Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Ik Khushboo Dil Me Basai Hai

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Ik Khushboo Dil Me Basai Hai

    asslamoalikum

    pata hai muje phir mera text theek nae hai
    Attached Files
    Last edited by saraah; 7 May 2009, 04:49.
    شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

  • #2
    Re: Ik Khushboo Dil Me Basai Hai

    acha banaya hai aap ne
    Text ko thora tight kar diya hai


    Comment


    • #3
      Re: Ik Khushboo Dil Me Basai Hai

      frame aur image aur shair buht khobsorat
      For New Designers
      وَ بَارِکْ لِيْ فِيْمَا أَعْطَيْتَ

      Comment


      • #4
        Re: Ik Khushboo Dil Me Basai Hai

        Originally posted by shakeeel View Post
        acha banaya hai aap ne
        Text ko thora tight kar diya hai
        tight ...?
        matlab tranform theek se nae kiya :mm:

        what abt colour....image pe colour uth raha hai...matlab jach raha hai font solour???

        Originally posted by *Rida* View Post
        frame aur image aur shair buht khobsorat

        adaab
        شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

        Comment


        • #5
          Re: Ik Khushboo Dil Me Basai Hai

          Originally posted by saraah View Post
          asslamoalikum

          pata hai muje phir mera text theek nae hai

          acha kaam hai Saraah aap ka
          magar improvement ki gunjaesh kafi hai
          aap better kar sakti hein :) :insha:

          Tight ka mtalba shakeel bahi k i think yeh hai k

          aap nay tetx ko resize kiya hai ..
          anyway aisa mujhay b laga ..
          k aap nay text ko jab resize kiya na ti wo kuxh streched hai .

          main point tu yeh hai k
          improve kia ja sakta hai

          gradually hee kam progress ki tarf jata hai na
          so keep it up my dear :)

          Comment


          • #6
            Re: Ik Khushboo Dil Me Basai Hai

            ahem ahem :$
            bajii :$ :$


            shair kamal ka hai..des bhi acha kia hai :blush:

            Comment


            • #7
              Re: Ik Khushboo Dil Me Basai Hai

              JEE TIGHT KA MATLAB HAI K TEXT KI WIDTH KAM HO GAI HAI
              JAB AAP TEXT KA BOX RESIZE KAREIN TO "SHIFT" KEY PRESS KAR LIYA KAREIN IS SE TEXT STREACH YA TIGHT NAHIN HO GA

              BORDER COLOUR KE LIHAZ SE TEXT COLOUR SAHI HAI. LEKIN AAP NE SHADING LIGHT KI HAI , AGAR SHADING DARK HO TO TEXT AUR BHI WAZEH HO JAYE GA.

              EK AUR TIP : K JAB AAP EPS FILE PHOTOSHOP MEIN OPEN KARIEN TO RESOLUTION 300 RAKEIN, AUR TEXT KO IMAGE PAR DRAG KARNEY KE BAAD "Ctrl+T" SE SELECT KAR KE BOX KO IMAGE KE MUTABIQ RESIZE KAR LEIN. AUR RESIZE KARTEY WAQT SHIFT KEY KO PRESS KIYE RAKHIEN.

              MEIN PS MEIN ZAYADA EXPERT TO NAHIN HUN PHIR BHI UMMID HAI K AAP KO IMPROVE KARNEY MEIN YEH TIPS MADAD DEIN GI

              KHUSH RAHIYE HAMESHA.


              Comment


              • #8
                Re: Ik Khushboo Dil Me Basai Hai

                Originally posted by Gul View Post
                acha kaam hai Saraah aap ka
                magar improvement ki gunjaesh kafi hai
                aap better kar sakti hein :) :insha:

                Tight ka mtalba shakeel bahi k i think yeh hai k

                aap nay tetx ko resize kiya hai ..
                anyway aisa mujhay b laga ..
                k aap nay text ko jab resize kiya na ti wo kuxh streched hai .

                main point tu yeh hai k
                improve kia ja sakta hai

                gradually hee kam progress ki tarf jata hai na
                so keep it up my dear :)
                THANKS ALOT FOR UR ENCOURAGEMENT :ANYWORD8

                Originally posted by *khushi* View Post
                ahem ahem :$
                bajii :$ :$

                shair kamal ka hai..des bhi acha kia hai :blush:
                ACHAA :eye:

                Originally posted by shakeeel View Post
                JEE TIGHT KA MATLAB HAI K TEXT KI WIDTH KAM HO GAI HAI
                JAB AAP TEXT KA BOX RESIZE KAREIN TO "SHIFT" KEY PRESS KAR LIYA KAREIN IS SE TEXT STREACH YA TIGHT NAHIN HO GA

                BORDER COLOUR KE LIHAZ SE TEXT COLOUR SAHI HAI. LEKIN AAP NE SHADING LIGHT KI HAI , AGAR SHADING DARK HO TO TEXT AUR BHI WAZEH HO JAYE GA.

                EK AUR TIP : K JAB AAP EPS FILE PHOTOSHOP MEIN OPEN KARIEN TO RESOLUTION 300 RAKEIN, AUR TEXT KO IMAGE PAR DRAG KARNEY KE BAAD "Ctrl+T" SE SELECT KAR KE BOX KO IMAGE KE MUTABIQ RESIZE KAR LEIN. AUR RESIZE KARTEY WAQT SHIFT KEY KO PRESS KIYE RAKHIEN.

                MEIN PS MEIN ZAYADA EXPERT TO NAHIN HUN PHIR BHI UMMID HAI K AAP KO IMPROVE KARNEY MEIN YEH TIPS MADAD DEIN GI

                KHUSH RAHIYE HAMESHA.

                AAPKI TIPS KA BOHAT SHUKRIA
                AAP NE PEHLAY B 300 RES KA KAHA THAA BUT USS SE PHOTOSHOP BOHAT HEAVY HOJATA HAI AKSAR NAE OPEN HOPTI WO FILE TOU ME 200 YA 100 RAKH LETI HOON...
                aur me ''alt' PRESS KR K RESISE KRTI HOON ''FREE TRANSFORM'' KRTI HOON..IS IT OK?
                شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

                Comment


                • #9
                  Re: Ik Khushboo Dil Me Basai Hai

                  w.salam
                  buht khubsurat..
                  u can't gain RESPECT by choice nor by requesting it... it is earned through your words & actions."

                  :pr:

                  Comment


                  • #10
                    Re: Ik Khushboo Dil Me Basai Hai

                    good work saraah
                    sigpic

                    Comment

                    Working...
                    X