Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

meri muhabat

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • meri muhabat

    hathora is liy ak text pher chota reh gaya hain keb bhera hoa ga mera text
    Attached Files
    Last edited by chaand_nager; 6 May 2009, 09:03.
    ab aur gerdish-e- taqdeer kiya sitaye ge lota ke ishq mai naam o nishaan bethain hei

    sigpic

  • #2
    Re: meri muhabat

    yeh to nazam hai na zoniash?
    moveing to nazam section

    ho jaye ga text bhi.....keep trying and keep sharing


    Comment


    • #3
      Re: meri muhabat

      :)

      Comment


      • #4
        Re: meri muhabat

        Originally posted by shakeeel View Post
        yeh to nazam hai na zoniash?
        moveing to nazam section

        ho jaye ga text bhi.....keep trying and keep sharing


        ascha kia yeh nazem hain /?muje nhe pata meri dairy main likhi hoi the pata nhe keb sy 372-scare yaad nhe
        ab aur gerdish-e- taqdeer kiya sitaye ge lota ke ishq mai naam o nishaan bethain hei

        sigpic

        Comment


        • #5
          Re: meri muhabat

          images bohat zabardas hain..baqe text ki koi baat nahi theek ho ja'ay ga....
          mery sath bhi pehly yehi problem thi...laikin ahista ahista theek ho rhaa hay:lpop:

          Comment


          • #6
            Re: meri muhabat

            nice work.......
            u can't gain RESPECT by choice nor by requesting it... it is earned through your words & actions."

            :pr:

            Comment


            • #7
              Re: meri muhabat

              nice work dear........... let me give u a tip................ text ka size inpage me he choota bara kr liya karain ...... tta k baad me pareshani na ho..... try this .......... u will see a big diffrence......khush rahin ..........!

              Comment


              • #8
                Re: meri muhabat

                Nice janab

                Comment


                • #9
                  Re: meri muhabat

                  Originally posted by jam1 View Post
                  nice work dear........... let me give u a tip................ text ka size inpage me he choota bara kr liya karain ...... tta k baad me pareshani na ho..... try this .......... u will see a big diffrence......khush rahin ..........!


                  sir mesla yhe nhe hian main jeb likhti hon to big text he hota hain image banati hon us main convert kerti hon teb b big hota hain per jeb frame main set kerti hon to chota ho jat ahain pata nhe kiyon farme ki seeting b kerti hon pher b chota he hota hain text jeb tak fram main na dalon teb tak bilkol saaf hota hain
                  ab aur gerdish-e- taqdeer kiya sitaye ge lota ke ishq mai naam o nishaan bethain hei

                  sigpic

                  Comment


                  • #10
                    Re: meri muhabat

                    Originally posted by zoniash View Post
                    sir mesla yhe nhe hian main jeb likhti hon to big text he hota hain image banati hon us main convert kerti hon teb b big hota hain per jeb frame main set kerti hon to chota ho jat ahain pata nhe kiyon farme ki seeting b kerti hon pher b chota he hota hain text jeb tak fram main na dalon teb tak bilkol saaf hota hain
                    ok dear me samjh gaya.......... app jab text ko photoshop me open kerti ho tu agay aik window open hoti hai us k uper (Rasterize Generic EPS Format) likha hota hai...us window k ander app (Resolution) pe size ko choota barra ker sakti ho....hope u got it.....aur ager kuch mazeed pochna hoa tu zaroor poch lijye ga....... i'll wait for ur reply.....! :salam:

                    Comment


                    • #11
                      Re: meri muhabat

                      Aahisata aahista seekh jaingi aap
                      sigpic

                      Comment


                      • #12
                        Re: meri muhabat

                        buht khhooobb....keep it up....
                        For New Designers
                        وَ بَارِکْ لِيْ فِيْمَا أَعْطَيْتَ

                        Comment

                        Working...
                        X