Announcement
Collapse
No announcement yet.
Unconfigured Ad Widget
Collapse
Is Tarah Rang Tere Aankh Se Dhalte Dekhey
Collapse
X
-
Re: Is Tarah Rang Tere Aankh Se Dhalte Dekhey
bhot khoob ji achi koshish ki gyee hai
deeda e tar ko is trah nahi likhty ye mistake hai
urdu poetry designing mae imla mistake bhot matter krti hai
frame ko is had tak curve krny mae frame kafi blur bhi hogya hai
meri adna c advice tou ye hai k abhi without curving designing kren aap
ap ki tarf sy mazeed sharing ka intizar rhy ga ..
-
Re: Is Tarah Rang Tere Aankh Se Dhalte Dekhey
Waaah Crystal. Bohat haseen... Intizaar ki kaifiyat ko kaisey haseen frame mein dhala hai... is sey mujhey Windows mein ja koi program jaam ho jaey to time-glass aata hai woh yaad aa geya :D..
Umdah takhleeq!
Deedah-e-tar ka hamzah agar chhota kar key deedah ki haa key ooper rakh detin to bohat umdah lagta..tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujheytumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey
Comment
-
Re: Is Tarah Rang Tere Aankh Se Dhalte Dekhey
Originally posted by Baniaz Khan View Postbhot khoob ji achi koshish ki gyee hai
deeda e tar ko is trah nahi likhty ye mistake hai
urdu poetry designing mae imla mistake bhot matter krti hai
frame ko is had tak curve krny mae frame kafi blur bhi hogya hai
meri adna c advice tou ye hai k abhi without curving designing kren aap
ap ki tarf sy mazeed sharing ka intizar rhy ga ..Originally posted by Masood View PostWaaah Crystal. Bohat haseen... Intizaar ki kaifiyat ko kaisey haseen frame mein dhala hai... is sey mujhey Windows mein ja koi program jaam ho jaey to time-glass aata hai woh yaad aa geya :D..
Umdah takhleeq!
Deedah-e-tar ka hamzah agar chhota kar key deedah ki haa key ooper rakh detin to bohat umdah lagta..
Comment
Comment