Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Ha'dsa Aik Dam...!!

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Ha'dsa Aik Dam...!!

    shair nay humari un tamam batoN ka jawab do misroN maiN dia hai jis ka hul humain sujhai nahee daita to kehtay hain "yeh haadsa thaa"....!!
    Attached Files
    That's Enough...!!

  • #2
    Re: Ha'dsa Aik Dam...!!

    Bilkul drust 100% drust - hadisey aik dam nahin hotey....
    tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
    tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

    Comment


    • #3
      Re: Ha'dsa Aik Dam...!!

      nice, leken ye pus-manzarr kaha ka hai ? kon se hadse ka ?
      Dheeray Dheeray Machal Aye Dill-e-Beqarar

      Comment


      • #4
        Re: Ha'dsa Aik Dam...!!

        Sach ......... buhut acha shair background select kiya hai :rose
        sigpic

        Comment


        • #5
          Re: Ha'dsa Aik Dam...!!

          Originally posted by jugnoo217 View Post
          nice, leken ye pus-manzarr kaha ka hai ? kon se hadse ka ?

          I think Nov 2005 ke zalzaley ka jo pak mei aaya tha :(
          sigpic

          Comment


          • #6
            Re: Ha'dsa Aik Dam...!!

            Boht Aalaa
            sigpic

            Comment


            • #7
              Re: Ha'dsa Aik Dam...!!

              Originally posted by Sweet & Sour View Post
              I think Nov 2005 ke zalzaley ka jo pak mei aaya tha :(
              8 Oct 2005...
              For New Designers
              وَ بَارِکْ لِيْ فِيْمَا أَعْطَيْتَ

              Comment


              • #8
                Re: Ha'dsa Aik Dam...!!

                ahan very nice :rose .... wakaeey waqt ki panahon mein paltay hain haadsay aur minton mein sab tehas nehas ker daaltay hain
                sigpic

                Comment


                • #9
                  Re: Ha'dsa Aik Dam...!!

                  Originally posted by ScorpioN_RulzZ View Post
                  shair nay humari un tamam batoN ka jawab do misroN maiN dia hai jis ka hul humain sujhai nahee daita to kehtay hain "yeh haadsa thaa"....!!
                  buht acha image banaya hai
                  For New Designers
                  وَ بَارِکْ لِيْ فِيْمَا أَعْطَيْتَ

                  Comment


                  • #10
                    Re: Ha'dsa Aik Dam...!!

                    Originally posted by Rida View Post
                    buht acha image banaya hai
                    Rida aap apney font ka color koi aur nahin rakh saktin :(
                    tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                    tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                    Comment


                    • #11
                      Re: Ha'dsa Aik Dam...!!

                      very nice work scorpion ji......:)
                      sigpic


                      Comment


                      • #12
                        Re: Ha'dsa Aik Dam...!!

                        Bohat khub SK bohat umdah....

                        Comment


                        • #13
                          Re: Ha'dsa Aik Dam...!!

                          Originally posted by Sweet & Sour View Post
                          I think Nov 2005 ke zalzaley ka jo pak mei aaya tha :(
                          hmmmm, agar aisa hai tu phir ye shair aisay hadso k liye nahi hai,:cc:
                          Dheeray Dheeray Machal Aye Dill-e-Beqarar

                          Comment


                          • #14
                            Re: Ha'dsa Aik Dam...!!

                            Originally posted by jugnoo217 View Post
                            hmmmm, agar aisa hai tu phir ye shair aisay hadso k liye nahi hai,:cc:


                            wo kiu :hhh:
                            sigpic

                            Comment


                            • #15
                              Re: Ha'dsa Aik Dam...!!

                              Lekin jugnu isko is tarhaan bhi to lia jasakta hai ke....zameen ke ander ki harkat dheere dheere hoti rehti hai ....aur ham apne bachao ke liye aise mawaqon k liye kuch nahi kerte na ehli hoti hai kabhi kabhi Gov ki.....aur bohat se reasons ban jate hain....

                              to hadsa aik dam nahi hota

                              mana ke inhalaat ke liye sher nahi hai...iski logic alag hai

                              Comment

                              Working...
                              X