Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Aik Misraa

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Aik Misraa

    Madam Noor Jehan ki film Khaandan (1942) mein aik geet tha uska aik misraa bohat pyara hai....
    Attached Files
    tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
    tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

  • #2
    Re: Aik Misraa

    bohut khub ........ :)
    Mainda Ziker Vi Tu'n, Mainda Fiker Vi Tu'n
    Mainda Zoaq Vi Tu'n, Vajdaan Vi Tu'n
    Mainda Aval, Akhir, Ander, Bahir
    Zahir Tey Pinha'an Vi Tu'n
    Mainda Bakht Tey, Naam Nishan Vi Tu'n

    Comment


    • #3
      Re: Aik Misraa

      nice composing masood :thmbup:
      sigpic

      Comment


      • #4
        Re: Aik Misraa

        Fabulous Image!

        Comment


        • #5
          Re: Aik Misraa

          You Have A Beautiful Mind

          Comment


          • #6
            Re: Aik Misraa

            Assalaam-0-Alaikom:rose

            beautiiiiiiiiiiiiiifuuuuuuuuuuuuuuuuuuuuull

            moving to design ashaar
            For New Designers
            وَ بَارِکْ لِيْ فِيْمَا أَعْطَيْتَ

            Comment


            • #7
              Re: Aik Misraa

              bohot khoob.....:)
              sigpic


              Comment


              • #8
                Re: Aik Misraa

                good image masood bhai.............leken mujhe lagta hai jald hi apko (baar baar) border cross karne k jurm mein girftar kar lya jay ga:khi:
                Dheeray Dheeray Machal Aye Dill-e-Beqarar

                Comment


                • #9
                  Re: Aik Misraa

                  Originally posted by jugnoo217
                  good image masood bhai.............leken mujhe lagta hai jald hi apko (baar baar) border cross karne k jurm mein girftar kar lya jay ga:khi:
                  Mind set nahin bhai - tawajoh nahin....
                  tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                  tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                  Comment


                  • #10
                    Re: Aik Misraa

                    abi moon sooon ka mosam shoro hay thora waite kerian.

                    Comment


                    • #11
                      Re: Aik Misraa

                      Originally posted by Khalil
                      abi moon sooon ka mosam shoro hay thora waite kerian.
                      khalil bhai yehi tu mosam hai, barkha rutt, mein ne sunna hai pak mein kafi barshein hooee hain abb k barras, tu aisay mosam mein masood bhai ka mind set ho jana chahye:phool:
                      Dheeray Dheeray Machal Aye Dill-e-Beqarar

                      Comment


                      • #12
                        Re: Aik Misraa

                        Ya kes Chand ko fariyad kar ka bula rahay hain Masood bhai .........???khariyat ha koi insaan nhi mila tu Chand ko pukarnay lagay app:D

                        Nice composing !!!!Ya larki app hain???itni lambi vig kahan se chori ki?

                        Comment


                        • #13
                          Re: Aik Misraa

                          Originally posted by fari
                          Ya kes Chand ko fariyad kar ka bula rahay hain Masood bhai .........???khariyat ha koi insaan nhi mila tu Chand ko pukarnay lagay app:D

                          Nice composing !!!!Ya larki app hain???itni lambi vig kahan se chori ki?
                          Abhi aap bachi ho aap ko kya patah yahan per kis chaand ki baat ho rahi hai - aur yeh wig nahin balkey unkey baal bhi aisey hi lambey :wk
                          tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                          tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                          Comment


                          • #14
                            Re: Aik Misraa

                            Originally posted by Masood
                            Abhi aap bachi ho aap ko kya patah yahan per kis chaand ki baat ho rahi hai - aur yeh wig nahin balkey unkey baal bhi aisey hi lambey :wk

                            :cc: Ohhh mujhay yaad aya ma tu abhi bachi hon aur ap uncle !!!!Seedhi tarhana kiun nahi kahtay Uncle kah ya lambay baalo wali Aunty hain jin nazar kharab ha galti se app ko chand ka bathi :kr: :kr: :kr:

                            Comment


                            • #15
                              Re: Aik Misraa

                              Originally posted by Masood
                              Madam Noor Jehan ki film Khaandan (1942) mein aik geet tha uska aik misraa bohat pyara hai....
                              YA app ki umer pakistan ki umer se bhi zyada maloom hoti ha uncle:lpop:

                              Comment

                              Working...
                              X