Announcement
Collapse
No announcement yet.
Unconfigured Ad Widget
Collapse
Mujhe Apnay Zabt Pe Naaz Thaa
Collapse
X
-
Re: Mujhe Apnay Zabt Pe Naaz Thaa
Assalaam-0-Alaikom:rose
wowww buht piyari designing hai... aur kalam bhi
Comment
-
Re: Mujhe Apnay Zabt Pe Naaz Thaa
Maloom hai Jugnoo - yeh ghazal main Munni Begum ki aawaz mein sunta hoon aur aisa is mein gharq ho jata hoon keh mujhey nahin patah hota main kahan hoon. Yeh merey dil ki gehraiyon mein jaa ker lagti hai ....
yeh shair:
mujhey raastey mein parra huwa kisi badnaseeb ka khat mila
kahin khoon-e-dil sey likha huwa kahin aansoun sey mita huwaLast edited by Masood; 30 June 2006, 19:49.tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujheytumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey
Comment
-
Re: Mujhe Apnay Zabt Pe Naaz Thaa
Wah Dil main utar gayi yeh ghazal :)
Mujhey jo bhi Dushman-e-JaN Mila wahi Pukhta Kar-e-Wafa Mila
Na Kisi ki zarb ghalat pari na kisi ka teer khata hua
Designing main bhi Kamal kya hay :) Keep designing Jugnoo :)Allah
Comment
-
Re: Mujhe Apnay Zabt Pe Naaz Thaa
very nice :)
Comment
Comment