Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

nasha

Collapse
This topic is closed.
X
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • nasha

    outstanding sher by faraz.................



    EDIT BY ADMIN:

    Shair ghalt shaair sey mansoob honey ki bina per delete kiya jata hai
    Last edited by Admin; 23 April 2009, 11:14.

  • #2
    Re: nasha

    mujh ko yeh sher "faraz" ka nahin lagta, plz har sher ko faraz ke naam mansoob matt kijiye


    Comment


    • #3
      Re: nasha

      pa ji faraz ka hai..............agar kahen to refernce de doon......pyarey bhai abhi to mein ne or bhi faraz k sher design kar k upload karne hain.....:D:

      Comment


      • #4
        Re: nasha

        Originally posted by TANVEER-AHMAD View Post
        pa ji faraz ka hai..............agar kahen to refernce de doon......pyarey bhai abhi to mein ne or bhi faraz k sher design kar k upload karne hain.....:D:
        jee aap reference dijiye, hum bhi to dekhien?


        Comment


        • #5
          Re: nasha

          nice work...........
          u can't gain RESPECT by choice nor by requesting it... it is earned through your words & actions."

          :pr:

          Comment


          • #6
            Re: nasha

            Yeh shair Faraz ka nahin hai!

            Aap key paas aik week hai, aik week mein saboot pesh kijiyey keh Faraz ki kis kitab mein yeh shair likha huwa. Aik week baad is thread ko remove kar diya jaey ga.
            Last edited by Admin; 21 April 2009, 11:54.
            مجھے تلاش نہ کر ذوقِ بیخودی سجود
            نظر کی چند شعاعوں میں گھر گیا ہوں میں

            Comment


            • #7
              Re: nasha

              shaira sobia siddiqui......kitab mera intikhab.........page no.21.........agar na ho to aap is thread ko remove karne k haqdar hain

              Comment


              • #8
                Re: nasha

                Originally posted by TANVEER-AHMAD View Post
                shaira sobia siddiqui......kitab mera intikhab.........page no.21.........agar na ho to aap is thread ko remove karne k haqdar hain
                to aap ka matlab hai ke yeh sher "sobia siddiqui" ka hai?


                Comment


                • #9
                  Re: nasha

                  o bijjuuu...........:lahoul lagta hai aap ne kabhi kisi bhi shair ka majmua e kalam nahi parha....................... us ki kitab mera intikhab hai jis mein us ne mukhtalif shairon ke ashaar or ghazlon ko apne majmoe ke sath likha hai............market mein jao or kitab hasil ker k dekh lo

                  Comment


                  • #10
                    Re: nasha

                    Originally posted by TANVEER-AHMAD View Post
                    o bijjuuu...........:lahoul lagta hai aap ne kabhi kisi bhi shair ka majmua e kalam nahi parha....................... us ki kitab mera intikhab hai jis mein us ne mukhtalif shairon ke ashaar or ghazlon ko apne majmoe ke sath likha hai............market mein jao or kitab hasil ker k dekh lo
                    mein ne shayed aap se zayada hi poetry parhi ho gi,

                    kaya aap ko baat karney ki tameez nahin hai? baat aap poetry ki kar rahe hain lekin aap to "ikhlaq" ki abcd se bhi waqif nahin lagtey.

                    mind your language next time.

                    this is FIRST warning


                    Comment


                    • #11
                      Re: nasha

                      Originally posted by TANVEER-AHMAD View Post
                      o bijjuuu...........:lahoul lagta hai aap ne kabhi kisi bhi shair ka majmua e kalam nahi parha....................... us ki kitab mera intikhab hai jis mein us ne mukhtalif shairon ke ashaar or ghazlon ko apne majmoe ke sath likha hai............market mein jao or kitab hasil ker k dekh lo

                      Insaan ki aqal aur bsarat uski zuban key peechhey hoti hai. Lagta hai keh aap ko kisi ney tehzeeb nahin sikhaii. Jab bhi zuban kholein pehley uska ehtesab kar liya karein keh aap key farmaney jaa rahey hain! Main is qisam ki zuban ko Pegham per bilkul allow nahin kar sakta!

                      Doosri baat yeh hai keh Pakistan mein taleem ka aur kitabon ka jo meyar hai woh bhi main janta hoon. Merey paas bhi aik kuchh kitabein hain jis mein Faiz ka shair Mohsin Naqvi key naam sey aur Faraz ka shair kisi doosrey key naam sey chhapa geya hai.

                      Magar meri aur Shakeel bhaii ki shairi key muamley mein itni qabliyat zaroor hai keh ham judge kar sakein keh yeh shair Faraz ka nahin!

                      Is thread mein post kardah shair delete kiya jaa raha hai. Aaindah agar aap ney Pegham per koi shair design kar key post karna hai to woh drust hona chahiyey - warna your threads will be deleted.
                      مجھے تلاش نہ کر ذوقِ بیخودی سجود
                      نظر کی چند شعاعوں میں گھر گیا ہوں میں

                      Comment

                      Working...
                      X