Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

**Shikwa** By Allama Iqbal

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #76
    Re: **Shikwa** By Allama Iqbal

    Masood bhai se request hai k is ko check kar len k koi bhi image nahin khul raha? kaya wajah hai?


    Comment


    • #77
      Re: **Shikwa** By Allama Iqbal

      Originally posted by shakeeel View Post
      Salam to all friends. Allama iqbal ki mashoor nazam "Shikwa" pesh kar raha hun, apni aar'a se zaroor nawazen. thanks
      Nice work brother :rose,
      aik misray ki taseh chahta hoon, aap nay likha hai
      Jur'rat Aamoz Teri taab-e-sukhan hai mujh ko, kia yahan teri he hai matlab meri nahee, jaisay mery signature main hai :mm:
      That's Enough...!!

      Comment


      • #78
        Re: **Shikwa** By Allama Iqbal

        Originally posted by ScorpioN_RulzZ View Post
        Nice work brother :rose,
        aik misray ki taseh chahta hoon, aap nay likha hai
        Jur'rat Aamoz Teri taab-e-sukhan hai mujh ko, kia yahan teri he hai matlab meri nahee, jaisay mery signature main hai :mm:
        Aap ka bohat shukria bhai,
        aap ka pegham dekh kar mein ne complete "Bange-dra" download ki aur aap ne theek hi kaha, yeh Lafz "MERI" hi hai.

        bange-dra ka yeh page bhi attach kar raha hun. aur drustagi bhi kar di hai.

        mein ne jab yeh nazam compose ki thi, us waqt mein ne jis page se us ko liya tha wo bhi attached hai.

        mein teh dil se aap ka mashkoor hun.
        Allah aap ko khush rakhen.
        Attached Files
        Last edited by shakeeel; 13 January 2007, 22:17.


        Comment


        • #79
          Re: **Shikwa** By Allama Iqbal

          Originally posted by shakeeel View Post
          Aap ka bohat shukria bhai,
          aap ka pegham dekh kar mein ne complete "Bange-dra" download ki aur aap ne theek hi kaha, yeh Lafz "MERI" hi hai.

          bange-dra ka yeh page bhi attach kar raha hun. aur drustagi bhi kar di hai.

          mein ne jab yeh nazam compose ki thi, us waqt mein ne jis page se us ko liya tha wo bhi attached hai.

          mein teh dil se aap ka mashkoor hun.
          Allah aap ko khush rakhen.
          Dar'asl maiN nay bhi kafi arsa pehla yeh nazam paRhee thee, is leay mujhay bhi shak horhaa thaa, bahar'haal aap ka az'had shukria kay aap nay waqt nikaal kar islaah ki, Thanks again :rose
          That's Enough...!!

          Comment


          • #80
            Re: **Shikwa** By Allama Iqbal

            very nice
            zabardast
            sigpic

            Comment


            • #81
              Re: **Shikwa** By Allama Iqbal

              dear Shakeel
              i want pictures of shikwa & Jawab-e-Shikwa to save it in my PC.Kindly allow me, tips.
              Thanks

              Comment


              • #82
                Re: **Shikwa** By Allama Iqbal

                dear Shakeel
                i want pictures of shikwa & Jawab-e-Shikwa to save it in my PC.Kindly allow me, tips.
                Thanks
                Javed Ahmed (urdu lover, especially Allama Iqbal)

                Comment

                Working...
                X