:)
Announcement
Collapse
No announcement yet.
Unconfigured Ad Widget
Collapse
Barham
Collapse
X
-
Re: Barham
Assalaam-0-Alikom:rose
hhmm
tu yeh bhi kon si achi baat hai bhala:mm:
-
-
Re: Barham
Rida behna jo ghar jalna ho woh jal jata hai, kabhi dhoop mein aur kabhi chhaoun mein - siraf aik chingari ki zaroorat hoti hai, shola khud ba khud ban jata hai :). Aap ney tv mein kabhi dekha ho ga keh jungle ko aik dam sey aag lag jati hai - yeh qudrat key kaam hotey hain... bas aisey hi jab jis ney jalna hai jal jana hai :)tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujheytumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey
Comment
-
Re: Barham
Originally posted by MasoodRida behna jo ghar jalna ho woh jal jata hai, kabhi dhoop mein aur kabhi chhaoun mein - siraf aik chingari ki zaroorat hoti hai, shola khud ba khud ban jata hai :). Aap ney tv mein kabhi dekha ho ga keh jungle ko aik dam sey aag lag jati hai - yeh qudrat key kaam hotey hain... bas aisey hi jab jis ney jalna hai jal jana hai :)
waqai kuch laog hotay hain aaisay jo apnay hathoon say apna ghar jala daitay hain.....u r abs Right.....i feel sorry for them
Comment
Comment