Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Mohsin Naqvi

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Mohsin Naqvi

    Assalamoalaikum
    bhi ye meri 1st composing hai ager achi hai tu bata den werna rehne den :lol:wk
    i know kafi mistakes hongi is mein phir bhi mein ne share kerdi Inshallah next time koi mistake nahi hogi :tasali:
    Attached Files
    Last edited by Madiha kanwal; 13 June 2006, 19:50.


  • #2
    Re: Mohsin Naqvi

    Achi designing hay Madiha lekan abhi bohat gunjayish hay :) Text Effect bohat khurdra hay is ko mazeed soft karne ki koshish karein :) Image aur text ki colour combination dhayan se rakha karien :) Keep trying InshAllah mazeed behter ho jaye ga :)
    Allah

    Comment


    • #3
      Re: Mohsin Naqvi

      Assalaam-0-Alaikom:rose

      ahan... first try hai ........so first of all :welcome: to design poery

      color combination tu acha laga hai.... agar mazeed effects hotay tu aur piyara lagta .... yahan per tutorialls say aap buht kuch seekh sakti hain Madiha.. is kay ilawa help chahiye ho tu main hazir hoon....
      majmooi koshish buht achi hai ....kalaam bhi buht acha hai ...:phool:
      For New Designers
      وَ بَارِکْ لِيْ فِيْمَا أَعْطَيْتَ

      Comment


      • #4
        Re: Mohsin Naqvi

        Originally posted by Madihak
        Assalamoalaikum
        bhi ye meri 1st composing hai ager achi hai tu bata den werna rehne den :lol:wk
        i know kafi mistakes hongi is mein phir bhi mein ne share kerdi Inshallah next time koi mistake nahi hogi :tasali:
        Mohsin uncle ki to kia he baat hai... :lpop:
        pixel problem, aap nay inpage main typing kar k file ko gif format main export kia hai, usay EPS main export karain phir photoshop par shade dain, us say result behtar aaiyga..
        That's Enough...!!

        Comment


        • #5
          Re: Mohsin Naqvi

          Originally posted by Yaaram
          Achi designing hay Madiha lekan abhi bohat gunjayish hay :) Text Effect bohat khurdra hay is ko mazeed soft karne ki koshish karein :) Image aur text ki colour combination dhayan se rakha karien :) Keep trying InshAllah mazeed behter ho jaye ga :)
          aap sikhatey rahenge tu Inshallah behtar ho jayega :salam:

          Comment


          • #6
            Re: Mohsin Naqvi

            Originally posted by ScorpioN_RulzZ
            Mohsin uncle ki to kia he baat hai... :lpop:
            pixel problem, aap nay inpage main typing kar k file ko gif format main export kia hai, usay EPS main export karain phir photoshop par shade dain, us say result behtar aaiyga..
            next time ker k dekhongi wese yaaram bhai ne tu aesa kuch nahi bataya tha :cc:

            Comment


            • #7
              Re: Mohsin Naqvi

              Originally posted by Rida
              Assalaam-0-Alaikom:rose

              ahan... first try hai ........so first of all :welcome: to design poery

              color combination tu acha laga hai.... agar mazeed effects hotay tu aur piyara lagta .... yahan per tutorialls say aap buht kuch seekh sakti hain Madiha.. is kay ilawa help chahiye ho tu main hazir hoon....
              majmooi koshish buht achi hai ....kalaam bhi buht acha hai ...:phool:
              Walekum Assalam,thanx Rida koi problem hui tu zaroor pochongi :)

              Comment


              • #8
                Re: Mohsin Naqvi

                Apni mashaq ko jari rakhein - inshaAllah bohat jald improve karein gi - nice start :)
                tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                Comment


                • #9
                  Re: Mohsin Naqvi

                  Originally posted by Masood
                  Apni mashaq ko jari rakhein - inshaAllah bohat jald improve karein gi - nice start :)
                  Jari tu rakhi hui hain janab lekin jaldi se PM khul jaye tu jo choti choti problems hoti hain wo mein PM se poch sakti hon ..janey kab 101 posts hongi

                  Comment


                  • #10
                    Re: Mohsin Naqvi

                    Originally posted by Madihak
                    Jari tu rakhi hui hain janab lekin jaldi se PM khul jaye tu jo choti choti problems hoti hain wo mein PM se poch sakti hon ..janey kab 101 posts hongi
                    Ji ji aur ab to siraf 9 posts aap ki baqi rah gaee hain :p
                    tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                    tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                    Comment


                    • #11
                      Re: Mohsin Naqvi

                      Originally posted by Masood
                      Ji ji aur ab to siraf 9 posts aap ki baqi rah gaee hain :p
                      hmmmz wese mein ne ye masla perha tha pehle tu mujhe bhi ajeeb lagta tha 101 posts ka but ab lagta hai k ye restriction bohut hi achi hai khaas ker larkiyun k liye :)

                      Comment


                      • #12
                        Re: Mohsin Naqvi

                        Originally posted by Madihak
                        hmmmz wese mein ne ye masla perha tha pehle tu mujhe bhi ajeeb lagta tha 101 posts ka but ab lagta hai k ye restriction bohut hi achi hai khaas ker larkiyun k liye :)
                        Madihak ham ney koi bhi aisa kaam nahin kiya jis mein hamarey members khush na hon - aur everything to keep our members protected :)
                        tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                        tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                        Comment


                        • #13
                          Re: Mohsin Naqvi

                          Originally posted by Yaaram
                          Achi designing hay Madiha lekan abhi bohat gunjayish hay :) Text Effect bohat khurdra hay is ko mazeed soft karne ki koshish karein :) Image aur text ki colour combination dhayan se rakha karien :) Keep trying InshAllah mazeed behter ho jaye ga :)
                          Yaaram bhai text khurdra kese khatam hota hai

                          Comment


                          • #14
                            Re: Mohsin Naqvi

                            App ki first try hai us lehaz say kafi achi koshish hai ...........per text need more attention ...................u have to be careful with the text that how u save it and how u paste it on the image.......... time kay saath inshAllah kaam main nikhar a jaye ga mehnat sharat hai :)
                            Mainda Ziker Vi Tu'n, Mainda Fiker Vi Tu'n
                            Mainda Zoaq Vi Tu'n, Vajdaan Vi Tu'n
                            Mainda Aval, Akhir, Ander, Bahir
                            Zahir Tey Pinha'an Vi Tu'n
                            Mainda Bakht Tey, Naam Nishan Vi Tu'n

                            Comment


                            • #15
                              Re: Mohsin Naqvi

                              Originally posted by D_I_L
                              App ki first try hai us lehaz say kafi achi koshish hai ...........per text need more attention ...................u have to be careful with the text that how u save it and how u paste it on the image.......... time kay saath inshAllah kaam main nikhar a jaye ga mehnat sharat hai :)
                              Mehnat ki hai jabhi yahan tak pohanchi hon :salam:

                              Comment

                              Working...
                              X