Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Pakistanies...................

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Pakistanies...................

    :)
    Attached Files
    Last edited by ; 25 May 2006, 15:47.

  • #2
    Re: Pakistanies...................

    khl in two lines issey assan urdu mey bhi bata dein?
    " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

    Comment

    • #3
      Re: Pakistanies...................

      Hum pakistanies beyhis loag hain hamary sath her tarah sy buhat ziadtian hui hain ..lakin pher b humain es ka ehsas nahi..

      hamara kafla to lutt hee gia

      mager baat yeh hay k humain apny luttny ka ehsas hee nahi.....

      Comment

      • #4
        Re: Pakistanies...................

        Hamari ummat aik aisi ummat hai jissey ilm hai keh ham ghalat raston per chal rahey hain, aur hamein ghalat raaston per ley jaya jaa raha hai - magar yeh mehaz aik soch hoti hai, hamarey hisaas jawab dey chukey hain keh ab is soch sey aagey kya karna chahiye - ham siraf bar'mila kar detey hain - iskey aagey jawabdehi khatam :(
        tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
        tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

        Comment

        • #5
          Re: Pakistanies...................

          Originally posted by Khalil

          Thanks

          leykin is ka title aap ney pakistani kyoon rakha hai ....Pakistanis itney bhi beyhis nahi hein?
          " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

          Comment

          • #6
            Re: Pakistanies...................

            Originally posted by Khalil

            Hum pakistanies beyhis loag hain hamary sath her tarah sy buhat ziadtian hui hain ..lakin pher b humain es ka ehsas nahi..

            hamara kafla to lutt hee gia

            mager baat yeh hay k humain apny luttny ka ehsas hee nahi.....
            aik baar TV kay programe main Dr. Javaid Iqbal, Ustad-e-Muhtaram aur aik "mufakkir" tashreef farma thay, mozo thaa "IQBAL" ustad-e-muhtaram nay jazbat main kaha agar Iqbal aaj apna pakistan daikh lain to khudkashi karlain, jis par Dr. Javaid Iqbal nay to kuch na kaha par mufakkir sahab nay kaha aap kaisi baat kar'rhay hain, Iqbal masha'Allah muslman thay aur islam main khudkushi haram hai :blush:..... ab is baat par koi kia kahay,,
            humara aik bohot baRa mas'ala hai, humain "BARAY LOOG" to bohot pasand hain magar un kay khayalat apnana pasand nahee...
            That's Enough...!!

            Comment

            • #7
              Re: Pakistanies...................

              Originally posted by Masood
              Hamari ummat aik aisi ummat hai jissey ilm hai keh ham ghalat raston per chal rahey hain, aur hamein ghalat raaston per ley jaya jaa raha hai - magar yeh mehaz aik soch hoti hai, hamarey hisaas jawab dey chukey hain keh ab is soch sey aagey kya karna chahiye - ham siraf bar'mila kar detey hain - iskey aagey jawabdehi khatam :(
              :salam: g bhai aisa hee hay

              Comment

              • #8

                ye bhi to aik acha point hai key kam sey kam unhein ilm to hai ....baki sahih raastey per chalna na chalna un key apney zimmey per hai
                " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                Comment

                • #9
                  Re: Pakistanies...................

                  Originally posted by barg.e.gul

                  Kin key zimmey hai? Qom key? Qom to usi raastey per chalti hai jis per ussey chalaya jata hai - jab tak ussey hosh nahin aati - aur is mad'hoshi mein hi to Qom hai ...
                  tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                  tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                  Comment

                  • #10
                    Re: Pakistanies...................

                    Originally posted by ScorpioN_RulzZ
                    aik baar TV kay programe main Dr. Javaid Iqbal, Ustad-e-Muhtaram aur aik "mufakkir" tashreef farma thay, mozo thaa "IQBAL" ustad-e-muhtaram nay jazbat main kaha agar Iqbal aaj apna pakistan daikh lain to khudkashi karlain, jis par Dr. Javaid Iqbal nay to kuch na kaha par mufakkir sahab nay kaha aap kaisi baat kar'rhay hain, Iqbal masha'Allah muslman thay aur islam main khudkushi haram hai :blush:..... ab is baat par koi kia kahay,,

                    gd one scorpion :UP:

                    Originally posted by ScorpioN_RulzZ

                    humara aik bohot baRa mas'ala hai, humain "BARAY LOOG" to bohot pasand hain magar un kay khayalat apnana pasand nahee...
                    aik deewar to hai "dono" key darmayan ---leykin ye deewar itni mazboot nahi hai abhi ---baat sirf itni hai key is deewar ko giraaney mey kaun pehley pesh qadmi kerta hai

                    barrey ya naujawan nasl
                    " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                    Comment

                    • #11

                      Becoz hum personalities ko pasand kerty hain yeh nahi dekhty k os ny kia kaam kia hay...

                      main ny apny aik dost ko kaha k yaar DR Esrar ahemad buhat acha lecture dy rahy thy..k insaan maan k pait main kaisy halat main huta hay
                      wo kehta hay yeh sun ker chorr yaar wo hay hee WAHABII...
                      aab aap khudh batain k hum khiyalat dekhain ya personality

                      Comment

                      • #12
                        Re: Pakistanies...................

                        Originally posted by Masood
                        Kin key zimmey hai? Qom key? Qom to usi raastey per chalti hai jis per ussey chalaya jata hai - jab tak ussey hosh nahin aati - aur is mad'hoshi mein hi to Qom hai ...
                        Aap khudi to keh rahey hein key "unhein" ilm sahih aur ghalt ki ....jab kisi ko itna "ilm" hota hai to wo kabhi bhi kam sey kam "doosron" key kehney per ghalt raastey per nahi perhta
                        " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                        Comment

                        • #13
                          Re: Pakistanies...................

                          Originally posted by barg.e.gul
                          [/color]
                          Originally posted by barg.e.gul
                          [/font][/SIZE]

                          gd one scorpion :UP:

                          [color=#800080]

                          aik deewar to hai "dono" key darmayan ---leykin ye deewar itni mazboot nahi hai abhi ---baat sirf itni hai key is deewar ko giraaney mey kaun pehley pesh qadmi kerta hai

                          barrey ya naujawan nasl
                          Dewar nahi hay aur na hee koi aisa Generation gap hay....baat siraf yeh hay k yehan ....
                          2 naziyat hain...yehan pakistan main 2 qomain hain
                          aik wo jo ameer huti ja rahi hain jis k khiyalat bachon aur barron k aik jaisy hee hain aur second ghareeb tabka jo ghareeb hee huta ja raha hay un k khiyalat b sab k aik hee hain...old and young....
                          farak siraf dohry miyar ka hay...

                          Comment

                          • #14
                            Re: Pakistanies...................

                            Originally posted by barg.e.gul
                            Aap khudi to keh rahey hein key "unhein" ilm sahih aur ghalt ki ....jab kisi ko itna "ilm" hota hai to wo kabhi bhi kam sey kam "doosron" key kehney per ghalt raastey per nahi perhta
                            Behna hamara almiyah to yehi hai keh ham jaantey huwey bhi keh yeh sahi hai us sey door rehtey hain, aur jaantey huwey bhi keh "woh" ghalat hain, unhi key peechey chalney key aadi hain... kaash "jinhein" ilma hai woh apney ilm ko sahi istimaal karein :)
                            tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                            tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                            Comment

                            • #15
                              Re: Pakistanies...................

                              Originally posted by Khalil
                              aab aap khudh batain k hum khiyalat dekhain ya personality
                              Mujh jaisa tukey ka shair agar Ghalib ka aik shair apney naam sey suna dey to log ghaur nahin karein gey, magar apna koi shair Ghalib ka naam ley ker suna doon to wah waah waaah ho gi :lol

                              Working...
                              X