Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Zia Taqseem Kerta Hai

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Zia Taqseem Kerta Hai

    Asslam O Alekum

    sigpic

  • #2
    Re: Zia Taqseem Kerta Hai

    Zabardast Creation Inthikab Aur Designing Dono hi bohot khoob Sab ka sab super :)

    Comment


    • #3
      Re: Zia Taqseem Kerta Hai

      W.Salam
      awesome work wasi ji.
      frame buht khubsurat hai..image + ghazal ka intikhab be.. grt work.
      be happy
      u can't gain RESPECT by choice nor by requesting it... it is earned through your words & actions."

      :pr:

      Comment


      • #4
        Re: Zia Taqseem Kerta Hai

        Greattttttttt Design Bosssssss
        Boht zabar Work By you

        Comment


        • #5
          Re: Zia Taqseem Kerta Hai

          awesome :super: desining bhi aur kalaam bhai .....MASHALLAH buht hi khobsorat hai .......:rose
          For New Designers
          وَ بَارِکْ لِيْ فِيْمَا أَعْطَيْتَ

          Comment


          • #6
            Re: Zia Taqseem Kerta Hai

            Walikumsalaam

            Wah wah bahut khoob design kiya hai aap ne.......

            Comment


            • #7
              Re: Zia Taqseem Kerta Hai

              Aap sab ka bahot bahot shukriya

              Thanx Sarrah for rep point
              sigpic

              Comment


              • #8
                Re: Zia Taqseem Kerta Hai

                Wah janab, pehli baar ishq wishq say hath kar haqeeqi duniya ki dastaan bikhaarti inti khoobsurat shaaeri aur itni khoobsurat desgning dekhi... bohat khoob janab, ek ek shaair iss ghazal ka cheekh cheekh kar humaray khookhlay aur murda wajood ko jhanjhoR raha hay, bohat acha laga aap ka intikhaab aur iss ko itnay khoobsurat andaaz main paish karnay kay liye aap ka behadd mamnoon hoon, CONGRATULATION Wasi sahab for this great work, keep sharing, khush rahyeh
                sigpic

                Comment


                • #9
                  Re: Zia Taqseem Kerta Hai

                  Bahot bahot shukriya aap ka itne khoobsurat commenst se nawaza aap ne janab
                  sigpic

                  Comment


                  • #10
                    Re: Zia Taqseem Kerta Hai

                    wah g bahut hi zabardast

                    Comment


                    • #11
                      Re: Zia Taqseem Kerta Hai

                      Bahot bahot shukriya aap ka janab
                      sigpic

                      Comment


                      • #12
                        Re: Zia Taqseem Kerta Hai

                        wa alaikum salam
                        boht khoobsoorat intikhaa aur designing

                        Comment


                        • #13
                          Re: Zia Taqseem Kerta Hai

                          beautiful work waoooo very very nice
                          I aM Not a complete Idiot......Some parts are Missing........

                          Comment


                          • #14
                            Re: Zia Taqseem Kerta Hai

                            wasi is poetry key first line mein Word "Banta" likhua hua hai ..................


                            Jab k Yahan ana tha "Bantata" hai


                            Beautiful Designing per Repu ka gift Qabool kajey
                            I aM Not a complete Idiot......Some parts are Missing........

                            Comment


                            • #15
                              Re: Zia Taqseem Kerta Hai

                              Bahot shukriya aap dono ka

                              Originally posted by Tanha Hassan View Post
                              wasi is poetry key first line mein Word "Banta" likhua hua hai ..................


                              Jab k Yahan ana tha "Bantata" hai


                              Beautiful Designing per Repu ka gift Qabool kajey
                              Thanx Dear ye Lafz na BANTA hai hai na BANATA ahi
                              Aslam mein ye BUNTA hai lafz hai mere inpage mein kuch problem hai
                              isi liye Pesh nahi aa rahi hai jab bhi CTRL+P oress kerta hon to inpage
                              band ho jata hai isi liye ye lafz BANTA lag raha hai :)
                              sigpic

                              Comment

                              Working...
                              X