UmeEd chaar hurof ka yeh lafz apne under kitne he maynee rakhta hai...hum hamesha ache ki umeed karte hian...bhaley hum ne bura kaam he ku na kiya ho...leken waha bhi UmeEd hum ache ki he karain gai...Hum insan hamesha he UmeEdaiN wabusta karlete hian....jante hian kuch nahi miley ga...in se...hamesha khali hath reh jaye gai...LekeN phir bhi kisi na kisi uMeEd ki ass Main ke kabhi tu koi hamari UmeEd per pora utre ga...LeKeN hum haar jate hai...umeede'n jaagti aankhon ke khawab hotay hein... agar jaagti aankhon ke khawab toot jayen to bohat dard hota hai...aur dekha jaye to ye dard hamara apna hi paida kerda hota hai...umeede'n soch samajh ker hi rakhni chahiye.
LekeN kiya kabhi yeh socha hai ke hum khud tu UmeEdaiN wabusta kar rahe hain...kisi ne hum se bhi UmeEdaiN wabusta ki hongi ? kiya hum inki UmeEdooN per pora utarte hain...jo hamari yeh chah hai ke koi hamari UmeEd per bhi pora utrey...zara sochye ke hum ne lena he sekha hai ya dena bhi jante hain ?

Comment