Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

AaKher Kiun???

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • AaKher Kiun???

    Noshi Gelani kee poetry mujy pasand ai hay aap ko bee aye gee:phool:
    Attached Files

  • #2
    Re: AaKher Kiun???

    chalien dayr say hee sahi magar pasand to aai noshi geelaani ki poetry :)

    designing achhi hay.....hamaysha ki tarha :)

    Comment


    • #3
      Re: AaKher Kiun???

      wah KHL JI... boht khoob ..nice poetry and design ..carry on :rose
      u can't gain RESPECT by choice nor by requesting it... it is earned through your words & actions."

      :pr:

      Comment


      • #4
        Re: AaKher Kiun???

        Assalaam-0-Alaikom:rose
        buht zabardast ........:em:

        For New Designers
        وَ بَارِکْ لِيْ فِيْمَا أَعْطَيْتَ

        Comment


        • #5
          Re: AaKher Kiun???

          thanks you to all..............................waisy Noshi gelani kuch achi poet nahi hain un kee poetry kuch Ekhlaq sy giri hui bee hay:P

          Comment


          • #6
            Re: AaKher Kiun???

            nice sharing...........:thmbup:



            Comment


            • #7
              Re: AaKher Kiun???

              Originally posted by Khalil View Post
              thanks you to all..............................waisy Noshi gelani kuch achi poet nahi hain un kee poetry kuch Ekhlaq sy giri hui bee hay:P
              well...may be u r right.....magar hum nay unki chand ik poems parhi hien aur hamien achhi lagien...:embarasse

              ho sakta hay hamien sirf achhi cheezien hee milti hoon...:D

              buri cheezien hum say zara faaslay par rehti hien:blush: ...

              Comment


              • #8
                Re: AaKher Kiun???

                achi baat hay sum ge...:)

                Comment


                • #9
                  Re: AaKher Kiun???

                  infact Noshi Gelani poetess hi nahin hain....un kay baray mein yeh controversy aam hai keh woh khud poetry nahin kartien balkay 2 mukhtalif afrad ki poetry hai...jin mein say aik munawar jameel hain...jo yeh khud keh chukay hain keh woh Noshi Gelani ko poetry likh kar daitay hain..isi liye ab kai megzns mein bajaye noshi gelani kay munawar jameel ka naam likha jata hai.....
                  For New Designers
                  وَ بَارِکْ لِيْ فِيْمَا أَعْطَيْتَ

                  Comment


                  • #10
                    Re: AaKher Kiun???

                    designing & poetry achi hai hamesha ki tarha.


                    woh iss liye ke aise kaamo mein aisa hi hota hai.
                    kya samjhe?
                    :rose Refreshing_breeze :rose

                    Comment


                    • #11
                      Re: AaKher Kiun???

                      To es ka matlab hay k banda aisy kammon sy bacha hee rahy?
                      kia samjy?

                      Comment


                      • #12
                        Re: AaKher Kiun???

                        Originally posted by Khalil View Post
                        To es ka matlab hay k banda aisy kammon sy bacha hee rahy?
                        kia samjy?
                        hum tou samajhtey hai.
                        insaan aise kaamo se bachney ki koshish tou karta hai
                        lekin jab jo hona hota hai woh ho kar hi rehta hai aur maloom tab hota hai jab der ho chuki hoti hai.
                        :rose Refreshing_breeze :rose

                        Comment


                        • #13
                          Re: AaKher Kiun???

                          aur main yeh kehny kee jisarat karonga k dunia ka koi bee shakas aisy kammon sy door nahi bhagta
                          99% loag aisy hee kaam karty hain aur wo khush huty hain aur jo bakee aik 1% hain wo jhoot bolty hian :kr:
                          kiun k wo bee aisa hee karty hian........aur esi sy yeh dunia main chand khushian reh gai hian

                          kafee samj gay hu aap?

                          Comment


                          • #14
                            Re: AaKher Kiun???

                            Originally posted by Khalil View Post
                            aur main yeh kehny kee jisarat karonga k dunia ka koi bee shakas aisy kammon sy door nahi bhagta
                            99% loag aisy hee kaam karty hain aur wo khush huty hain aur jo bakee aik 1% hain wo jhoot bolty hian :kr:
                            kiun k wo bee aisa hee karty hian........aur esi sy yeh dunia main chand khushian reh gai hian

                            kafee samj gay hu aap?
                            arey wah
                            sab se ziyada samajhdaar tou aap hi hai.
                            :rose Refreshing_breeze :rose

                            Comment


                            • #15
                              Re: AaKher Kiun???

                              acha?

                              Comment

                              Working...
                              X