Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Khawaja Sara

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Khawaja Sara

    Asalam.o.Alaikum

    Aik ursey bad yaha kuch share kar rahe hon...
    Attached Files

    ~Main tu samjha tha ke lout atey hain janey waley
    tu ney jaker tu judai meri qismat karde...~

  • #2
    Re: Khawaja Sara

    Wa Alaikum naz...

    Boht hi umdah tehreer he........mjhe bhi aaj tak yeh baaat smjh nhi aye thi ke in ku aik ala thlag category ka kiyuhn treat kiya jaata he....mein bhi pehle yhi sochti thi ke yeh apne gharuhn mein kiyuhn reh sakte hein????in ko apni families se alag krne waale khud unki families hein yaa fir khwajasraa ki tanzeemehin agger unko ilm ho jaye ke aisa koi bacha kisi family mein mojood he?????

    mein ne loghuhn ko unhein dekh ker yuhn munh morte huwe dekha he jese agger kisi ne un ke braaber se guzrte huwe dekh liya to unki bisti ho gi............hamaari qaum ko awareness chaye in ke baare mein taake inko muashre mein accept krna asaan ho sab k liye aur mil jhul ker rhein...bilashubba aap ne darust frmaya ke...."unka bhi haamare jesa dil he, jho dharkta bhi he aur jis mein dard bhi hota he"------hum ne is haqeeqat ko ignore ker dete hein ke unke dil bhi dukh sakte hein..blke dukkhte hein.

    Very heart-toucing .........sharing kerti rhein...:rose

    sigpic

    Comment

    • #3
      Re: Khawaja Sara

      آپ نے بہت اچھا پیغام دیا ہے ۔ آپ کے الفاظ* سے آپ کے دکھ کا اندازہ لگایا جاسکتا ہے ۔ لیکن صرف اندازہ لگانے سے کچھ نہیں*ہونے والا ،

      بس ہم لوگ زیادہ تر باتیں ہی کرتے ہیں عمل نہیں*کرتے اور شاید ہمارے ہی کرتوتوں کی وجہ سے آج جس طبقے کا ذکر آپ کررہی ہیں برائیوں کی دلدل میں* دھنس چکا ہے۔

      Comment

      • #4
        Re: Khawaja Sara

        Originally posted by u_r View Post

        dear sis aise kitni bhot sari baatian hian jin ko hum dil se ghalat tu mantey hian leken unko sahi karne k lye pahal nahi karte ...

        ~Main tu samjha tha ke lout atey hain janey waley
        tu ney jaker tu judai meri qismat karde...~

        Comment

        • #5
          Re: Khawaja Sara

          Originally posted by baniazkhan View Post
          آپ نے بہت اچھا پیغام دیا ہے ۔ آپ کے الفاظ* سے آپ کے دکھ کا اندازہ لگایا جاسکتا ہے ۔ لیکن صرف اندازہ لگانے سے کچھ نہیں*ہونے والا ،

          بس ہم لوگ زیادہ تر باتیں ہی کرتے ہیں عمل نہیں*کرتے اور شاید ہمارے ہی کرتوتوں کی وجہ سے آج جس طبقے کا ذکر آپ کررہی ہیں برائیوں کی دلدل میں* دھنس چکا ہے۔

          jee ap ne sahii farmaya hamare ravioun ki waja se wo log buriye ka shikar hochuke hian...

          Working...
          X