Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Alaag

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Alaag

    Assalam-o-ALikum!!!!:salam:

    Maina aik aur shair try kiya:wk ..........app sab meri galtiyon se mujhay agaha karen aur sath mai achi changes ka baray mai bhi batiya:phool: :rose :rose



  • #2
    Re: Alaag

    Salam :rose

    boaht achi try hai

    magar aap borders par tajwa do thori si

    baqi mare kial main sab theeeeeek hai :rose

    boaht acha hai

    2 kilo jalibian qaboooool karian
    Har-Fun-Moula

    Comment


    • #3
      Re: Alaag

      fari bohat acha banaya hay
      imla ki galtyan door karo :) gila aise nahi hota ......aakhir main alif aata hay
      baqi inpage main se jab le ke aati ho to Alignment ka khas khayal rakha karo :) baqi sab theek hay .....aur han borders ki taraf bh tawajo do :)
      Allah

      Comment


      • #4
        Re: Alaag

        Kaha tha kis ne ke ahd-e-wafa karo uss se
        jo yooN Kia hei to pHir kiyuN gila karo uss se

        Faraz tark-e-taulaq to kher Kia hoga
        yahi buhat hei ke kam kam mila karo uss se



        gila aise nahi hota ......aakhir main alif aata hay

        mere khayal mein gila alif se nahin hota, Fari ne theek likha hai....
        lekin "gila kesey nahin hai shayed, yeh is tarah se hai " Akailey pan ki azziyat ka ab gila kesa"
        Baharhaal koshish achi hai, keep it up


        Comment


        • #5
          Re: Alaag

          Assalam-0-Alaikom:rose

          Shakeel bhai nay bata diya hai :D
          main keh rahi thi keh .....inpage main justify alignment hoti hai....ashaar aur ghazal kay liye woh tareeqa zyada behter rehta hai :)
          text bilkul wazeh hai ...aur borders kay liye jo tum nay white main effect diya hai naa....mujhay buht acha laga....aur acha aur prominent lagta agar color kuch aur hota :D:
          For New Designers
          وَ بَارِکْ لِيْ فِيْمَا أَعْطَيْتَ

          Comment


          • #6
            Re: Alaag

            Originally posted by Hamsafar View Post
            Salam :rose

            boaht achi try hai

            magar aap borders par tajwa do thori si

            baqi mare kial main sab theeeeeek hai :rose

            boaht acha hai

            2 kilo jalibian qaboooool karian
            :salam: Thankyou jee hum border per gor kartay hai

            Originally posted by Yaaram View Post
            fari bohat acha banaya hay
            imla ki galtyan door karo :) gila aise nahi hota ......aakhir main alif aata hay
            baqi inpage main se jab le ke aati ho to Alignment ka khas khayal rakha karo :) baqi sab theek hay .....aur han borders ki taraf bh tawajo do :)

            :blush: thank you Yaaram bhai for guiding me:salam:

            Comment


            • #7
              Re: Alaag

              Nice work fari - bas in buzurgon (mujhey nikaal ker) ki baton per amal karti jao master ban jao gi :)
              tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
              tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

              Comment


              • #8
                Re: Alaag

                Fari jee aap ne gila theeeek likha hai never cahnge:rose
                Har-Fun-Moula

                Comment


                • #9
                  Re: Alaag

                  Originally posted by shakeeel View Post
                  Kaha tha kis ne ke ahd-e-wafa karo uss se
                  jo yooN Kia hei to pHir kiyuN gila karo uss se
                  Faraz tark-e-taulaq to kher Kia hoga
                  yahi buhat hei ke kam kam mila karo uss se




                  mere khayal mein gila alif se nahin hota, Fari ne theek likha hai....
                  lekin "gila kesey nahin hai shayed, yeh is tarah se hai " Akailey pan ki azziyat ka ab gila kesa"
                  Baharhaal koshish achi hai, keep it up

                  :salam: app ki batai hoi galti abb durust karti hon Thankyou:phool:

                  Originally posted by Rida View Post
                  Assalam-0-Alaikom:rose

                  Shakeel bhai nay bata diya hai :D
                  main keh rahi thi keh .....inpage main justify alignment hoti hai....ashaar aur ghazal kay liye woh tareeqa zyada behter rehta hai :)
                  text bilkul wazeh hai ...aur borders kay liye jo tum nay white main effect diya hai naa....mujhay buht acha laga....aur acha aur prominent lagta agar color kuch aur hota :D:
                  :rose shukriya Rida apni rayi dena ka........I will try it to make it better:rose :wk

                  Comment


                  • #10
                    Re: Alaag

                    Originally posted by Masood View Post
                    Nice work fari - bas in buzurgon (mujhey nikaal ker) ki baton per amal karti jao master ban jao gi :)
                    Sarhanay ka liya shukriya Uncle:salam: :wk app buzurg nahi hosaktay app tu buzurgo kay bhi buzurg hain:kr: :kr:

                    Comment


                    • #11
                      Re: Alaag

                      bohot hi ache designing lage.....rida ne jaise bataya ke justify ailment use karo....ye border acha lag raha hai....pegham.com thoora mit gaya hai....lastly fari nahi likha tum ne image me.....:phool:
                      sigpic


                      Comment


                      • #12
                        Re: Alaag

                        maina app logo ki suggestion ka baad dobara banaya .........zara check karen:salam:
                        Attached Files

                        Comment


                        • #13
                          Re: Alaag

                          Originally posted by fari View Post
                          maina app logo ki suggestion ka baad dobara banaya .........zara check karen:salam:
                          ahan thts nice na chanda:hug:shakeel bhai ney sahi kaha k gila word sahi likha hay aap ney :)
                          sigpic

                          Comment


                          • #14
                            Re: Alaag

                            Originally posted by Eshaa_wellwisher View Post
                            ahan thts nice na chanda:hug:shakeel bhai ney sahi kaha k gila word sahi likha hay aap ney :)

                            :hug:Thank you de ......:phool:

                            Comment


                            • #15
                              Re: Alaag

                              nice attempt, hope to see more with improvement, it comes by going further :)
                              Dheeray Dheeray Machal Aye Dill-e-Beqarar

                              Comment

                              Working...
                              X