalat bhi hai tab bhi aap ka tankidi tarika toheen amez hai, aap yeh bhi keh saktay the ke yeh misra ghalat hai, yaa yeh misra kuch youn hai, magar aap to barah raast hattak par utar aye.
                    human error ho sakta hai,mumkin hai main ne ghalat likh diya ho, ilm kisi ki meeeras nahi magar aap ko is hattak amez rawaiye per sochna chahiye ke keya ilm yehi hai?
                    main ba-adab jahil ko bay-adab taleem yafta se behtar samjhta hun.
                    us ilm ka kea kahein ge jo doosron ki izzat karna na sikhata ho?
                    us ilm ka kea faeda jis ko hasil ker ke doosron ko kamtar samjha jay?
                    us ilm ka kea faeda jis ko hasil kerne ka maksad doosron per rob jamana ho?
                    aur us ilm ka kea faeda jis ko hasil kerne ka maksid molana kehelwana ho?
                    soochiye ga zarur magar thande damagh se.
                    by the way go to bellow link and listen my source.

                    Pegham - Seekho Aur Sikhao!
                    Regards.......!

                    Comment


                    • #11
                      Re: Ishq Allah Ki Meherbaani Hai

                      Brother Atif Saad,

                      I think you should make correction to avoid the things becoming worst.
                      :thmbup:

                      Comment


                      • #12
                        Re: Ishq Allah Ki Meherbaani Hai

                        achay kaam pesh kya hay keep it up

                        Comment


                        • #13
                          Re: Ishq Allah Ki Meherbaani Hai

                          :salam: App Nay Khod Hie Jab Wazahat kar di K XYZ Nay Ousy Tabdel kar diaa To Phir App Ki Waqalat Samajh Nahin Atte.Or App Nay Jo kaha K "Ap kion Osy Xyz Ko halat K Qadmaon Par Gira Rahy Hain To Zara Gusaa Thanda kar K Daykin K "Kaha Ja Raha hay Ka Nahin Girtaa" Misrah To Waqie Galat ha Or Ous He lafz Ko Dorost mana jaiey GA na Jo Books Main hay or Baqol App K XYZ nay Bhi Tabdel kar dia.Bayshaq Matwaja karnay Ka Tariqa Chahy Galt Hi hay Likn Jis Taraf Mutwaja Kia Gia hay Wo Bat Sahee Hay.
                          Ham Pakistanion Ka Masla He yah hay K ham Galti Ko Kholay Dail K sath manty Nahin Balqi Pani Bat k Liay Tawilian Niakal Laty Hain.
                          Allah G Hamin Jazbati Baton Say Nikal Ka Sachaie Ka Saman karnay ki Tofeeq Dejiy.:dua
                          Halat K Qadmon Pay Qalandr Nahin girta
                          Sitara Tot Bhi jaiy To Zamin Par nahin Girta
                          Girty Hain Bary Shoq sya Samndron Main Dariay
                          Laykin Kisi Darya Mian Samandar Nahin Girta
                          Last edited by S.Athar; 23 December 2009, 10:08.
                          :star1:

                          Comment

                          Working...
                          X