Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

*Aao Designing Seekhain*

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #31
    Re: *Aao Designing Seekhain*

    Originally posted by ArAbIaN gIrL View Post
    nahi mera matlab hai k jab apne pegham.com likha tha tab iska size kya tha font size ki bat ker rahi hun
    ji main bhi wahi baat kar rahi hoN - many font ka size change nai kya - yani chota bara nai kya
    Allah

    Comment

    • #32
      Re: *Aao Designing Seekhain*

      Originally posted by Yaaram View Post
      ji main bhi wahi baat kar rahi hoN - many font ka size change nai kya - yani chota bara nai kya
      acha
      ab ye bataoo k stroke kunsi di hia i mean kun se colour ki?
      Koi Kash Dil Pe Zara Haath Rakh De
      Mere Dil K Tukro Ko Ik Saath Rakh De
      Magar Ye Hain Khawabo Khayalo Ki Baatein
      Kabhi Toot Ker Cheez Koi Jori Hai?

      Comment

      • #33
        Re: *Aao Designing Seekhain*

        Main ney aksar yeh dekha hai keh ham log us shay ko pasand kartey hain jis mein bohat ziyada shokh rang hotey hain ya zaroorat sey ziyada images, colors, effects diyey jatey hain. Mumkin hai keh logon ko aisi shokhiyan pasand hon, magar main samajhta hon keh ziyada tar kashish us image mein hoti hai jis mein aik balance ho - images, coloring, texturing aur effects mein - over ho ga to odd laggey ga, saadgi mein jo husn hai woh apni misaal aap hai. Is zimman mein main Rida ki misaal doon ga, unkey bnaey huwey images apni khoobsurati mein bohat aala class hotey hain...
        tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
        tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

        Comment

        • #34
          Re: *Aao Designing Seekhain*

          Originally posted by Masood View Post

          agree kerti hun apki baat se jitne kam effects hun ge utna acha image banta hai
          lakin kabhi unk design nahi dekhe ab dekhun gi :P
          Koi Kash Dil Pe Zara Haath Rakh De
          Mere Dil K Tukro Ko Ik Saath Rakh De
          Magar Ye Hain Khawabo Khayalo Ki Baatein
          Kabhi Toot Ker Cheez Koi Jori Hai?

          Comment

          • #35
            Re: *Aao Designing Seekhain*

            Originally posted by ArAbIaN gIrL View Post
            agree kerti hun apki baat se jitne kam effects hun ge utna acha image banta hai
            lakin kabhi unk design nahi dekhe ab dekhun gi :P
            Is mein shayid is baat ka bhi amal dakhal hai keh hamarey culture mein shokhi (negative meanings mein nahin) ko pasand kiya jata hai, ghar bnaey jaatey hain to unki tazeen aisi ki jati hai, yahan tak keh qabron ko bhi haseen tar bnaya janey laga hai - to shayid iska amal dakhal hamarey culture sey hai? :donno:

            Haan Rida beti ki designings zaroor dekhna, I always appriciate that girl :)
            tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
            tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

            Comment

            • #36
              Re: *Aao Designing Seekhain*

              Originally posted by ArAbIaN gIrL View Post
              acha
              ab ye bataoo k stroke kunsi di hia i mean kun se colour ki?
              Yeh jo many pegham dot com likha hay is ko dekhin - aap ko kahin lagta hay ke many strok dya hay kahin
              Allah

              Comment

              • #37
                Re: *Aao Designing Seekhain*

                pixels toote hhowe hian agr dekh sakti to apse pochti?
                Koi Kash Dil Pe Zara Haath Rakh De
                Mere Dil K Tukro Ko Ik Saath Rakh De
                Magar Ye Hain Khawabo Khayalo Ki Baatein
                Kabhi Toot Ker Cheez Koi Jori Hai?

                Comment

                • #38
                  Re: *Aao Designing Seekhain*

                  ji koi stroke add nai kya
                  Allah

                  Comment

                  • #39
                    Re: *Aao Designing Seekhain*

                    stroke de k dekho with 1% n ov dark colour
                    Koi Kash Dil Pe Zara Haath Rakh De
                    Mere Dil K Tukro Ko Ik Saath Rakh De
                    Magar Ye Hain Khawabo Khayalo Ki Baatein
                    Kabhi Toot Ker Cheez Koi Jori Hai?

                    Comment

                    • #40
                      Re: *Aao Designing Seekhain*

                      Originally posted by Yaaram View Post
                      Transparent to hamesha ho jata hay mere se - lekan hamesha hi text phatta hua aata hay - jesa hum PS main text ko design dete hain to wesa nai aata - text ka bera garq ho jata hay jesa yeh hua

                      Image Loading............

                      hmmm ji to ye masla horaha hai... iska bhi bohat he asaan sa hall hai :eye: voh ye k aap agar file ko "save for web" karain to aapki problem solve hojayegi

                      example 2 img day rhai hon aik save as gif hai our dosra save for web farak aap khud dekh lain :hehe:

                      1. save as Gif

                      2. save for web

                      Comment

                      • #41
                        Re: *Aao Designing Seekhain*

                        PhotoShop mein designing karney walon key liyey aik thread yeh bhi hai jo bohat mufeed sabit ho sakta hai:

                        Merging Two Pictures In One
                        tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                        tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                        Comment

                        • #42
                          Re: *Aao Designing Seekhain*

                          Originally posted by Wafa View Post
                          Walaikum Salam.......
                          MashAllah bohot acha step hai sameera.........i appreciate it.......
                          Jo designing seekhna cahtay hai un kay lea golden chance hai.......InshAllah kafi members designing seekh jaye gay........khush raho.......:phool:

                          bohat shukriya wafa umeed karti hon k aap bhi hamara sath dain gi :eye:

                          Comment

                          • #43
                            Re: *Aao Designing Seekhain*

                            Originally posted by malanga View Post
                            great work PB sis mujhe bhe sekhne ko kafi kuch mil gia

                            bohat shukriya. :rose

                            Comment

                            • #44
                              Re: *Aao Designing Seekhain*

                              Originally posted by Masood View Post
                              Main ney aksar yeh dekha hai keh ham log us shay ko pasand kartey hain jis mein bohat ziyada shokh rang hotey hain ya zaroorat sey ziyada images, colors, effects diyey jatey hain. Mumkin hai keh logon ko aisi shokhiyan pasand hon, magar main samajhta hon keh ziyada tar kashish us image mein hoti hai jis mein aik balance ho - images, coloring, texturing aur effects mein - over ho ga to odd laggey ga, saadgi mein jo husn hai woh apni misaal aap hai. Is zimman mein main Rida ki misaal doon ga, unkey bnaey huwey images apni khoobsurati mein bohat aala class hotey hain...

                              jahan tak meri baat hai to main ye dekhti hon k img kitna neat hai
                              text effect kitni khubsurti say diye gaye hain bg pic poetry say kitna match karti hai our overall look kesa hai, agar img neat hai to voh simple ho ya sokh dono he achy lagty hain.. :rose

                              Comment

                              • #45
                                Re: *Aao Designing Seekhain*

                                sameera aap ne khudi to kaha tha save as gif karna hay - chalein try karta hoN
                                Allah

                                Comment

                                Working...
                                X