Announcement
Collapse
No announcement yet.
Unconfigured Ad Widget
Collapse
hountouN pe kabhi Ada Badayuni
Collapse
X
-
Re: hountouN pe kabhi Ada Badayuni
ghazal to masha Allah bahut achhi he aur us par apki design jese sone pe sohaga. bahut dilkash or dil avez hai apki akasi. mere khial se yeh ghazal Ada Jafi sahiba ki he? apka intikhab lajawab he :)
mujhe dusri design nisbatan ziyada bhali lagi. :)
Last edited by SherAli; 16 September 2008, 02:25.
Fall view from inside my car
near my work place :)
Comment
-
Re: hountouN pe kabhi Ada Badayuni
buht buht khobsorat designing hai dear siso...:)
Comment
-
Re: hountouN pe kabhi Ada Badayuni
Originally posted by Gul View PostYeh Ghazal Buhat c sites per ada badayuni ki hai ...!
Aap ko jitni Hindustani sites milein gi, un per Ada Jaffrey ko Ada Badayuni hi likha jata hai :)tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujheytumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey
Comment
-
Re: hountouN pe kabhi Ada Badayuni
Originally posted by Masood View PostAda Jaffrey ki pedaish Badayun mein hui thi, magar unhon ney khud apna takhalus Ada Jaffrey istimaal kiya hai. Is waqt merey paas Saad-Ullah Shah ki murattab'kardah kitab Pehchan Ghazlein parri hai - us mein yeh Ghazal Ada Jaffrey hi sey mansoob hai.
Aap ko jitni Hindustani sites milein gi, un per Ada Jaffrey ko Ada Badayuni hi likha jata hai :)
issi liay mein nay iss thread mein aap se yeh poocha thaa.....! K kia dono aik hee hain :) ......! Thanx for clearing my mind ...I was so confused
Comment
Comment