Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Aay Na-Khuda

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Aay Na-Khuda

    Salam-0-Alaikum

  • #2
    Re: Aay Na-Khuda

    walikuam-o-salam:salam:

    Beautiful work Saad:clap:

    I m not a designer....mind mat kaje ga but is mein ek mistake hai....Cut line check kerooo zara

    Attached Files
    I aM Not a complete Idiot......Some parts are Missing........

    Comment

    • #3
      Re: Aay Na-Khuda

      Walikum Salam chiips

      Very Nice :)

      Comment

      • #4
        Re: Aay Na-Khuda

        wow buhat khob

        Comment

        • #5
          Re: Aay Na-Khuda

          Originally posted by Tanha Hassan View Post
          walikuam-o-salam:salam:

          Beautiful work Saad:clap:

          I m not a designer....mind mat kaje ga but is mein ek mistake hai....Cut line check kerooo zara

          Jnab designer aur kesa hota hai......... muje bohat khushi ho rahi hai ke aap ne aik technical mistake batayi aur itni gehri nazar se designs ko dekhte hein, BTW, yehi nahi abi aur bhi mistakes hain is main aur wo jaan bhooj ke chori hain ke tips de sakoon.
          jese yeh imgae PNG format mein save hona chahiye tha ke back ground transparent hota magar ghor kijiye ke mainne is ko as JPG save kiya jis se outer white layer nazar aa rahi hai. Hai na mistake? aur yehi tarika hota hai tips dene ka.
          khush rahiye .

          Comment

          • #6
            Re: Aay Na-Khuda

            Walaikum Asssalaam

            Bohat khoob janab, bohat hi khoobsurat aur munfarid frame hay aur background color aur frame main color selection bhi bohat hi umda hay, background main aap nay kuch aisa munfarid kaam kia hay aisa lagta hay kay aap humain shayeri kay alfazoon main bhanwar main diboona chatay hain... aur aisa lagta hay jaisay aap ka banaya hua yeh bhanwar waqayi humain alfazoon main duboo gaya... bohat khoob janab, keep sharing, khush rahyeh
            sigpic

            Comment

            • #7
              Re: Aay Na-Khuda

              W.Salam
              over all... awesome and superb
              u can't gain RESPECT by choice nor by requesting it... it is earned through your words & actions."

              :pr:

              Comment

              • #8
                Re: Aay Na-Khuda

                Originally posted by atif saad View Post
                Jnab designer aur kesa hota hai......... muje bohat khushi ho rahi hai ke aap ne aik technical mistake batayi aur itni gehri nazar se designs ko dekhte hein, BTW, yehi nahi abi aur bhi mistakes hain is main aur wo jaan bhooj ke chori hain ke tips de sakoon.
                jese yeh imgae PNG format mein save hona chahiye tha ke back ground transparent hota magar ghor kijiye ke mainne is ko as JPG save kiya jis se outer white layer nazar aa rahi hai. Hai na mistake? aur yehi tarika hota hai tips dene ka.
                khush rahiye .

                My Dear mein ney just aap k narzgi key waja sey buth sey mistake ko point out nahi kia white layer k allwa be ek buth bari mistake hai jo zoom kiaey bian he nacked eye sey nazar aa rhai hai.....usey circel mein ghour sey dekhooo dosrey mistake be mill jaey gey nahi to mein define ker doon ga:)
                I aM Not a complete Idiot......Some parts are Missing........

                Comment

                • #9
                  Re: Aay Na-Khuda

                  Originally posted by Tanha Hassan View Post
                  My Dear mein ney just aap k narzgi key waja sey buth sey mistake ko point out nahi kia white layer k allwa be ek buth bari mistake hai jo zoom kiaey bian he nacked eye sey nazar aa rhai hai.....usey circel mein ghour sey dekhooo dosrey mistake be mill jaey gey nahi to mein define ker doon ga:)
                  Wah bhai maan geya aap ko, kasam se muje bayhad khushi hoyi hai, bilkul sahi point out kiya.Allah khush rakhay aap ko. mera asool hai ke ilm aur mohabbat banto ke dono bantne se zeada hote hein.
                  Regards........!

                  Comment

                  • #10

                    Aur rehi baat meri narazgi ki to bhai main kyon naraz hone laga? jab aik cheez ghalat hai to ghalat hai, wo mere kehne se sahi nahi ho jay gi.
                    Regards........!

                    Comment

                    • #11
                      Re: Aay Na-Khuda

                      waah great work dear very very nice bahot khoobsurat design kiya hai aap ne
                      sigpic

                      Comment

                      • #12
                        Re: Aay Na-Khuda

                        Wow
                        bahut hi hala
                        bahut hi nice g

                        Comment

                        • #13
                          Re: Aay Na-Khuda

                          Originally posted by atif saad View Post
                          Wah bhai maan geya aap ko, kasam se muje bayhad khushi hoyi hai, bilkul sahi point out kiya.Allah khush rakhay aap ko. mera asool hai ke ilm aur mohabbat banto ke dono bantne se zeada hote hein.
                          Aur rehi baat meri narazgi ki to bhai main kyon naraz hone laga? jab aik cheez ghalat hai to ghalat hai, wo mere kehne se sahi nahi ho jay gi.
                          Regards........!

                          :phool:

                          Muje khud is design sey buth kuch seekhney ko milla ek new idea Frame making ga marey pass aeya..........Khush rahoooo aur ilm key roshani philatey rahoooo:rose
                          I aM Not a complete Idiot......Some parts are Missing........

                          Comment

                          • #14
                            Re: Aay Na-Khuda

                            walikumsalaam
                            naya andaaz aur bahut accha design kiya hai aap ne
                            khush rahiye....

                            Comment

                            • #15
                              Re: Aay Na-Khuda

                              buht umdaaaaa .....kalaam bhi khobsorat hai aur designing bhi.....:)
                              For New Designers
                              وَ بَارِکْ لِيْ فِيْمَا أَعْطَيْتَ

                              Comment

                              Working...
                              X