Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

haal e dil

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • haal e dil

    :khi: :khi:
    Attached Files

  • #2
    Re: haal e dil

    designing mein border and bg bohat acha
    lekin text ko itna upper adjust kar ke neeche itni space chhor di hai tou kuch uljhan si ho rahi hai dekh kar.
    wording achi hai.

    aaj bhi kuch loog hai jo dusrey insaan ki baat suntey hai , ehsaas kartey hai aur help bhi kartey hai.
    tou dil chhota nahi karna hai
    aap ke aas paas bhi aise loog zaroor honge
    lekin dil ki baat hamesha dil se hi karo
    because kal ka nahi patta hota hai
    ho sakta hai jo aaj dost hai kal na rahe
    phir....
    :rose Refreshing_breeze :rose

    Comment

    • #3
      Re: haal e dil

      Originally posted by refreshing_breeze View Post

      thanks nichy es liy jaga choari hay k aap kahen k kiun chori hain:khi:
      khair nichay ka jo manzar hay wo ghaib hu jana tha aur jo main dekhana chahta tha wo na dikha ja sakta tha.....

      bakee jo ap ny likha hay es per ghooor kar raha hundekhain kia natija niklta hay

      Comment

      • #4
        Re: haal e dil

        Originally posted by Khalil View Post

        ghooor kar rahe hai ya drama kar rahe hai ?
        agar text ko kissi aur tarekey se adjust kartey tou manzir bhi nazar aana tha aur khali bhi nahi rehna tha
        ab mere paas time nahi hai warna kar ke dikha deti.
        kya samjhe ?
        :rose Refreshing_breeze :rose

        Comment

        • #5
          Re: haal e dil

          boht umdah bro nice work
          designing mein border and bg bohat acha
          lekin text ko itna upper adjust kar ke neeche itni space chhor di hai tou kuch uljhan si ho rahi hai dekh kar.
          wording achi hai.

          aaj bhi kuch loog hai jo dusrey insaan ki baat suntey hai , ehsaas kartey hai aur help bhi kartey hai.
          tou dil chhota nahi karna hai
          aap ke aas paas bhi aise loog zaroor honge
          lekin dil ki baat hamesha dil se hi karo
          because kal ka nahi patta hota hai
          ho sakta hai jo aaj dost hai kal na rahe
          phir....

          well said ...

          Comment

          • #6
            Re: haal e dil

            Originally posted by refreshing_breeze View Post
            ghooor kar rahe hai ya drama kar rahe hai ?
            agar text ko kissi aur tarekey se adjust kartey tou manzir bhi nazar aana tha aur khali bhi nahi rehna tha
            ab mere paas time nahi hai warna kar ke dikha deti.
            kya samjhe ?
            acha main ghoor abi tak kar raha hun

            aur ab to yeh design kerna hee pary ga....werna......................

            kia samjy

            Comment

            • #7
              Re: haal e dil

              Originally posted by شاھین View Post
              boht umdah bro nice work

              well said ...[/b][/color]
              acha yaar jaisy ap kee marzii

              Comment

              • #8
                Re: haal e dil

                Originally posted by شاھین View Post
                boht umdah bro nice work

                well said ...[/b][/color]
                bohat umdah ke kuch lagtey thora sa kaam ko criticize bhi kiya karo usske mayaar ko barhaney ke liye.

                well said hai mein jaanti hoo.
                :rose Refreshing_breeze :rose

                Comment

                • #9
                  Re: haal e dil

                  Originally posted by Khalil View Post
                  acha main ghoor abi tak kar raha hun

                  aur ab to yeh design kerna hee pary ga....werna......................

                  kia samjy
                  jee jee ab ki baar samajh gayi hoo.
                  :rose Refreshing_breeze :rose

                  Comment

                  • #10
                    Re: haal e dil

                    Originally posted by refreshing_breeze View Post
                    bohat umdah ke kuch lagtey thora sa kaam ko criticize bhi kiya karo usske mayaar ko barhaney ke liye.

                    well said hai mein jaanti hoo.
                    shaheen bro ab ghusa na karna:khi:

                    Comment

                    • #11
                      Re: haal e dil

                      Originally posted by refreshing_breeze View Post
                      jee jee ab ki baar samajh gayi hoo.
                      chalin kal aap ka main yeh bana huwa dekhna chahta hun
                      samaj agai hay k nahi

                      Comment

                      • #12
                        Re: haal e dil

                        .................................................. ............................

                        • #13
                          Re: haal e dil

                          Nice Sharing

                          Comment

                          • #14
                            Re: haal e dil

                            Originally posted by Khalil View Post
                            chalin kal aap ka main yeh bana huwa dekhna chahta hun
                            samaj agai hay k nahi
                            nahi bilkul nahi
                            mere paas time nahi hai.
                            aur shaheen ghussa nahi karey ga
                            woh ek bilkul cool nature ka member hai meri tarha.
                            aur phir baat meine bohat pattey ki ki hai.
                            kya samjhe ?
                            :rose Refreshing_breeze :rose

                            Comment

                            • #15
                              Re: haal e dil

                              Originally posted by refreshing_breeze View Post
                              nahi bilkul nahi
                              mere paas time nahi hai.
                              aur shaheen ghussa nahi karey ga
                              woh ek bilkul cool nature ka member hai meri tarha.
                              aur phir baat meine bohat pattey ki ki hai.
                              kya samjhe ?
                              nahi mai bilkul ghusa nahi ho i m fine and
                              bus waisay hi Kuch likhna chaha phir chor diy :wk

                              Comment

                              Working...
                              X