Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

aap ki raye darkar hai....?????

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • aap ki raye darkar hai....?????

    agar yeh ghazal kisi ne kahin parhi ho to plz mujh ko bata den k is mein koi ghalti to nahin hai, aur agar aap ko pata ho k kis ki hai to bata den please.
    Attached Files



  • #2
    Re: aap ki raye darkar hai....?????

    sory bhai main nahi janta

    Comment


    • #3
      Re: aap ki raye darkar hai....?????

      shayed parhi hoi lagte hai

      Comment


      • #4
        Re: aap ki raye darkar hai....?????

        Assalaam-0-Alaikom:rose
        buht umda ghazal hai ....buht khooob............

        For New Designers
        وَ بَارِکْ لِيْ فِيْمَا أَعْطَيْتَ

        Comment


        • #5
          Re: aap ki raye darkar hai....?????

          Na Dekhain Gain Kabhi Dil Pay Lagay Zakhm Unhain
          Dard Uthay Ga Magar Dil Ko Daba Rakhain Gain
          Sab Hata Daingain Teri Raah Ki Rukawat Hamdam
          Ghar K Darwazay Ko Har Waqt Khula Rakhain Gain
          Toot Bhi Jay Gi Umeed Jo Terey Aanay Ki
          Ek Diya Phir Bhi Hawaaon Main Jala Rakhain Gain

          Poet ka naam nahi pata ....
          Last edited by Madiha kanwal; 31 October 2006, 19:32.

          Comment


          • #6
            Re: aap ki raye darkar hai....?????

            Originally posted by Madiha kanwal View Post
            Na Dekhain Gain Kabhi Dil Pay Lagay Zakhm Unhain
            Dard Uthay Ga Magar Dil Ko Daba Rakhain Gain
            Sab Hata Daingain Teri Raah Ki Rukawat Hamdam
            Ghar K Darwazay Ko Har Waqt Khula Rakhain Gain
            Toot Bhi Jay Gi Umeed Jo Terey Aanay Ki
            Ek Diya Phir Bhi Hawaaon Main Jala Rakhain Gain

            Poet ka naam nahi pata ....
            Thanks a million madiha


            Comment


            • #7
              Re: aap ki raye darkar hai....?????

              Main aj pehli baar paher rahi hoon is liye batanay say qasir hoon kay kis shayar ki hai :)..........waisay ghazal b achi hai aur app ka kaam b :rose

              BTW just curious kay app border work q nahi kertay? ziada ter sada images hi hotey hian. Aisa nahi kay aisay acha nahi lagta lekin border will give a more neat look to the image. what say? (I hope u won't mind my comeents :) )
              Mainda Ziker Vi Tu'n, Mainda Fiker Vi Tu'n
              Mainda Zoaq Vi Tu'n, Vajdaan Vi Tu'n
              Mainda Aval, Akhir, Ander, Bahir
              Zahir Tey Pinha'an Vi Tu'n
              Mainda Bakht Tey, Naam Nishan Vi Tu'n

              Comment


              • #8
                Re: aap ki raye darkar hai....?????

                Originally posted by D_I_L View Post
                Main aj pehli baar paher rahi hoon is liye batanay say qasir hoon kay kis shayar ki hai :)..........waisay ghazal b achi hai aur app ka kaam b :rose

                BTW just curious kay app border work q nahi kertay? ziada ter sada images hi hotey hian. Aisa nahi kay aisay acha nahi lagta lekin border will give a more neat look to the image. what say? (I hope u won't mind my comeents :) )
                thanks DIL, aap ne theek kaha , mein jahan adjust ho sakey border zaroor use karta hun, yeh wali nazam to wese hi aarzi post ki thi, k mein sure nahin tha k yeh theek hai. ab is ki islah ho gai hai to is ko theek tarah se compose karun ga.


                Comment


                • #9
                  Re: aap ki raye darkar hai....?????

                  Originally posted by shakeeel View Post
                  thanks DIL, aap ne theek kaha , mein jahan adjust ho sakey border zaroor use karta hun, yeh wali nazam to wese hi aarzi post ki thi, k mein sure nahin tha k yeh theek hai. ab is ki islah ho gai hai to is ko theek tarah se compose karun ga.

                  Chaliyea phir hum intezar karen gaye is ghazal ki khubsurat composing ki :rose
                  Mainda Ziker Vi Tu'n, Mainda Fiker Vi Tu'n
                  Mainda Zoaq Vi Tu'n, Vajdaan Vi Tu'n
                  Mainda Aval, Akhir, Ander, Bahir
                  Zahir Tey Pinha'an Vi Tu'n
                  Mainda Bakht Tey, Naam Nishan Vi Tu'n

                  Comment

                  Working...
                  X