Announcement
Collapse
No announcement yet.
Unconfigured Ad Widget
Collapse
Tera Dard thaa,Teri Yaad thi!..
Collapse
X
-
Re: Tera Dard thaa,Teri Yaad thi!..
Salam....
nice try:thmbup: keep it up..:rose ...
per text ko humesha image per adjust karo.. jaise is image mein text aap ne bilkul seedha rakha hai... I mean nazam ke chaaron band full length mein.. tu is ki wajah se image ke dono taraf ka hissa waste lag raha hai... try to use full image.. bagair image ki khoobsurti kharab kiye.. is ke liye aap ne yeh karna hoga ke nazam ke chaaron band ki alag alag layer bana ker... paihle aik aik layer ko image per paste kijye.. jaise... ager yahi nazam le tu paihla band right side per... dosri layer mein jo dosra band hai usey usi paihle band ke baad thora left side mein.. then again.. teesra daikho kahan adjust ho sakta hai... aur phir last one bhi..(jaisa ke aap ke siggy mein hai..). ager image bara hai tu size kum ker lo... phir jub aap text properly adjust ker lo through different layers.. tu ctrl + E ker ke saare layers ko yakjaa ker lo... sirf aur sirf background layer alag rahe.. yaani ab aap ki layer window mein do layers honge.. paihla (transparent) text layer.. aur dosri background layer... ab aap text layer per click kijye... aur kaam shoro kijye through layer options...
Hmmmm.... aur haan border per kabhi text ko na jaane do...
aur haan sub se paihli baat.. lolzz.. sub se last mein bata rahe hain...:embarasse per na aap text ko forced justify ya justify kar liya karo...:thmbup:
Yeh aap ki shorwaat hai... thore bauaht tips PG members dete raheinge... InshaAllah soon you will expert..
Khush rahiye...Last edited by ummid; 18 July 2007, 05:50.
-
Re: Tera Dard thaa,Teri Yaad thi!..
Originally posted by *Pooh* View PostSalam....

Khush rahiye...
main in sub ko mind main rakhoongi or try krti rahoongii....:blush:
Comment
-
Re: Tera Dard thaa,Teri Yaad thi!..
Assalaam-0-Alaikom:rose
ahan....buht koooooolll.....beautiful poetry......aur Ummid nay jo kaha follow kijiye gaa.....
yeh link visit kijiye gaa....
http://www.pegham.com/showthread.php?t=26409
Comment
-
Re: Tera Dard thaa,Teri Yaad thi!..
Originally posted by *Rida* View PostAssalaam-0-Alaikom:rose