Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

**Shikwa** By Allama Iqbal

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: **Shikwa** By Allama Iqbal

    Mashallah Bohth Khoob thanks for shairing...
    YOUR SIGNATURE HAS BEEN DELETED BY THE ADMIN.

    Comment


    • #17
      Re: **Shikwa** By Allama Iqbal

      aslam o alikum shakeel bhai....buhat khoob aap kee jitnee tareef kee jay kam hay...ALLAH aap ko es ka ajer dy amen
      aur jawab shikwa ka b waite rahy ga....inshaALLAH
      main yeh thread iqbal section main copy kre raha hun

      Comment


      • #18
        Re: **Shikwa** By Allama Iqbal

        MASHALAAH, itne lambi poetry ko bahut hi khoobsoorat tareekay se visualized kya gaya hai, harr image ek different look de raha hai aur bahut hi bhalla lagg raha hai, jitni tareef ki jaye kamm hai, overall qable tehseen kaam kya hai shakeel bhai
        Dheeray Dheeray Machal Aye Dill-e-Beqarar

        Comment


        • #19
          Re: **Shikwa** By Allama Iqbal

          ShakeeL bhai superb :clap:......Designing bohat kamal ki hay...Bohat mehnat ki hay :) mashAllah :) parh kar dil bagh bagh ho gaya :) Bohat Aaala paya ka kaam kya hay :) bohat khooB :)
          Shukrya :rose
          Allah

          Comment


          • #20
            Re: **Shikwa** By Allama Iqbal

            Mashallah shakeel ji bohot hi superb designing ki hai .......no doubt, simply wonderful........:clap: :clap: :clap:
            sigpic


            Comment


            • #21
              Re: **Shikwa** By Allama Iqbal

              Buhut khoob ................ Allam Iqbal ka kalam to apna maqam aap rakhta hai magar aap ne buhut khoobsurat andaz mei compose kiya hai .........
              sigpic

              Comment


              • #22
                Re: **Shikwa** By Allama Iqbal

                bohat hi khoob surat jitni bhi tareef ki jay kam hy ab mujhy intizaar rahy ga jawab e shikwa ka great work bhai..
                ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

                Comment


                • #23
                  Re: **Shikwa** By Allama Iqbal

                  Excellent composing ...

                  Allama Iqbal ka shikwa aur jawab-e-shikwa ney mujhey bohat kuchh seekhaya hai aur mujhey jab likhney ka shoq pedah huwa to inhi nazmon ko parh ker huwa, yeh woh batein hain jo ham musalmano ko har dor mein tarpati hain... lekin afsos ko is per gehraii ki soch nahin rakhta....

                  Balkeh kuchh log issey siraf BAANGEIN kehtey hain...
                  tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                  tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                  Comment


                  • #24
                    Re: **Shikwa** By Allama Iqbal

                    wah... ap ney to kamal kr dia.. really its great
                    Life is more strict than a teacher
                    A teacher teaches a lesson
                    and takes an exam.
                    But life takes an exam
                    and then teaches a lesson

                    Comment


                    • #25
                      Re: **Shikwa** By Allama Iqbal

                      Adaab!!!
                      Wow Shakeel Bhai its really wonderfull , bohat khoobsoorty se aap ney Allama iqbal k kalam ko compose kiya hai its really superb :thmbup: :thmbup:
                      sigpic

                      Comment


                      • #26
                        Re: **Shikwa** By Allama Iqbal

                        kafi mehnat ki hai aap nay weldone :salam: :thmbup:
                        اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                        اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                        Comment


                        • #27
                          Re: **Shikwa** By Allama Iqbal

                          Originally posted by Lexicon View Post
                          Mashallah Bohth Khoob thanks for shairing...
                          Thanks :salam:


                          Comment


                          • #28
                            Re: **Shikwa** By Allama Iqbal

                            Originally posted by Khalil View Post
                            aslam o alikum shakeel bhai....buhat khoob aap kee jitnee tareef kee jay kam hay...ALLAH aap ko es ka ajer dy amen
                            aur jawab shikwa ka b waite rahy ga....inshaALLAH
                            main yeh thread iqbal section main copy kre raha hun
                            thanks khalil bhai, insha-allah aaj jawab-shikwa bhi post kar dun ga.


                            Comment


                            • #29
                              Re: **Shikwa** By Allama Iqbal

                              Originally posted by jugnoo217 View Post
                              MASHALAAH, itne lambi poetry ko bahut hi khoobsoorat tareekay se visualized kya gaya hai, harr image ek different look de raha hai aur bahut hi bhalla lagg raha hai, jitni tareef ki jaye kamm hai, overall qable tehseen kaam kya hai shakeel bhai
                              Aap ka bohat shukria........


                              Comment


                              • #30
                                Re: **Shikwa** By Allama Iqbal

                                Originally posted by Yaaram View Post
                                ShakeeL bhai superb :clap:......Designing bohat kamal ki hay...Bohat mehnat ki hay :) mashAllah :) parh kar dil bagh bagh ho gaya :) Bohat Aaala paya ka kaam kya hay :) bohat khooB :)
                                Shukrya :rose
                                Aap ka bohat shukria Yaaram :)


                                Comment

                                Working...
                                X