Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Wo Tera Ghum Tha

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Wo Tera Ghum Tha

    Asslam_O_AlikuM WR WB

    Aik Aur Khubsuart sa shair aap ki nazar

    FeaamnAllah
    Attached Files
    Meri Taqdeer Main Likha Tha Khuda Ny Aik Din
    Tu Jisay Cha-hyga Wo Shaks Paraya Ho Ga

  • #2
    Re: Wo Tera Ghum Tha

    Assalaam-0-Alaikom:rose

    buht khoob ..shair bhi buht acha hai
    "rula" daitay main "wow" nahin aata
    For New Designers
    وَ بَارِکْ لِيْ فِيْمَا أَعْطَيْتَ

    Comment

    • #3
      Re: Wo Tera Ghum Tha

      welldone BP
      (Aap black and white hi kayun banate ho?)
      Attached Files

      Comment

      • #4
        Re: Wo Tera Ghum Tha

        Originally posted by Rida
        Assalaam-0-Alaikom:rose

        buht khoob ..shair bhi buht acha hai
        "rula" daitay main "wow" nahin aata
        Asslam_O_Alikum WR WB

        Phir kya ata hay Teacher :kr::kr:

        FeaamnAllah :lpop::lpop:
        Meri Taqdeer Main Likha Tha Khuda Ny Aik Din
        Tu Jisay Cha-hyga Wo Shaks Paraya Ho Ga

        Comment

        • #5
          Re: Wo Tera Ghum Tha

          Originally posted by shakeeel
          welldone BP
          (Aap black and white hi kayun banate ho?)

          Assalm_O_Alikum WR WB

          Bhot shukriya

          Shakeel ! main sacha insaan hu .. main jo khata hu sach khata hu chay wo jitni takleef dey baat ho .aur bari si bari baat ho ..

          Main jhoot bol hi nahi sakta hu ...

          Jis ki zindagee main aik rang bhi na ho .. wo kuo mhaaz jhoot ky sharay rango say khily ?

          Tum nahi samjho gy abhi bachay ho :tasali:

          FeaamnAllah :lpop::lpop:
          Meri Taqdeer Main Likha Tha Khuda Ny Aik Din
          Tu Jisay Cha-hyga Wo Shaks Paraya Ho Ga

          Comment

          • #6
            Re: Wo Tera Ghum Tha

            mmm nice one .... poetry buht achii hai aik dam :thmbup: likin image kuch khaas nahi hai :eye:
            u can't gain RESPECT by choice nor by requesting it... it is earned through your words & actions."

            :pr:

            Comment

            • #7
              Re: Wo Tera Ghum Tha

              Originally posted by Hala
              mmm nice one .... poetry buht achii hai aik dam :thmbup: likin image kuch khaas nahi hai :eye:

              Assalm_O_Alikum WR WB

              Ahim ahim ! :D

              FeaamnAllah :lpop::lpop:
              Meri Taqdeer Main Likha Tha Khuda Ny Aik Din
              Tu Jisay Cha-hyga Wo Shaks Paraya Ho Ga

              Comment

              • #8
                Re: Wo Tera Ghum Tha

                Originally posted by Bheegi-Palkain
                Assalm_O_Alikum WR WB

                Bhot shukriya

                Shakeel ! main sacha insaan hu .. main jo khata hu sach khata hu chay wo jitni takleef dey baat ho .aur bari si bari baat ho ..

                Main jhoot bol hi nahi sakta hu ...

                Jis ki zindagee main aik rang bhi na ho .. wo kuo mhaaz jhoot ky sharay rango say khily ?

                Tum nahi samjho gy abhi bachay ho :tasali:

                FeaamnAllah :lpop::lpop:
                zidagi ek bohat khoosurat chhez hai, ALLAH ki nehmat, is mein rang hi rang hain. yeh insan ki apni soch hai k us ko kuch rang nazar aaney band ho jatey hain. aap ke ehsasat ko mein samjhta hun, kuch din pehle aap ne kuch post kiys tha phir delete kar diya, us se bohat kuch samjhne ko mila.
                kher ab itna bacha bhi nahin hun ...k ab to mera bacha "bhi achi khasi postings kar raha hai".....aap se ek shkwa zaroor hai k aap ne mere pm ka jawab nahin diya?

                Comment

                • #9

                  Assalam_O_Alikum WR WB

                  Khair ! ya to mujhy nahi pata ya aap ya kha lijya kay mujhy zindagee nay ab tak koi rang nahi dekhya hay mumkin hay aap ki zindagee rangeen ho Allah Pak salmat bhi rakhy Ameen ... haan may nay aik post ki thi wo bass pagal hy na kar di thi aur mai nay aap kay comments bhi parhay thay ... per mey ney us kay aglay din hi delete kar di thi khud hi ... aur Bhot hsukrya aap nay us pal mistakes nahi nikali thi ...

                  Mashalah aap ka bayta bhi post karta hy yha per kon hy kya nik hay ? aur baat rahi PM kay jawab ki aap ka shikwa na jayz hay .. balkay ya shikwa to mujhy karna chiya mai nay aap ko 3 times PM kya per aap nay reply nahi diya ... albta mai nay aap ko reply usi din dey diya tha .. shayd aap ki nazar say na guzara ho .

                  khair main abhi dubra deyta hu :)

                  FeaamnAllah
                  Meri Taqdeer Main Likha Tha Khuda Ny Aik Din
                  Tu Jisay Cha-hyga Wo Shaks Paraya Ho Ga

                  Comment

                  • #10

                    • #11
                      Re: Wo Tera Ghum Tha

                      Bhoat acha sher hai Lekin"ROLA":cc:

                      Comment

                      • #12
                        Re: Wo Tera Ghum Tha

                        Asslam_O_Alikum WR WB

                        lolzzz .. thx Nav

                        FeaamnAllah
                        Meri Taqdeer Main Likha Tha Khuda Ny Aik Din
                        Tu Jisay Cha-hyga Wo Shaks Paraya Ho Ga

                        Comment

                        • #13
                          Re: Wo Tera Ghum Tha

                          nice shair BP

                          Never trust blindly!!!!

                          _______________________________

                          _____________________________________________

                          Comment

                          • #14
                            Re: Wo Tera Ghum Tha

                            Asslam_O_Alikum WR WB

                            Thx Khushi

                            FeaamnAllah
                            Meri Taqdeer Main Likha Tha Khuda Ny Aik Din
                            Tu Jisay Cha-hyga Wo Shaks Paraya Ho Ga

                            Comment

                            Working...
                            X