Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Saher Khaizi (Dr Iqbaal)

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Saher Khaizi (Dr Iqbaal)

    Assalam-0-Alikum,

    Last edited by Rosy; 15 September 2010, 11:07.

  • #2
    Re: Saher Khaizi (Dr Iqbaal)

    Bohot Hi khubsurat Desiging ho gai aap ki toh janab :) Kya bat hai Zabardast

    Comment

    • #3
      Re: Saher Khaizi (Dr Iqbaal)

      Originally posted by azeems View Post
      Bohot Hi khubsurat Desiging ho gai aap ki toh janab :) Kya bat hai Zabardast
      bahut bahut Shukriyaa aap ka azeems :)

      Comment

      • #4
        Re: Saher Khaizi (Dr Iqbaal)

        بہت بہت شاندار

        Comment

        • #5
          Re: Saher Khaizi (Dr Iqbaal)

          W. Salam ....

          Aap ka kam bht ziada improve kar gaya hai ....
          but aap k kam men mje aik shaks k kam ki jhalak nazar aati hai
          wo bht clear hai .... anywayz ... kalam bht umda select kia
          design b khoob kia ... BG men jo patteren/ texture hai ... use
          agar thora sa mazeed lighten kar detin to ye mazeed nikhar skta tha ...
          txt ka size over all design se kuch chota laga mje .... aap
          word " Ghazal " ko right corner per jo blank space hai wahan
          adjust kar skti thin is tara aap ko txt size bara karne ka space
          mil jata .... but these are minor technical things not to worry
          about them .... over all a very impressive presentation ....
          be blessed ...

          Comment

          • #6
            Re: Saher Khaizi (Dr Iqbaal)

            Originally posted by Jawaidkhan View Post

            hmmm tu wo kaun shaks hai zara mein bhi tu jaanu?:) khair
            aapne jo jo tips diye hain unko mein zahen mein rakhoongi....
            itni saari tips dene k liye aap ka bahut bahut shukriyaa aur JazakAllah
            aap bhi khush rahiye....

            Comment

            • #7
              Re: Saher Khaizi (Dr Iqbaal)

              اسلام علیکم
              سپرڈ
              بہت بہت بہت عمدہ ہر ہر چیز اپنی جگہ بہترین کلز سکیم اعلٰی ترین کلام تو ہے ہی بہترین۔اپ کی مزید تخلیقات کا انتظار ہے۔
              اللہ جی آپ کو شاد رکھیں آباد رکھیں آمین
              :star1:

              Comment

              • #8
                Re: Saher Khaizi (Dr Iqbaal)

                Originally posted by Rosy View Post

                hmmm tu wo kaun shaks hai zara mein bhi tu jaanu?:) khair
                aapne jo jo tips diye hain unko mein zahen mein rakhoongi....
                itni saari tips dene k liye aap ka bahut bahut shukriyaa aur JazakAllah
                aap bhi khush rahiye....
                I thik aap ko andaza hai men kis ki bat kar raha hun ....
                aap k kam ka level bht acha ho skta hai .... agar aap thora sa
                mazeed concentrate karen ... mene aap ka kam ab se 1 saal pehle
                jo dekha tha wo kuch aur tha ... but now you're so advanced
                whenever you want any help ... you can ask without hesitation
                with best regards ....

                Comment

                • #9
                  Re: Saher Khaizi (Dr Iqbaal)

                  Originally posted by Jawaidkhan View Post
                  I thik aap ko andaza hai men kis ki bat kar raha hun ....
                  aap k kam ka level bht acha ho skta hai .... agar aap thora sa
                  mazeed concentrate karen ... mene aap ka kam ab se 1 saal pehle
                  jo dekha tha wo kuch aur tha ... but now you're so advanced
                  whenever you want any help ... you can ask without hesitation
                  with best regards ....
                  Assalam-0-Alikum,
                  ji ji.....mein samajh gayee......ji mein unse bhi seekhti rahti hoon....
                  aur khass kar text effect tu unheen se seekha hai mein ne...
                  theek hai mujhay jab bhi zaroorat paday mein help liya karoongi.....
                  Aap ka bahut sara shukriyaa k itna ghaur se dekha aapne meray kaam ko....:)
                  bahut bahut Shukriyaa aur JazakAllah.
                  Allah AAp ko khsuh rakhay..

                  Comment

                  • #10
                    Re: Saher Khaizi (Dr Iqbaal)

                    MASHALLAH... excellent work hamesh ki tarah
                    u can't gain RESPECT by choice nor by requesting it... it is earned through your words & actions."

                    :pr:

                    Comment

                    • #11
                      Re: Saher Khaizi (Dr Iqbaal)

                      Thnaks Hala Ji......

                      Comment

                      • #12
                        Re: Saher Khaizi (Dr Iqbaal)

                        بہت خوبصورتی سے آپ نے حضرت اقبال کے کلام کو رونق دی ہے۔اللہ بہت خوش رکھے

                        Comment

                        • #13
                          Re: Saher Khaizi (Dr Iqbaal)

                          Originally posted by atif saad View Post
                          بہت خوبصورتی سے آپ نے حضرت اقبال کے کلام کو رونق دی ہے۔اللہ بہت خوش رکھے
                          Bahut bahut shukriyaa bhai ji......
                          Allah aap ko bhi Khush Rakhay......
                          Last edited by Rosy; 16 September 2010, 09:30.

                          Comment

                          • #14
                            Re: Saher Khaizi (Dr Iqbaal)

                            bohat umdah kalaam or kaam:thmbup:

                            Comment

                            • #15
                              Re: Saher Khaizi (Dr Iqbaal)

                              Originally posted by AbgeenA View Post
                              bohat umdah kalaam or kaam:thmbup:
                              Thanxxx Abgeena ji.......

                              Comment

                              Working...
                              X