:rose
Announcement
Collapse
No announcement yet.
Unconfigured Ad Widget
Collapse
tum ne meri call kiyoun receive nahi ki????
Collapse
X
-
Re: tum ne meri call kiyoun receive nahi ki????
Originally posted by WASI ANJUM View Post:rose
wasii ap ny haqeeqat ki buhat achhi tasveer -kashi ki hai ap k likhy her lafz mein aik ehsaas hai jo k khud apna matlab bata raha hai :)
very nice ..ab tou hum apki next kawish perny ko betaab hein :)
Comment
-
Re: tum ne meri call kiyoun receive nahi ki????
Originally posted by ahsaas View Postjab kisi ki khushi hamein khud sy ziada azeez ho jaye tou ye kafyat hamarey dill-o-damagh per tari ho jati hai ..jisko hum takhayla mein liye phirty hein ..aur apny sawalon ka her mumkin jawab dhoondny ki koshish kerty hein
wasii ap ny haqeeqat ki buhat achhi tasveer -kashi ki hai ap k likhy her lafz mein aik ehsaas hai jo k khud apna matlab bata raha hai :)
very nice ..ab tou hum apki next kawish perny ko betaab hein :)
ye haqiqat k bahoot qareeb hai......jisay hum chahtay hain agar woh hamesha k liye door ho jai to....yahi hota hai
bas jo dil mein aaya likhta gaya pehle to sochta raha k pata nahi post karnay k qabil hai bhi ya nahi????? phir himmat kar k post kar disigpic
Comment
-
Re: tum ne meri call kiyoun receive nahi ki????
Originally posted by WASI ANJUM View Postthankss Ahsaas:rose
ye haqiqat k bahoot qareeb hai......jisay hum chahtay hain agar woh hamesha k liye door ho jai to....yahi hota hai
bas jo dil mein aaya likhta gaya pehle to sochta raha k pata nahi post karnay k qabil hai bhi ya nahi????? phir himmat kar k post kar di
Ap k alfaaz mein purity buhat hai ..yaqeenan kisi apny ka door hona ya kerna ..is ko hum alfaaz k sahare sy bhi byan nahin ker sakty ..buhat mishkil hota hai
Ap ny buhat achi koshish ki hai ..
i think posting k liye utni himmat nahin chahiye jitna ye sab likhny k liye chahiye hoti hai ..:)
khush rahiye:rose
Comment
-
Re: tum ne meri call kiyoun receive nahi ki????
Originally posted by ahsaas View PostHum janty hein k ye sab likhny k liye us ehsaas ka hona buhat zarori hai ..werna shaid kuch bhi haqeeqat bana diya jaye ..
Ap k alfaaz mein purity buhat hai ..yaqeenan kisi apny ka door hona ya kerna ..is ko hum alfaaz k sahare sy bhi byan nahin ker sakty ..buhat mishkil hota hai
Ap ny buhat achi koshish ki hai ..
i think posting k liye utni himmat nahin chahiye jitna ye sab likhny k liye chahiye hoti hai ..:)
khush rahiye:rosesigpic
Comment
-
Re: tum ne meri call kiyoun receive nahi ki????
Originally posted by aquari View Postbauht zabersat wasi
waqai zindagi aisey hi sawalat k gird ghoomti hia jin k jawab hotey howey bhi jawab nahi hoteyy..!
haan shayed hamaray paas un sawaloon k jawab to hotay hain magar hum jawab de nahi patay aur un sawalon k jawab dil mein liye ghoomtay haisigpic
Comment
-
Re: tum ne meri call kiyoun receive nahi ki????
Originally posted by Innocent sweet girl View PostZaberdast wasi
ap tu bohat acha laikhte hooo..:) is ka humain tu pata hi nahi thaa....
really bohat acha likha or reallity kya hai waisa hi likha...:)
keep writingg...:)sigpic
Comment
-
Re: tum ne meri call kiyoun receive nahi ki????
Originally posted by Wafa View PostBohot khooooooooob........aap tu bohot acha likhtay ho wasi......
aap kay har alfaaz mai bohot gehray thay.......likhtay raheya......:)
koshish karoonga k dil ka her ahsaas lafzoon ki surat mein yahan share karon.......sigpic
Comment
Comment